Gila na koi shikwa

by Nino on March 02, 2005, 05:17:20 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2125 times)
Nino
Guest
Gila na koi shikwa kiya kabhi maine
teri mohabat ko na ruswa kiya kabhi maine
main to gumnam andheroon ka musaafir hoon
mager teri chandni raat ko na badnaam ki kabhi maine

Tum khud ko wafaa ka farishta kehte ho
mager tera koi sajda kiya na kabhi maine
ab ager khizaan aayi hai to gila karto ho humse
Mager tere chaman ki bharoon ko bida kiya nahi maine
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Na gila Na shikwa.... by Delicate_Doll in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4 »
shikwa............ by aryan_mantri in Shayri-E-Dard
shikwa na kar gila na kar ye duniya hai pyaare by Dewana_Badal in Shairi - E - Zindagi
shikwa (gul) by gulzargul in Shayri for Khumar -e- Ishq
***Gila-Shikwa*** by AVTAR RAYAT in Share:Love Poetry
Meena
Guest
«Reply #1 on: March 02, 2005, 05:18:44 PM »
wah!!!!!

 :D
Logged
Nino
Guest
«Reply #2 on: March 03, 2005, 09:33:41 AM »
Bin dekhe bin jane pyaar hogaya
teri aawaz se hume bas ikrar ho gaya
hume na maloom thi is mohabat ki pechidgiyain
dekhte dekhte najane main kab barbaad ho gaya
Logged
Nino
Guest
«Reply #3 on: March 03, 2005, 09:38:29 AM »
Yaadon ko piroya hai phoolon ki mala samj ke
andheroon ko aapnaya hai humne ujhala samj ke
is dil ki shama jalti rahe hardum aye hum nawa
Humne to sari umer kat di teri damen mein ise sapna samj ke
Logged
abhishek_gaurav
Guest
«Reply #4 on: March 04, 2005, 07:03:44 AM »
very nice nino
Logged
dhadkan
Guest
«Reply #5 on: March 05, 2005, 11:21:50 AM »
gud nino very nice
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #6 on: March 05, 2005, 12:10:13 PM »
BAS TU YEH TAYE HAI K AAB HUMEIN NAHIN JEENA
IS ZAHRE ZINDGI KO AAB HUMEIN NAHIN PEENA
Logged
dhadkan
Guest
«Reply #7 on: March 09, 2005, 10:00:54 AM »
TU nahi raha malik trei zindagi ka ab to,
Ke zindagi teri hai sanam ke hawale ab to...
Logged
Nino
Guest
«Reply #8 on: March 09, 2005, 12:19:55 PM »
Zindagi mein har khushi mil jaye to koi gham na rahe
bedard zamane mein aaias ho jayo to koi gham na rahe
mohabat ki khushiyaan to naseeb mein nahi hai mere
mager ager kisi ka toda sa bhi pyaar mil jaye to koi gham na rahe
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #9 on: June 27, 2005, 11:57:42 AM »
Quote from: "Nino"
Gila na koi shikwa kiya kabhi maine
teri mohabat ko na ruswa kiya kabhi maine
main to gumnam andheroon ka musaafir hoon
mager teri chandni raat ko na badnaam ki kabhi maine

Tum khud ko wafaa ka farishta kehte ho
mager tera koi sajda kiya na kabhi maine
ab ager khizaan aayi hai to gila karto ho humse
Mager tere chaman ki bharoon ko bida kiya nahi maine



Nice nino
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 06:35:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.1 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer