immi
Guest
|
«Reply #15 on: December 24, 2004, 04:19:59 PM » |
|
Bahot Khoob Rehana !! N sufyan u too !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #16 on: December 25, 2004, 12:42:27 PM » |
|
excellent work all.............
mere raat or din itne soonsaan hain mere shaam`o sehar itne weeraan hain bus yeh hee sonch ker jism aur rooh par chaa raha hai alam hum bichad jayenge..........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Just_Hate_Love
Guest
|
|
«Reply #17 on: December 25, 2004, 01:03:15 PM » |
|
It was nice written by all.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #18 on: December 27, 2004, 04:46:18 PM » |
|
ur welcome..............Just_Hate_Love :lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #19 on: January 16, 2005, 01:39:00 PM » |
|
Yeh zindagi bari ajeeb si
Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi gulzar si kabhi bezar si Kabhi khushi hamaray sath sath Kabhi gammon ki barsat si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi tofanon main bhi hain rastay Kabhi manzilon ka pata nahi Kabhi do kadam pay zindagi Kabhi saddeuon tak intizar si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi her pal emtihan hai Kabhi bin mangay enam hai Kabhi kuch nahi Kabhi sab kuch si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi gulzar si kabhi bezar si n/m
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #20 on: January 16, 2005, 01:47:42 PM » |
|
"Youn To Zindagi Mein Loog Aatay Jatay Rahay Ham To Faqat Tere Aarzoo Mein Jeetay Rahay Din Zindagi Kay Yuin He Qat tay Rahay Mah Wa Saal Mein Badaltay Rahay Aik Muddat Hoi Tujhe Dakhe hoya Teray Intizar Mein Har Shaam Chokhat Pe Baithay Rahe Dekha Jo Aina To Dekhtay Hi Rah Gaya Din Jawani Kay Hoi Gum Aur Durhapa Pa Gay n/m
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #21 on: January 16, 2005, 01:51:33 PM » |
|
Wohi qissey wohi baat puraani apni Kon sunta hay bhula aaj kahani apni Har situmgar ko hamdarad samajh leti hay Kitni khushFaham hay kumbakhat yeh jawani apni Kon sunta hay bhula aaj kahani apni Wohi qissey wohi baat puraani apni Roz milte hain dareechey mein naye phool mujhe Chhor jataa hay roz koi nishaani apni Kon suntaa hay bhula aaj kahani apni Wohi qissey wohi baat puraani apni - Dushmano se hi gham-e-dil ka maza milta hay Doston ne koi baat nhi maani apni Kon suntaa hay bhula aaj kahani apni Wohi qissey wohi baat purani apni n/m
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ragini
Guest
|
|
«Reply #22 on: January 16, 2005, 01:51:39 PM » |
|
Hi salma
bahut achche,
by the way tum aaj dard mein kya kar rahi ho
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #23 on: January 16, 2005, 01:55:57 PM » |
|
hahahahah ragini aise hi yaar mere ek dost ki yaad aa gi hai bas aise hi :D
zindagi mein har ek pal ek jaise nahin hote hain, kabhi khusi hoti hai kabhi dard hoti hain, zindagi bi ek mousaam ki thara hote hain, har pal insan ki zindagi badalthi raheti hain !!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ragini
Guest
|
|
«Reply #24 on: January 16, 2005, 01:59:25 PM » |
|
aaj tumhra mood bahut hi philosophic lag raha hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Delicate_Doll
Guest
|
|
«Reply #25 on: January 16, 2005, 02:02:05 PM » |
|
hahahaha ragini hahahah ab iss baath pe bi main kuch likh doongi hahaha :lol: jaise ke......
zindagi main kabhi philosophic bi hona chaiye, aise nahin hote zindagi ka tajurba nahin hote hai :D
ahhahahaha:lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #26 on: January 16, 2005, 02:02:57 PM » |
|
wah!!!!!!!!!!!!!! bahot khoob salma........... :lol:
itni mohabbat dost ki.......... :lol:
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Just_Hate_Love
Guest
|
|
«Reply #27 on: January 17, 2005, 07:23:48 AM » |
|
Woooow Salmaji it was a gr8 one. Dost ke liye log kuchh bhi kar jaate hai bhai. Kyun Salmaji ?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #28 on: January 17, 2005, 07:53:31 AM » |
|
Yeh zindagi bari ajeeb si
Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi gulzar si kabhi bezar si Kabhi khushi hamaray sath sath Kabhi gammon ki barsat si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi tofanon main bhi hain rastay Kabhi manzilon ka pata nahi Kabhi do kadam pay zindagi Kabhi saddeuon tak intizar si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi her pal emtihan hai Kabhi bin mangay enam hai Kabhi kuch nahi Kabhi sab kuch si Yeh zindagi bari ajeeb si Kabhi gulzar si kabhi bezar si n/m very nice all of u bahut ache salma ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Just_Hate_Love
Guest
|
|
«Reply #29 on: January 17, 2005, 08:15:58 AM » |
|
Chehra chupa liya maine kafan me; unse milne ki fursat tak na mili; jab woh humse haale dil poochne aaye; to raaste me meri mayyat mili.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|