gila hai zindagi mein..............

by muskan_bye on May 18, 2008, 09:45:13 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2281 times)
muskan_bye
Guest
«Reply #15 on: November 20, 2008, 04:30:40 PM »
BHAWANA JI , HONEYROSE JI,K-SHAEL JI ,NATALI JI , SAMIR-BC ,RAHULHI JI,NOOR41 JI, SYEDNAAMI JI, THANK YOU SO MUCH AND THANKS FOR JAWAB DENE KE LIYE OR THANKS ALOT OR THANK YOU SO SO MUCH.....AND VERY NICE AAP SABHI KI SHAYARI ............


KAISE GILON KO HUM BHOOL JAYE
KAISE SHIKWON KO BHOOL JAYE
YE KOI DHOOL TOH NAHI JO DHUL JAYE
YE TOH YAAD HAI JO HUMESHA SATH NIBHAYE
................

GILE KITNE HOTE HAI
ZINDGI MEIN
TAKDEER MEIN
KISMAT MEIN
NASEEB MEIN
KYA KAHE IS ZINDAGI KO
KI YE NAYA MOD NA LE SAKI
MAIN PICHLI YAADON KO BHOOL NA SAKI
NAYE RAASTON KO APNANE SE DARTI
KYOKI GILON NE MUJHE CHODA NAHI
SAB SE BADA GILA TOH ZINDAGI KA HAI
JO MAIN SAHI SE JEE NA SAKI
JEETE JI MAR GAYI..............

*****************************************MUSKAN******************
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi mein.........!!! by Delicate_Doll in Shayri-E-Dard
pal mein zindagi by Beena Jain in Shayri-E-Dard
**Kaisa gila zindagi se** by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
***Zindagi Se Gila*** by AVTAR RAYAT in Shayri-E-Dard
Gila nhi mujhe zindagi se--- Kumaar by kumaar in Miscellaneous Shayri
muskan_bye
Guest
«Reply #16 on: November 26, 2008, 12:57:50 PM »
gile hi gile hai is zindagi mein
kya kahein is zindagi ko
jo bhi kahein khuda se kahein
magar khuda bhi kya karein
humari zindagi ke liye
jee rahe or jeena hi padega
chahe zinda lash banke jiye
ya phir jeeye hi nahi
ye jo zindagi hai
ye bas zinda lash hai
iske siva mere pass jawab nahi hai...................

********************************MUSKAN***************************
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #17 on: November 26, 2008, 12:59:36 PM »
gilon ne mujhe ghayal kar diya
zindagi ne mujhe marne ko majboor kar diya
kya kahein in dukho ko jisne mujhe rona sikha diya
haste haste bhi rona aa gaya rote rote bhi dukh ko nibhana aa gaya...

*****************************MUSKAN*****************************
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #18 on: December 29, 2008, 09:17:46 AM »
koi toh jawab do..........

kya in gilo ko koi samjh sakega
kya in dukho ko koi apne sath baat sakega
kya khuwaish khuwaish rahe jaiyegi
or jo kisi din tutke bikhar jayegi
or aas rahe jayegi jo thodi din mein
murjha jayegi or ankhon mein ansoon baha jayegi.........

*********************************muskan**************************
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #19 on: December 29, 2008, 09:44:00 AM »
Sabne khoob likha hain.....

aag puurii kahaa.N bujhii hai abhii
diidaa-e-tar me.n tishnagii hai abhii

[diidaa-e-tar = wet eyes/eyes filled with tears]
[tishnagii = thirst]

dosto.n se chukaa rahaa huu.N hisaab
dushmano.n se kahaa.N Thanii hai abhii

dost kah kar mujhe na de gaalii
dil pe ik zaKhm-e-dostii hai abhii

kaaT de ye bhii Khud_parastii me.n
aur tho.Dii sii zindagii hai abhii

[Khud_parastii = egoistic]

jaane kyo.n kund ho gayaa nashtar
zaKhm kii dhaar to vahii hai abhii

[kund = blunt/ineffectual; nashtar = knife]

                           -Midahtul Akhtar-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #20 on: December 29, 2008, 10:01:35 AM »
NICE SAYED GHAYEL
GOOD WORK....SAYED GHAYEL

HUMNE AAPKO GAALI NAHI
AAPKO YAAD DILAYA HAI
AREY YE BHI EK DOSTI JISKO
AAPNE CHAND PALON KE BAAD BHULA DIYA HAI.......

*********************************MUSKAN**************************
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #21 on: December 29, 2008, 11:38:18 AM »
NICE SAYED GHAYEL
GOOD WORK....SAYED GHAYEL

HUMNE AAPKO GAALI NAHI
AAPKO YAAD DILAYA HAI
AREY YE BHI EK DOSTI JISKO
AAPNE CHAND PALON KE BAAD BHULA DIYA HAI.......

*********************************MUSKAN**************************

Mujse dosti ka dawa karne wali
Teri baat pe q karu yaqee
Hain dosti mujse to sirf itna kar
Kabhi mera nam to le sahi

                -Sajid Ghayel-
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #22 on: January 03, 2009, 12:16:24 PM »
SAJID GHAYEL ..........
LE LIYA SAHI NAAM
AB DOGE ISKA KYA INAM
HUMNE TOH DOSTI NAHI MANGI
HUMNE TOH BHAROSA BHI NAHI MANGA
MANGA HAI TOH SIRF KUCH DUAO KA SAHARA
JISNE HUME JINE KE LIYE DE DIYA
USNE HUME KUCH TOH INAM MEIN DIYA.......
******************************************MUSKAN****************
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #23 on: January 03, 2009, 01:12:18 PM »
gile hi gile hai is zindagi mein
kya kahein is zindagi ko
jo bhi kahein khuda se kahein
magar khuda bhi kya karein
humari zindagi ke liye
jee rahe or jeena hi padega
chahe zinda lash banke jiye
ya phir jeeye hi nahi
ye jo zindagi hai
ye bas zinda lash hai
iske siva mere pass jawab nahi hai...................

********************************MUSKAN***************************

VERY NICE MUSKAN


JASBIR SINGH
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 05:33:51 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.129 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer