**Ghamon Ke Dastan**

by honeyrose on November 10, 2008, 02:34:06 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2808 times)
honeyrose
Guest
«Reply #15 on: November 12, 2008, 01:47:07 PM »
Daman ko to luta diya humne uska sar ucha rakhne ke liye,
Bas thode aansu bacha ke rakhe hai gum mein chakhne ke liye...

Kya kare jab aapno ne zakhm diya hai
Gir ke sambhal na paye aisa dard diya hai...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tere Ghamon Ko Apna Bana Jaonga (Sweety) by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Hawaa Ghamon Kii,. by Azeem Azaad in Shayri-E-Dard
-----/// Rishtaa ghamon se ///----- Hriday by ~Hriday~ in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
Ghamon ne ansoo bahakar mujse ye kaha by kapilnarula in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Ghamon se by Lovely-Prince in Shayri-E-Dard
Sonia01
Guest
«Reply #16 on: November 12, 2008, 01:53:37 PM »
Kya kare jab aapno ne zakhm diya hai
Gir ke sambhal na paye aisa dard diya hai...

nice 1 honeyrose jii

Apno ka zakham bhoola na bhoole hum
yeh zindagi ghamon ke ghere hai
bar bar gir ke sambala hai hum
yu zindagi bin pyar paye guzare hai hum


Logged
honeyrose
Guest
«Reply #17 on: November 12, 2008, 02:00:23 PM »
nice 1 honeyrose jii

Apno ka zakham bhoola na bhoole hum
yeh zindagi ghamon ke ghere hai
bar bar gir ke sambala hai hum
yu zindagi bin pyar paye guzare hai hum




Nice lines Sonia...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #18 on: November 12, 2008, 02:06:00 PM »
Kya kare jab aapno ne zakhm diya hai
Gir ke sambhal na paye aisa dard diya hai...



Dard to kuchh aisa jud gaya hai zindagi se meri,
Ki saans lene se pehle sochte hai kahi zakhmo ko hawa na lag jaaye...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #19 on: November 12, 2008, 02:09:16 PM »

Dard to kuchh aisa jud gaya hai zindagi se meri,
Ki saans lene se pehle sochte hai kahi zakhmo ko hawa na lag jaaye...


Zakhm dil mein dabkar pathar ban chuki hai
Ankhon se ashq ke jagah khool nikalti hai.. tearyeyed
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #20 on: November 12, 2008, 02:16:20 PM »
...ab jaan bach bhi gayi meri to mohabbat na karunga,
mohabbat karunga to phir se main pal pal marunga...
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #21 on: November 12, 2008, 02:18:54 PM »
Itna nafrat b kis kaam ka JHL jii... cheer up

Logged
honeyrose
Guest
«Reply #22 on: November 12, 2008, 02:22:00 PM »
...ab jaan bach bhi gayi meri to mohabbat na karunga,
mohabbat karunga to phir se main pal pal marunga...

Chann saason mein joh pyar tha woh mitt gaye
Muhabbat ke joh sapne dekhe the woh bekar ho gaye
Aapni zindagi kudh jeene ki koshish karte hain
Dil mein lage daag toh mitta ne ki umeed rakhte hain...
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #23 on: November 12, 2008, 02:22:32 PM »
Ghamon mein doobna chod do sanam
Dekho taaron bhari ye raat hai
Tumse kehni hai dil ki baat zara pass aajao
Teri judayi ne mujhe tadpa diya hai
Ab bicharke mile hai, zara pass aajao




Logged
honeyrose
Guest
«Reply #24 on: November 12, 2008, 02:29:25 PM »
Joh toot gaye usey jhodne ki koshish na karo
Mere gham ki seema bohat hai iss mein marham na lagao

Bohat door jaana hai zindagi ki seediyon chalkar
Peeche modke na dekhna hai aab bhara hai dil zakhm bankar...

_________honeyrose____________

 
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #25 on: November 12, 2008, 02:36:32 PM »

Zindagi ka rasta seeda nahi hota
her mod pe ek kahani chod jata hai
Aa pass mere, tujhe pyarse mehka du
toota tera sapna, unme merham mai laga du..

Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #26 on: November 12, 2008, 02:37:06 PM »
Chann saason mein joh pyar tha woh mitt gaye
Muhabbat ke joh sapne dekhe the woh bekar ho gaye
Aapni zindagi kudh jeene ki koshish karte hain
Dil mein lage daag toh mitta ne ki umeed rakhte hain...


Jo chand palo mein mitt jaaye woh pyaar nahi hota,
Mohabbat mein kabhi kisika intezaar nahi hota...
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #27 on: November 12, 2008, 02:40:24 PM »
Jo chand palo mein mitt jaaye woh pyaar nahi hota,
Mohabbat mein kabhi kisika intezaar nahi hota...


Intezaar karte nahi toh zindagi kaise jeete
Zindagi ke moud par dukhon ke sez pe kyun sote.
.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #28 on: November 12, 2008, 02:43:19 PM »
...good one Sonia and Honey...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #29 on: November 12, 2008, 02:47:10 PM »
Raat ko soye humko zamane ho gaye,
Ghar hamare kab ke maikhane ho gaye,
Koi puchhe to sahi hamare dil ka haal kabhi,
To kahe hum bhi ki hum deewane ho gaye...
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:38:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer