Gham Ke Siwa,.

by Jaanasheen on November 20, 2007, 02:18:59 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1082 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Aatish-e-Gham Ke Siwa kuch Bhi Nahi De Sakte,.
Ashq-e-Paiham Ke Siwa Kuch Bhi Nahi De Sakte,.

Tum Mujhe Bhool Hi Jaao, Meri Yaad Na Karo,.
Hum Tumhe Gham ke Siwa Kuch Bhi Nahi De Sakte,.

_____________________________________-Jaanasheen-
_
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ik ham ke siwa by soniya shetti in Shayri-E-Dard
tere siwa by sshama in Shayri for Khumar -e- Ishq
Hum Gham Ke Siwa Kuch De Nahi Sakte,.. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
*~~Terii Yaadon Ke Siwa~~* by honeyrose in Shayri-E-Dard
Dunya Main Gham k Siwa Rakha kya hai by Farhan Sohail in Shayri-E-Dard
muskan_bye
Guest
«Reply #1 on: November 20, 2007, 04:14:04 PM »
very nice jaanasheen ji
 
Aap se hum yahi kahenge
jo guzar gaya woh lout ke nahi aata
jo ho chuka woh dubara nahi hota
ab ek naya jahan dekhiye ab ek naya sama dekhiye
ab ek naya dost dhundiye uski bhi zaroorat nahi woh
toh hai yahi par woh toh hai yahi par dost ke naate
dosti ko maan lijiye
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #2 on: November 20, 2007, 04:14:30 PM »
very nice jaanasheen ji
 
Aap se hum yahi kahenge
jo guzar gaya woh lout ke nahi aata
jo ho chuka woh dubara nahi hota
ab ek naya jahan dekhiye ab ek naya sama dekhiye
ab ek naya dost dhundiye uski bhi zaroorat nahi woh
toh hai yahi par woh toh hai yahi par dost ke naate
dosti ko maan lijiye
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: November 21, 2007, 01:44:58 PM »
Great Muskan JI,.
Kamaal Ka Likha Hai,.
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #4 on: November 21, 2007, 06:13:12 PM »
shukriya

hum sirf or sirf dosti karte hai uske aage kuch nahi
aap ko hum pahele hi bata dete hai taki aap hume
bewafa na kahe isliye humne aap ko bataya iska soch samjhkar jawab dena nahi toh phir nahi dena
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: November 23, 2007, 10:08:17 AM »
Nice One,.

Bewafaa Tumhe Na samjhenge Hum Khayalon Me Bhi,.
Ek Pal Hi Sahi, Humne Tumse Wafaa To Paai Thi,.

Kya Hua Kismat Ne Rukh Mord Liya "Muskaan",.
Kismat Ne kabhi Hume Ek Khushi To Dilaai Thi,.

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #6 on: November 29, 2007, 06:10:06 PM »
Jis zindagi ne sath choda woh guzra kal tha
jis dost ne apnaya woh aaj hai
jisne thukraya woh kal tha
jisne apnaya woh aaj hai
jiss phool ko aap zindagi samjhte the
woh paheli nikali
jiss dost ko aap khushi samjhte the
woh  aap ki humdardi nikali
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: December 01, 2007, 10:27:35 AM »
Nice One Muskaan Ji,.
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #8 on: December 01, 2007, 05:14:28 PM »
shukriya magar ye kya aap ne shayari nahi likhi

kuch likhte toh acha hota
kuch humare liye samjhate toh acha hota........

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~mera naam muskan nahi "Khushboo"~~~~~~`hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: December 02, 2007, 10:37:48 AM »
Ab Kuch Acha Hone Ko Bachaa Kya Hai,.
Buraai To Mukharar Thi Naseeb Mein Mere,.

Wo Door Se Mujhe Ghamon Ki Raatein De Gaya,.
Main Andheron Me Hi Raha Thi Subha Kareeb Mein Mere,.

_______________________________________-Jaanasheen-
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #10 on: September 14, 2009, 07:02:19 AM »
Wah bahut khoob Azeem bhai aur Muskan ji,very beautiful creation.excellent Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: September 15, 2009, 02:08:16 PM »
Shukriya Madhuwesh Sis,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:50:56 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer