Gham

by Nino on October 06, 2004, 08:50:25 AM
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12
Print
Author  (Read 10578 times)
Nino
Guest
«Reply #150 on: November 25, 2004, 03:14:41 PM »
Bahut khoob yasir bahi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
gham by zindagi_kal_ho_na_ho in Shayri-E-Dard
GEHRA GHAM by harshmeet in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Gham Ko paseena Aa Gaya,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
Gham ko gham ki tarah guzaro tum.....( Ghayel ) by Sajid_Ghayel in Ghazals
Gham Aanye Pe Itnaa Gham Na Kar. by surindarn in Miscellaneous Shayri
Nino
Guest
«Reply #151 on: November 25, 2004, 03:22:20 PM »
Yasir bhai arz hai

Loogon se na karo gila na shikayet karo in se
Mohabat mein milta hai kisi ko kiya pucho apne dil se
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #152 on: November 25, 2004, 03:35:34 PM »
wowowowow nino.............excellent.........
Logged
Nino
Guest
«Reply #153 on: November 25, 2004, 04:32:53 PM »
Thanx waheed bhai
Logged
yasir_sensitive
Guest
«Reply #154 on: November 26, 2004, 02:13:04 PM »
thanx nino and nice one..
Logged
Nino
Guest
«Reply #155 on: November 27, 2004, 06:48:25 PM »
shukria yasir bahi
Logged
Nino
Guest
«Reply #156 on: December 01, 2004, 07:29:20 AM »
Hum hi ne gham ko pala hum hi ne uski ki  tamana ki
ab jo wo ban gaya hai saahti mere to us se phi aap jalne lage
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #157 on: December 02, 2004, 05:52:49 PM »
Very nice Nino..


Mujhe jin se mohabbat thi, unhein pyar tha kisi se
Isi gham ne maar  dala  mujhe  zindagi  se   pehle
Logged
Nino
Guest
«Reply #158 on: December 02, 2004, 06:52:28 PM »
Is gham ka kiya karoon jo teri amaanat hai
sambhal ke rakha hai maine isse kab se
ismein bhi tere mohabat ki inayet hai
main ager maut ke hawale bhi jaoun to kiya
tere ye gham hi meri akheri ibadet hai
Logged
lovebites
Guest
«Reply #159 on: December 02, 2004, 07:08:46 PM »
------------Sargoshi--------------

Uzne mere seene Pe raKh ker pooCha...
Janan aPne JeeVan Ka woh laMha t0 batlao muJhKo

Jiz Ke baDle Mil saKte Hain Sabhi Sitare...
DarYaon Ke Sare Moti...

SaWan Ki Pehli BariSh Ke Sare Katre...
Ujle Chand Ki Sari Kirnen...

Dharti Ke Seene Se Lipte Sabhi KhaZane...
Sare MoSam Sabhi DuYaen...

PhoolOn Ki RanGeen QubaYen..
Patti Patti Parne Wali Bheeni KhuShboo...

Uzne Mere Seene Per Ser RaKh Ker PoOCha...
Jaanan Apne JeeVan Ka Woh Lamha To Batlao Mujh Ko...

Jiz Ke BaDle Sab KuCh Apna, Sab KuCh, Sab KuCh
Apna Sab KuCh De SaKte Ho...

Men Ne UzKa MatHa ChOoma Aur BoLa Chup!
PehLi Bar Mere Seene Pe Tum Ne Apna Ser RaKha tHa..
Logged
myheart_ursonly
Guest
«Reply #160 on: December 02, 2004, 09:44:25 PM »
nice wrk all of u

 
meri duniya mein hasin khawab,
sajaye kyun the agar,
aise muh mod kar jana tha,
to aaye kyun the


 Puzzled !
Logged
Nino
Guest
«Reply #161 on: March 03, 2005, 05:33:17 PM »
faasale aise bhi hoonge ye kabhi sochaa na tha
saamane baithaa tha mere aur vo mera na tha

vo jo Khushbu ki tarah phaila thaa mere chaar su
main use mahasuus kar sakata tha chhu sakata na tha

raat bhar us ki hi aahat kaan mein aati rahi
jhaank kar dekha gali mein koi bhi aayaa na tha

aks to maujud the par aks tanahaai ke the
aainaa to tha magar us mein tera chehara na tha

aaj us ne dard bhi apane alahada kar diye
aaj maiin roya to mere saath vo roya na tha

ye sabhi viraaniyaan us ke judaa hone se thin
aankh dhundhalaai hui thi shahar dhundhalaaya na tha

yaad karake aur bhi takalif hoti thi "Nino"
bhuul jaane ke sivaa ab koi bhi chaara na tha
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #162 on: March 04, 2005, 12:25:55 AM »
NINO
Logged
Nino
Guest
«Reply #163 on: March 04, 2005, 06:37:20 AM »
Fakharenaveed sahab lagta hain ki aap mere likhe hue shers ko passend nahi karte ya pfir main kuch ghalat likha hai pls let me know
Nino
Logged
Nino
Guest
«Reply #164 on: March 08, 2005, 09:13:05 AM »
Dard  badta gaya aur maine kuch na kaha
dil torda gaya aur main hardum chup raha
ab to hosh itna bhi nahi ki samet loon is dil tukde
ab to kisi ki wafaa pe ko yakeen na raha
Logged
Pages: 1 ... 7 8 9 10 [11] 12
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:41:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer