Gham Ke Maare,.

by Jaanasheen on October 29, 2007, 04:15:00 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1048 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Na Milo Koi Humse, Ke Hum Gham ke Maare Hain,.
Sahaara Kya De Kisi Ko Hum Khud Ghamon Ke Sahaare Hain,.

Door Raho Tum Humse Na Aaao Kareeb Itne,.
Muraad Bhi Na Kar Sake Kisi Hum Aise Toot te Taare Hain,.

____________________________________-Jaanasheen-

_______________-Azeem-_______________
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #1 on: October 29, 2007, 05:21:33 PM »
Log Manaate hai Jiss Pal Jashn.....
Uss Bulandi par humne khud ko akela paya hai......

Gum ke Maare hai...Bichaye baithe hai Barood seene me.....
Aur Dil ki aag se hee apna harr Jazbaat khud Jalaya hai.......!!!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: October 29, 2007, 05:41:24 PM »
Quote from: "Jaanasheen"
Na Milo Koi Humse, Ke Hum Gham ke Maare Hain,.
Sahaara Kya De Kisi Ko Hum Khud Ghamon Ke Sahaare Hain,.

Door Raho Tum Humse Na Aaao Kareeb Itne,.
Muraad Bhi Na Kar Sake Kisi Hum Aise Toot te Taare Hain,.

____________________________________-Jaanasheen-

_______________-Azeem-_______________


BAHUT KHOOB AZEEM BHAI

USKE DAR SE KABHI UTHKAR JAAYA NAHI JATA
SUKH AUR CHAIN JO UNKE DAR PE MILTA  HAI
WOH KAHI AUR PAYA NAHI JAATA

NA KAHO 'AZEEM' KE TUM GHAM KE SAHARE HO
TUM WAHA REHTE HO JAHAN DARD AUR GHAM
KA KABHI SAAYA NAHI JAATA

KAANTO KA KAAM HAI CHUBAN DENA
KAANTON KE BEECH PHOOL MURJHAYA NAHI JAATA

JAHAN ZINDAGI MEIN HO ROSHNI KI KIRAN
WAHA ANDHERO KA PATA PAAYA NAHI JAATA

GHAMO KI DHOOP SE LADNA AUR LAD KAR JEETNA...

DOSTO KE GHAM KO DEKH KAR
"KHWAISH" SE BHI MUSKURAYA NAHI JAATA
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: October 29, 2007, 06:46:17 PM »
bahoot khoob Lil bro, BS JI and Khwaish
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: October 30, 2007, 09:20:42 AM »
Bahoot Khoob Gaurav Ji,.
And Khwaish Ji,.
And Thank U,.
Khwaish JI, And Pooja Didi,.
Logged
sapnaa
Guest
«Reply #5 on: October 30, 2007, 04:56:49 PM »
bahut ache janasheen..khwaish aap ne bahut acha likha hai.B.s bahut khoob

Eh duniya,main tujhe dil se kabhi bha nahi sakti
jise mujhe pyaar hai,uska hi pyaar main paa nahi sakti

mohabbat hai,ada hai,wafa bhi hai paas mere
par  afsos usse paane ke liye..
yeh sab mere kaam aa nahi sakti

gham ki dhoop hamesha mujhpe hi kyon padti hai
main yeh sawaal zindagi mein kabhi sulja nahi sakti
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: October 31, 2007, 07:40:40 PM »
Good one sapnaa
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: November 01, 2007, 06:02:20 PM »
BAHUT KHOOB SAPNAA
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: November 02, 2007, 01:17:52 PM »
Dard Ke Sahaare Milne Lage Hain Dekho,.
Ek Sahaara Jo Khoya Humne Jo Hamara Na Tha,.

Aaj Sab Dene Ko Hain Sahaara Mujhe "Jaanasheen",.
Pehle Bhi The Wo Din, Jab Kisi Ko Main Pyaara Na Tha,.

__________________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:47:34 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer