GUM KE KALAM SE

by gum on August 01, 2006, 05:30:11 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9
Print
Author  (Read 8786 times)
pinky
Guest
«Reply #90 on: October 27, 2006, 08:42:55 PM »
Mohabbat ab mere dil ko raas nahi ati..
Bas dard mein hi maine manzil paayi hai..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
E-kalam by kaushikbhawna008 in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
Is Kalam Me....... by pawan16 in Shairi - E - Zindagi
Kalam..!! by Áɑѕӈίգ in Miscellaneous Shayri
KALAM by lehar srivastava in Tarruf Yoindia Sae : Give your Introduction
.{ Kalam Ruk Si Gayi Hai }. by Omi-Shru in Shayeri for Dard -e- Bewafai
pinky
Guest
«Reply #91 on: October 27, 2006, 08:48:32 PM »
Gham hi haqeeqat hai mere fasaane ki
Dard hi bas dil mein rehta hai..
Khamosh hai zuban bhi ab meri..
EK aaj bhi kahyalon mein tu hi rehta hai..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #92 on: October 29, 2006, 12:43:01 AM »
wah kaya baat hai pinky and gum ji good job.....
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #93 on: October 30, 2006, 02:25:03 PM »
Quote from: "pinky"
Nice ones Azeem and Angel..
And Gum is doing great!! Usual Smile


Shukriya Pinky,...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #94 on: October 30, 2006, 02:26:54 PM »
Jo Hua Kam Ye Gham Jo Mera,..
Kisi Ke Dil Pe Dard Hone Lagaa,..
Shayad Koi Khush Tha "Jaanasheen;,..
Hume Ghamon Se Ulajhte Dekhkar,..

_______________________-Jaanasheen-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #95 on: October 30, 2006, 05:41:10 PM »
Bahut achhe sab... lage raho :D


Ek TuM Ho Ke Dil Mein Dard Kisi Gair Ke Liye,
Ek HuM Ke Dard Ban Gaye Khud Apne Aap Ke Liye,

HuM Apne Aashiyaane Mein Tere Muntazir,
TuM Tine Chun Rahe The Kisi Aur Ke Liye,

HuM Jante Hai Dil Mein TuMhare Nahi Hia HuM,
Jo Khat TuMhari Aankhon Mein The HuMne Padh Liye,

GaM Hai Ke Tu Ne Loot Liya Mere Wajood Ko,
Ek Daag De Diya Hai HaMein UMar Bhar Ke Liye,

Qaatil Ki Is Ada Pe Bhi Qurbaan Jaaye,
Khud De Ke Zeher Aankhon Mein Aansu Bhi Bhar Liye,

Thi Kaunsi Khata Ke Mili Jiski Ye Saza,
HaMne To UMr Bhar Tere Naqsh-E-QadaM Liye,

Ye Maana Bojh Hai Ab Tujh Pe Zindagi,
Par Zindagi Meri To Nahi Hai Tere Liye...
* * * * *
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #96 on: October 31, 2006, 12:25:22 PM »
Shukriya Gum, Bhai And Nice One Husena Ji,.,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #97 on: October 31, 2006, 12:26:39 PM »
Dard Kabhi Mera Kam Na Hoga Dost,..
Ye To Aur Badega Kisi Ke Kareeb Aane Se,..

_________________________-Jaanasheen-
Logged
S H W E T A
Guest
«Reply #98 on: October 31, 2006, 06:46:34 PM »
NICE....GUM JI,ANGEL JI N AZEEM JI. Usual Smile
Logged
angel4u
Guest
«Reply #99 on: November 01, 2006, 05:44:52 PM »
Nice one gum ji.

thanks shweta. chhodo yaar ye formality JI wali, tongue3


Ab Kya Kahoon Ke Tujhse Mohabbat Nahi Rahi,
Teri Talab Mein Pehli Si Shiddat Nahi Rahi,

Ya To Teri Wafaon Ka MausaM Guzar Gaya,
Ya Ye Ke Tujhko Meri Zaroorat Nahi Rahi,

Usko Bhi Wada Karke Bhulane Ka Shauk Hai,
HuM Ko Bhi Intezaar Ki Aadat Nahi Rahi,

Unko Aye Dost Dusron Se Fursat Mili To Kya,
Ab HuM Ko Apna Haal Bayan Karne Ki Hasrat Nahi Rahi...
* * * * *
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #100 on: November 04, 2006, 01:09:45 PM »
Nice One Gum Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #101 on: November 04, 2006, 01:11:23 PM »
Tanaahi Ka Alaam Ghera Hai Mujhe Charon Aur Se,..
Har KOi Ro Pardta Hai Dekhkar Haal Mera "Jaanasheen",..

___________________________________-jaanasheen-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #102 on: November 04, 2006, 05:16:08 PM »
Dost Kya Khoob Wafaon Ka Sila Dete Hai,
Har Naye Mod Par Ek ZakhM Naya Dete Hai,

TuM Se To Khair Ghadi Bhar Ki Mulakat Rahi,
Log Barson Ki Rafakat Ko Bhula Dete Hai,

Kaise MuMkin Hai Ke Dhuwan Bhi Na Ho Aur Dil Bhi Jale,
Chot Padti Hai To Patthar Bhi Sada Dete Hai,

Kaun Hota Hai Musibat Mein Kisika Aye SanaM,
Aag Lagti Hai To Patte Bhi Hawa Dete Hai,

Jinpe Hota Hai Bahtu Dilka Bharosa Jane Kyon,
Waqt Padne Pe Wohi Log Daga Dete Hai...
* * * * *
Logged
pinky
Guest
«Reply #103 on: November 04, 2006, 06:47:21 PM »
Bahut khoob Gum and angel and Azeem...!!
likhte raho.. Usual Smile
Logged
pinky
Guest
«Reply #104 on: November 04, 2006, 06:49:54 PM »
Muskurahat mein chipa hai kita Gham
Ye hum hi jaante hain..
Khwab mein bhi ho jaye uska deedar
aisi khata ki saza bhi hum hi jaante hain..
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 05:02:49 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.089 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer