GHAZAL GAA RAHAA HOON (Ghazal)...... "MohaN"

by surindarn on January 23, 2016, 03:38:34 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1675 times)
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile

GHAZAL GAA RAHAA HOON

Khyaalon mein terey sanam main ek ghazal gaa rahaa hoon,
Kis qadar dil ke paas-o-dur ho yeh hisaab bataa rahaa hoon!

Kitnii khushii dee thee tu ne aur kitney gham keeye inaayat,
Kitnaa royaa thaa main aaj aansuon ko samjhaa rahaa hoon!

Gham-o-khushee ke hee sahaarey jaanum zindgi kaatee thee,
Kaisee katee thee yeh ek swaal zindgi se dohraa rahaa hoon!

Bahut sun chukey ho aap naakaam mohabbat ke afsaaney,
Abb kaamyaab mohabbat kee ek daastan sunaa rahaa hoon!

Duniya mein kyaa koi thandee aag sunee dekhee hai sahib,
Main ek waisee hee sard aag jo jalaa de dikhaa rahaa hoon!

Abb baithiye jigar thaamein ke Mohan ke dil kaa kyaa huaa,
Tootaa sabat kahin naa paayaa kyaa kisey banaa rahaa hoon!!

Surindar. N                              "MohaN"
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009

View Profile
«Reply #1 on: January 23, 2016, 08:03:41 AM »

GHAZAL GAA RAHAA HOON

Khyaalon mein terey sanam main ek ghazal gaa rahaa hoon,
Kis qadar dil ke paas-o-dur ho yeh hisaab bataa rahaa hoon!

Kitnii khushii dee thee tu ne aur kitney gham keeye inaayat,
Kitnaa royaa thaa main aaj aansuon ko samjhaa rahaa hoon!

Gham-o-khushee ke hee sahaarey jaanum zindgi kaatee thee,
Kaisee katee thee yeh ek swaal zindgi se dohraa rahaa hoon!

Bahut sun chukey ho aap naakaam mohabbat ke afsaaney,
Abb kaamyaab mohabbat kee ek daastan sunaa rahaa hoon!

Duniya mein kyaa koi thandee aag sunee dekhee hai sahib,
Main ek waisee hee sard aag jo jalaa de dikhaa rahaa hoon!

Abb baithiye jigar thaamein ke Mohan ke dil kaa kyaa huaa,
Tootaa sabat kahin naa paayaa kyaa kisey banaa rahaa hoon!!

Surindar. N                              "MohaN"

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #2 on: January 23, 2016, 09:26:13 PM »

Rustum Rangila
Yoindian Shayar
******

Rau: 128
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
10 days, 16 hours and 31 minutes.

Posts: 2534
Member Since: Oct 2015

View Profile
«Reply #3 on: January 24, 2016, 06:09:24 AM »
Bahot khooob  Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #4 on: January 24, 2016, 03:44:30 PM »
Bahot khooob  Applause Applause Applause Applause Applause
bahut shukria Rangila Jee.
 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
Logged
FArah
Guest
«Reply #5 on: January 24, 2016, 09:37:21 PM »
Weldone sir
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #6 on: January 26, 2016, 01:12:22 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #7 on: January 26, 2016, 03:12:58 AM »

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut shukria Adil sahib.
  hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
Logged
Sj syed
New Member

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
2 days, 21 hours and 25 minutes.
Posts: 11
Member Since: Aug 2016

View Profile
«Reply #8 on: August 05, 2016, 09:22:51 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley :clapping:waaah lajawab
Logged
surindarn
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 273
Offline Offline

Waqt Bitaya:
134 days, 2 hours and 27 minutes.
Posts: 31520
Member Since: Mar 2012

View Profile
«Reply #9 on: January 14, 2018, 12:44:42 AM »
Weldone sir
bahut shukria FAarh Sahibaa.
 notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy notworthy
 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2 hello2
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:39:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.154 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer