~~"GEHRE JHAKHAM"~~

by k.shael on October 24, 2008, 10:08:23 AM
Pages: 1 2 [3] 4 5
Print
Author  (Read 3317 times)
Daredevil
Guest
«Reply #30 on: October 25, 2008, 11:38:45 AM »
Itna bhi na kijiye taarif
hame aap se sikayat hogi
agar kabhi aap ki nazaar
kisi aur ki taraf mudi hogi


NM
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
~~~~~~""'"nazar-e-ishq"""~~~~~~~ by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
/////////"""HAAL-E-BAYAAN"""/////////////// by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
Daredevil
Guest
«Reply #31 on: October 25, 2008, 11:38:57 AM »
Usne kaha dil mai hai kya
Maine kaha hasrat Teri
Usne kaha takta hai kya
Maine kaha soorat Teri
Usne kaha chahta hai kya
Maine kaha khidmat Teri
Usne kaha pachtaega
Maine kaha kismat Meri



NM
Logged
Daredevil
Guest
«Reply #32 on: October 25, 2008, 11:39:09 AM »
Tumhare siwa kisi aur ke bare me hum soch nahin pate,
TUM hi TUM ho!! koi aur hume nazar nahin aate,
tamanna to hai TUM yuhin raho sada nazar ke samne,
DIL me TUMHARI jagah kisi aur ko de nahi pate..


NM
Logged
Daredevil
Guest
«Reply #33 on: October 25, 2008, 11:39:20 AM »
chahat hai mery aisi,bharti jae
har aahat par ye dil darr jae
chehra tera hi har taraf nazar aye
teri khushbo char-soon sama jaye
hota hai kuch aisa hi aksar
jab kisi ko kisi se pyar ho jae


NM
Logged
Daredevil
Guest
«Reply #34 on: October 25, 2008, 11:39:59 AM »
AAPKI chahat ko mehsoos kar rahe hain hum,
AAPKI tasvir ku bhi ankhon me chupa rakhe hain hum,
dekhte hain kismat kahan le jata hai,
janam janam ka ye saath hai AAPKA!! jante hai hum..


NM
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #35 on: October 25, 2008, 12:36:23 PM »
Nice sharing Rishii
Logged
k.shael
Guest
«Reply #36 on: November 28, 2008, 09:57:46 AM »
THANX TO ALL OF U
BY. K.SHAEL
Logged
k.shael
Guest
«Reply #37 on: November 29, 2008, 07:47:29 AM »
Bohat Khoob Ji Keep It Up.

SHUKRIYA SHIHAB JI,
AAP BHI KUCH LIKHTE ISS THREAD
PE TO AACHA LAGTA...
BY. K.SHAEL
Logged
k.shael
Guest
«Reply #38 on: November 29, 2008, 07:58:13 AM »
Main Chup Raha Yahi Mera Andaz Tha
Kis Se Kehta Ki Mujhe Kitna Dard Tha.

Har Koi Uda Raha Tha Hasi Mere Haal Pe
Har Pal Mere Liye Bas Ban Gaya Azaab Tha.

Main Dhundta Raha Is Duniya Main Apna Koi
Par Yahan To Ek Chehre Pe Dusra Chehra Tha.

Aakhir Kehta Bhi To Kis Se Apna Haal.e.Dil
Har Shakhs Matlabi Aur Jhutha Sa Tha


Hum Aap Ustadon Ke Aage Kya Likhte Sheal Ji
Khair Phir Bhi Koshish Ki Hai I Hope Aapko Pasand Aae..
Galti Maf Hi Ji...


SHIHAB JI SACH ME KYA SACHI LINES NAZAR
KI HAI AAPNE,
AAP TO HAMSE KAYI BEHTAR LIKHTE HO,
BY. K.SHAEL

JHAKAHAM DIKHLA DE JO ISS DUNIYAA KO WO
BHI RO PADEGI,INN DILWALO KI HOTHON KI
HASSI BHI TADAPH UTHEGI,YE TO HAM HAI JO
CHUPAYE BAITHE HAI LAKHO GAMO KO WARNA
SUN KE HALAT MERE HAWAYE BHI SARD HO JAYENGI,
 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: November 29, 2008, 10:13:17 AM »
Waah Kya Baat Hai,.
Sabne Bohat Achche Likha Hai Doston,.
Logged
Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #40 on: November 29, 2008, 10:15:37 AM »
BOHAT BOHAT KHOOB SHAEL JI... Applause Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: November 29, 2008, 10:18:17 AM »
Zakham Gehre Is Dil Ko De Gaya Koi,.
Mere Dil Se Chain-o-Karaar Le Gaya Koi,.

Wo Shaks Jo Apna Bankar, Mujhe Loot Gaya,.
Uski Is Harkat Se "Doston" Mera Dil Hi Toot Gaya,.

____________________________-Jaanasheen--
Logged
k.shael
Guest
«Reply #42 on: December 01, 2008, 05:44:06 AM »
BOHAT BOHAT KHOOB SHAEL JI... Applause Applause Applause

SHUKRIYA TANHA JI,
AAP KUCH LIKHTE TO AACHA LAGTA,
Logged
k.shael
Guest
«Reply #43 on: December 01, 2008, 05:45:58 AM »
Zakham Gehre Is Dil Ko De Gaya Koi,.
Mere Dil Se Chain-o-Karaar Le Gaya Koi,.

Wo Shaks Jo Apna Bankar, Mujhe Loot Gaya,.
Uski Is Harkat Se "Doston" Mera Dil Hi Toot Gaya,.

____________________________-Jaanasheen--



JHAKHAM DENE WAALE DE JAATE HAI,
HAAN MAGAR GHAYEL ROTTE HI REH JAATE HAI,
NA PYAR MILTA HAI NA SAHARA KISI KA,
WO NA BANA PAAYE KISI KO APNA NA KISI KE HO
PAATE HAI...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #44 on: December 01, 2008, 05:51:56 AM »

JHAKHAM DENE WAALE DE JAATE HAI,
HAAN MAGAR GHAYEL ROTTE HI REH JAATE HAI,
NA PYAR MILTA HAI NA SAHARA KISI KA,
WO NA BANA PAAYE KISI KO APNA NA KISI KE HO
PAATE HAI...

Haal Behaal Ho Jaate Hain, Jab Log Judaa Ho Jaate Hain,.
Jeete Jee Marna Pardta Hai, Chahne Waale Jab Khafaa Ho Jaate Hain,.

Wafaa Ki Haddein Paar Karke, Unse Humne Wafaa Nibhaai Thi,.
Jinse Wafaa Karte Hain, Jaane Kyun Wohi Log Bewafaa Ho Jaate Hain,.

Lekar Jo Chalte Hain, Khwaabon Ka Carwaan, Mohabbat ke Safar Mein,.
Mohabbat Ke Na Milne Par, Kyu Ye Log Tanhaa Ho Jaate Hain,.

___________________________________-Jaanasheen-

Logged
Pages: 1 2 [3] 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:15:29 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer