Amit Janglan
Guest
|
«Reply #75 on: October 21, 2004, 09:51:37 AM » |
|
Well said Waheed..
" Na Kar Inkar Zalim Hamaare Pass Aane Se Khuda Bhi Rooth Jaata Hai Kissi Ka Dil Dukhaney Se " Ques... bahut khub waheed g & Qutubuddin g Ki Mohammed se vafa tune to hum tere hai Yeh jahaan cheez hai kya loh-o-qalam tere hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #76 on: October 22, 2004, 06:17:11 AM » |
|
Marke bhi wo zinda hai meri ankhoo uski khushboo hai sanso mein to uska ehsaas hai dhadkano mein maut ne shayed ki thi koshish hume judaa karne ki mager ab to bhi nakam ho gayi hai koshisho mein
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #77 on: October 22, 2004, 06:18:21 AM » |
|
wah!!! bahoot khoob Nino ji!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #78 on: October 24, 2004, 09:14:59 AM » |
|
thanx amit......nice one nino..................
Maine chaha key khayalaat uske badal daloon aur Muhabat ki haqeeqi tasweer dikha doon us ko Wauh mohabbat ka pujari tha maine Usko tanhai ki saza dey dalli !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #79 on: October 25, 2004, 05:12:14 PM » |
|
Na dard hai koi na koi gham ka saathi hai jaan to nikal gayi hai bas sans nikalna baki hai ab ager aaker wo hume dafna de to rahmat hogi nahi to aaisa lage ga ki ek arman pura hoona baki hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #80 on: October 25, 2004, 05:20:38 PM » |
|
Ranj o Gham ki mahfil mein khud ko dhundta hoon main Har ek sitare ki shakel mein tum ko dhindta hoon main Ab ager chand bhi bewaafa ho jaye to gham nahi Us ek kiran se hi umeed hai jise din raat dhundta hoon main
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #81 on: October 25, 2004, 05:23:45 PM » |
|
Hade Beawaafai mein na bhul dena muhjko Is Pyaar ne banaya hai Deewana muhjko ab to hosh fakad itna hai ki teri hi surat nazer aati hai main to ruk jatta hoon us rah pe jahan se teri doli guzar jatti hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #82 on: October 25, 2004, 05:27:09 PM » |
|
Masuam e Ishq mein hai Bahar ka ehsas kise har ek shaqs masroof hai yahan hai pyaar kise ab to na wafaa hai aur na takazaa bewaafai ka yahan toot ta hai har ek pal dil kisika pyaar mein mager ise sambhlane ka hai yahan ehsas kise
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #83 on: October 25, 2004, 05:29:38 PM » |
|
Dooriyaan itni na badaho ki fasle kam na ho sake pyaar itna na nibhao ki maut ka dum na bhar sake ilteja itni hai fakad pyaar mein tuhjse mere mehboob ki tum meri qaber pe na aao ki hum chain se mar sake
|
|
|
Logged
|
|
|
|
diljala
Guest
|
|
«Reply #84 on: October 27, 2004, 08:24:17 AM » |
|
Thanks To All
Urj hai
Sochta hu tumhe dil ki her baat bata du, dil ke her vo dukh mita du, her vi gile sikve mita du jnihone mujhe dukh dia mger derta u kahi apne dukho ko dikheke kahi tumhe na rula du.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #85 on: October 27, 2004, 08:27:44 AM » |
|
Wah Diljala
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #86 on: October 27, 2004, 08:35:25 AM » |
|
Rona to meri kismat hai tere dukho ka is mein kya kasoor main to Kohish hi kar sakta hoon age jo ho khuda ko mansoor Yaad rakhna hume har dum chaye mile khushi ya mile gham Ye hamesha yaad rakhna ki hume wah hi paoge jahan rakhoge kadam
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Tosha
Guest
|
|
«Reply #87 on: October 27, 2004, 10:05:26 AM » |
|
bahut khoob!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #88 on: October 27, 2004, 05:20:55 PM » |
|
Mar kar bhi main zinda hoon ye na thi khowaish meri ab to har jalwa tera numayaan ho gaya aaisi hai bewafaai teri [/size]
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Nino
Guest
|
|
«Reply #89 on: October 27, 2004, 05:22:39 PM » |
|
Ise Waqt ka sitam kaho ya samjho nadani meri ab to tamnao ne bhi dum tood diya bas is mein bhi hai mehrbahni teri
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|