yasir_sensitive
Guest
|
«Reply #120 on: November 10, 2004, 02:21:49 PM » |
|
tauba kar baithe hain hum chaahat ke naam se chaahat bhara jahaan har kisi ka nahi hota humko to is chaahat ne gham hi diye hain bahut kiya sabr magar ab nahin hota
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #121 on: November 10, 2004, 10:05:21 PM » |
|
wah!!! yasir bahoot khoob!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
diljala
Guest
|
|
«Reply #122 on: November 11, 2004, 09:13:16 AM » |
|
Thanks ToAll
Uraz hai
Gam Ki baat na kar ai pooja ishq ka hasil sirf gam hi to hai jab talk zinge hum is duniya mai.n hur tarf gam ka makam hoga
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #123 on: November 11, 2004, 05:10:41 PM » |
|
Gumo mai jo unki jhalak hai, to jee jaty hai warna in jakhamo mai aor rakha kaya hai!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #124 on: November 12, 2004, 08:24:20 AM » |
|
wah.............pooja very nice
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #125 on: November 12, 2004, 08:26:59 AM » |
|
Na dhodho meri jhalak is gham ke piyale na milonga main bottel main na hi maikhane main tum to tasvur bhi na karna mere gham ka tumhe aur bhi mazza aayega hume jalaane main
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #126 on: November 12, 2004, 10:10:19 AM » |
|
wah nino and pooja Aansuo ko bahut samjaaya tanhai mein aaya karo, mehfil mein hamara mazak na udaya karo, ispar aansoo tadap kar bole..... itne logon mein aapko tanha paate hain isliye chale aate hain (NM)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #127 on: November 14, 2004, 09:56:38 AM » |
|
bhulaana in aansoo ko ab mere bas mein nahi pyaar to ab bhi wo hai mager ab wo kasme nahi tum ne ki thi dillagi humse pyaar to kiya hi nahi mager dil laga ke bhul jaana ab mere bas mein nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #128 on: November 14, 2004, 09:57:10 AM » |
|
nishita very nice
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #129 on: November 14, 2004, 09:59:03 AM » |
|
Nishita for u
mehfil mein main na rooya to ansoon bhi sharma gaye is kader unhone hume dekha ki unke askq meri aankho mein aa gaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #130 on: November 17, 2004, 05:40:25 PM » |
|
Jahan se guzra sirf teri surat hi nazer ayi jidhar maine dekha ek tu thi aur tanhai ab to armno mein bhi tum nazer aate ho apno mein to thik tha begano mein bhi nazer aate ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
diljala
Guest
|
|
«Reply #131 on: November 20, 2004, 06:46:33 AM » |
|
Thanks Pooja & Nice One
Uraz hai
dard aankh se phir rag se phir dil se guzar gaya ashique hu.n mai.n bhi apanai jaat mai.n utar gaya hum bhi dakhna chatai thai unki berukhi ki had jo kal tha dushman wo aaj dil mai.n ghar kar gaya ab to har waqut hi uska uski yaado.n ka intezar rahta hai ab to neend bhi nahi aati na jane wo kya kar gaya ab to dard hi hai humsfar bhi humdum bhi dard hai dard hi humnashi.n hai dawa bhi dard hai ishq mai.n har dard se hamara nata jud gaya hum aur dard zinda hai.n mahboob gaya to gaya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #132 on: November 20, 2004, 09:38:21 AM » |
|
shukrai aap sab ka
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #133 on: November 20, 2004, 10:31:09 AM » |
|
nice work all...sabhi logon bahot bahot bahot khoobsurat likha hai...
Kitna Aasan Tha Teray Hijr Main Marna Janan Phir Bhee Ik Umer Lagi Jaan Say Jaatay Jaatay ................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nishita
Guest
|
|
«Reply #134 on: November 20, 2004, 10:34:52 AM » |
|
waah nino very nice.. and gud one waheed and diljala
Sau chaand bhi chamkenge to kya baat banegi Aap aaye to is raat ki auqaat banegi Un se yahi kah aaye ki ham ab na milenge aakhir koi taqariib-e-mulaaqaat banegi..... (NM)
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|