~~"GEHRE JHAKHAM"~~

by k.shael on October 24, 2008, 10:08:23 AM
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Author  (Read 3332 times)
k.shael
Guest
KYUN NAHI TANHA HAME CHOD DETE SAB
KYUN JHAKHMO KO DUKHANE CHALE AATE HAI,

HAM NE TO KABHI KISI KE GAMO PE HASSI NA KI
PHIR KYUN SAB MERE GAMO KA MAJAK UDATE HAI,

KYA KARE HAM KAISE SAMJHAYE DUNIYAWALO KO
JO HAR BAAT KE LIYE HAME GUNEHGAAR BATATE HAI,

KAISE CHIPA LE JHKHMO KO KAISE HASS DE SABKE SANG,
JAB HAR INSAAN NAYE DARD DE JAATE HAI,

KAISE KHUSHIYAAN CHUN LE HAM JHOLI ME,
JAB HAR PHOOL KE SANG KAANTE CHALE AATE HAI,

KAISE KHELE HAM RANGO SE KAISE KHUSH HO,
JAB HAR GEHRE RANG SIRF UDAASI DE JAATE HAI,

AAB TALK SAMJH ME NA AAYA KI LOG MARHAM LAGATE
HAI JHKHMO PE YA PHIR,
UNHE SEHLAANE KE BAHANE AUR GEHRA KAR JAATE HAI,

BY. K.SHAEL
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
~~~~~~""'"nazar-e-ishq"""~~~~~~~ by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
/////////"""HAAL-E-BAYAAN"""/////////////// by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
diya786
Guest
«Reply #1 on: October 24, 2008, 10:14:59 AM »
BAHUT KHOOB SHALLY SIS
BEAUTIFUL CREATION Applause Applause Applause
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #2 on: October 24, 2008, 10:19:44 AM »
KYUN NAHI TANHA HAME CHOD DETE SAB
KYUN JHAKHMO KO DUKHANE CHALE AATE HAI,

HAM NE TO KABHI KISI KE GAMO PE HASSI NA KI
PHIR KYUN SAB MERE GAMO KA MAJAK UDATE HAI,

KYA KARE HAM KAISE SAMJHAYE DUNIYAWALO KO
JO HAR BAAT KE LIYE HAME GUNEHGAAR BATATE HAI,

KAISE CHIPA LE JHKHMO KO KAISE HASS DE SABKE SANG,
JAB HAR INSAAN NAYE DARD DE JAATE HAI,

KAISE KHUSHIYAAN CHUN LE HAM JHOLI ME,
JAB HAR PHOOL KE SANG KAANTE CHALE AATE HAI,

KAISE KHELE HAM RANGO SE KAISE KHUSH HO,
JAB HAR GEHRE RANG SIRF UDAASI DE JAATE HAI,

AAB TALK SAMJH ME NA AAYA KI LOG MARHAM LAGATE
HAI JHKHMO PE YA PHIR,
UNHE SEHLAANE KE BAHANE AUR GEHRA KAR JAATE HAI,

BY. K.SHAEL

bahoot achcha likha shally.. Applause Applause
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: October 24, 2008, 11:37:45 AM »
Really Good One Shael Ji  Applause Thumbs UP
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: October 24, 2008, 11:55:26 AM »
Bohot Khoob Shael, Nice work Applause Applause
Logged
Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #5 on: October 24, 2008, 02:27:42 PM »
BOHAT BOHAT KHOOB SHAEL JI... Applause Applause Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: October 24, 2008, 04:53:32 PM »
Very nice shally dear keep it up.. Applause Thumbs UP
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: October 25, 2008, 06:41:06 AM »
Bahut Khoob Shally..

aakhiri lines to bahut hi khoobsurat aur gehri thi.. Applause Applause Applause Applause
Logged
Daredevil
Guest
«Reply #8 on: October 25, 2008, 08:07:19 AM »
KUCHH YUN HUA KE...

Use Paane Ka Khwab Dekha Meri Aankhone Har Baar
Kuch Yun Hua Ke
Uski Yaadonke Kaanch Reh Gaye Meri AankhonMe
Aur HuMein UMar Bhar Ke Aansu De Gaye

Wo To Hai Awara Baadal, Harjai Hawa
Use Mutthiyon Me Bharne Ki Koshish Ki,
Kuch Yun Hua Ke
Khali Hatheliyonke Dukh Ne HaMein Maar Dala

Wo To Tha Sahil Ki Sakht Ret
Uspe Apna NaaM Likhna Chaha
Kuch Yun Hua Ke
Wakt Ki Ek Lehar Ne Aakar Ise Mita Diya

Aur Main Ab Khudko Hi Dhundti Rehti Hoon

Use Gulaab Ki Maanind Rakha Tha Dilki Kitab Me
Kuch Yun Hua Ke
Is Khushk Phoolki Patti Patti Bikhar Gayi
Aur Uske Bikharne Ke Dukh Ne Mujhe Reza Reza Kar Diya

Uski Yaadonke Suraj Ko Apni AankhonMe Basaye Rakha
Kuch Yun Hua Ke
In Ki Tapish Se Meri Rooh Pighal Kar Aankhonse Beh Gayi...


NM
Logged
salil2002
Guest
«Reply #9 on: October 25, 2008, 11:02:46 AM »
bahut achche shael

kii jab dekha humne aks aaine mein
 khud ko lahoo se tarbatar paaya tha
na jaane yeh khoon zalhmo se risa tha
 ya mere zakhmo ko mujhpe rona aaya tha
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #10 on: October 25, 2008, 11:17:39 AM »
@Shally
Bahut ache ! Keep it up !

@Rishi
Nice sharing

@Salil
Excellent reply Applause
Logged
Daredevil
Guest
«Reply #11 on: October 25, 2008, 11:19:51 AM »
dur rahkar bhi kareeb rahane ki aadat hai,
yaad ban kar aankho se bahne ki aadat hai,
kareeb na hote hue bhi kareeb paoge,
mujhe dil main bas jane ki aadat hai .........


NM
Logged
Daredevil
Guest
«Reply #12 on: October 25, 2008, 11:20:06 AM »
HO NAHI SAKTA MUJE AAPAKI YAAD NA AAYE
BHUL KE BHI AAPKO BHULU WOH AHESAS NA AAYE
AAP BHULE TO AAP PAR KOI AACH NA AAYE
MAIN BHULU TO MUJE AGALI SANS NA AAYE

NM
Logged
Daredevil
Guest
«Reply #13 on: October 25, 2008, 11:20:21 AM »
Murjha gaye phool par bahar wohi hai,
Door rehte ho par pyaar wohi hai,
Jante hai hum mil nahin pa rahe hai aapse,
Magar in aankhon mein intezaar wohi hai...


NM
Logged
Daredevil
Guest
«Reply #14 on: October 25, 2008, 11:20:51 AM »
Aise sanam aap hame awaz na dena
muskil kahin na ho hame khud ko rokna
badal na jaye kahin ye mausam suhana
rasvanti hawa kahin na banjaye tufan
karna dale hame badnam jamana
chup ke se hame apne dil me chupaye rakhna


NM
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 04:30:23 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.164 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer