**Ghamon Ke Dastan**

by honeyrose on November 10, 2008, 02:34:06 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2848 times)
honeyrose
Guest
Kaise muhabbat dikhaye tumne ke hansna bhool gaye
Ghamon ke dastan na bhula paaye kuch aise dard mile   

Kaise muhabbat dikhaye tumne ke jeena bhool gaye
Pehle rulate kyun ho phir hansate kis liye

Kaise muhabbat dikhaye tumne ke hansna bhool gaye
Dard badh gaye sailaab banker dil mein uttar gaye

Kaise muhabbat dikhaye tumne ke zindagi se ruksat hogaye
Kuchh haseen palon ko aaj bhi humare dil mein dabaye rakhe 
 tearyeyed
____________honeyrose___________












 
 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tere Ghamon Ko Apna Bana Jaonga (Sweety) by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Hawaa Ghamon Kii,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
-----/// Rishtaa ghamon se ///----- Hriday by ~Hriday~ in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
Ghamon ne ansoo bahakar mujse ye kaha by kapilnarula in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ghamon se by Lovely-Prince in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #1 on: November 10, 2008, 02:49:52 PM »
Waah Didi jaan,.
Bahoot Badhiya,.
Yunhi Likhte Rehna,.
Inshallah Hum Bhi Jawab Dene Ki Koshish karenge,.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #2 on: November 11, 2008, 04:16:25 AM »
Bahut Khoob Likha hai aapne ne Honey Ji
Aise hi likhte rahna hame bhi prerna milta hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: November 11, 2008, 08:50:25 AM »
Mere Ghamon Ki Dastaan Kisi Jaakar Sunaaoon Main,.
SabKe Haath Mein Patthar Hain, Kisi Zakham Dikhaaoon Main,.

Koi Nahi Hai Mera, Jo Mujhe Hausla De Jeena Ka,.
Ab Aise Shehar Mein Bolo,Toota Dil Lekar Kahaan Jaaoon Main,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: November 11, 2008, 11:52:31 AM »
Shukriya Bhai...

Shukriya Rajesh ji

Bohat khoob likha hai Bhai...
Logged
saloni bharani
Guest
«Reply #5 on: November 11, 2008, 11:53:26 AM »
Kaise muhabbat dikhaye tumne ke hansna bhool gaye
Ghamon ke dastan na bhula paaye kuch aise dard mile   

Kaise muhabbat dikhaye tumne ke jeena bhool gaye
Pehle rulate kyun ho phir hansate kis liye

Kaise muhabbat dikhaye tumne ke hansna bhool gaye
Dard badh gaye sailaab banker dil mein uttar gaye

Kaise muhabbat dikhaye tumne ke zindagi se ruksat hogaye
Kuchh haseen palon ko aaj bhi humare dil mein dabaye rakhe 
 tearyeyed
____________honeyrose___________












 
 
really it very nice
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: November 11, 2008, 11:55:11 AM »
Thank you saloni......
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #7 on: November 11, 2008, 12:15:50 PM »
Achha likha hai Honey Ji.. Usual Smile
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: November 11, 2008, 01:10:42 PM »
Achha likha hai Honey Ji.. Usual Smile

Thank you Mahiya....
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #9 on: November 11, 2008, 06:08:57 PM »
Kaise muhabbat dikhaye tumne ke hansna bhool gaye
Ghamon ke dastan na bhula paaye kuch aise dard mile   

Kaise muhabbat dikhaye tumne ke jeena bhool gaye
Pehle rulate kyun ho phir hansate kis liye

Kaise muhabbat dikhaye tumne ke hansna bhool gaye
Dard badh gaye sailaab banker dil mein uttar gaye

Kaise muhabbat dikhaye tumne ke zindagi se ruksat hogaye
Kuchh haseen palon ko aaj bhi humare dil mein dabaye rakhe 
 tearyeyed
____________honeyrose___________


...good one Honey...it was nice reading it...








 
 
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #10 on: November 12, 2008, 12:43:58 PM »
Thank you just,,,
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #11 on: November 12, 2008, 01:28:25 PM »
...you are welcome...

Shayad kahi to meri mohabbat bhi zinda hogi kisike dil mein,
Shayad kahi to meri izzat bhi nilaam ho rahi hogi mehfil mein...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #12 on: November 12, 2008, 01:33:04 PM »
...you are welcome...

Shayad kahi to meri mohabbat bhi zinda hogi kisike dil mein,
Shayad kahi to meri izzat bhi nilaam ho rahi hogi mehfil mein...


Very nice Just.....

Yaqeen se kahete hai uske dil mein muhabbat na tha
Dard ke aage uski zindagi mein khushyon ka daman na tha..
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #13 on: November 12, 2008, 01:42:15 PM »
Daman ko to luta diya humne uska sar ucha rakhne ke liye,
Bas thode aansu bacha ke rakhe hai gum mein chakhne ke liye...
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #14 on: November 12, 2008, 01:45:58 PM »
...you are welcome...

Shayad kahi to meri mohabbat bhi zinda hogi kisike dil mein,
Shayad kahi to meri izzat bhi nilaam ho rahi hogi mehfil mein...

nice line Hate jii

Ghamon ka dastan na poocho toh accha hai
Kabhi din dhala toh khaber na huyi
Kab raat huyi ye bi khaber na huyi
Koyi ye bata de zara mujhko
Mohabbat kya meri bi be-asar huyi
 
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:08:41 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer