Gumo ne khareed li kismat humari.......

by BHONDU on November 03, 2007, 03:21:09 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1550 times)
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
Gumo ne khareed li kismat humari,
phir bhi hume to aapni kismat per naaz hai..'

ruk jaati hai kuch pal baad khushi ki laher,
per gamo ke saye ka her pal aagaz hai.

deta her pal saath tumara palke bichaye ye
phir kyn tumhari nazar se ye nazarandaaz hai.

gumon ne khareed li kismat humari
phir bhi hume to aapni kismat per naaz hai..

tanhayee mein ye tumare saath tanha hota hai.
chaup chap baith ker tere saath rota hai.

maana sabhi ke tera dil bahal jaata hai..
per ashq nikalaate hai jub yaad ye aata hai

tumse pyaar jatane ke ye iske andaaz hai.
ker khusi se bachana ye gum ke raaz hai

gumo ne khareed li hai kismat humari
phir bhi hume to aapni kismat per naaz hai..'
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
gumo ka tufaan by Ghazal in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Raham Khareed Le Tausif Best you like it by tausifhbk in Shayri-E-Dard
***Humari Kismat*** by AVTAR RAYAT in Shairi - E - Zindagi
Gumo(CSET) by MANOJ6568 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Taish- aansu KHAREED laaya hooN...!! by ghayal_shayar in Ghazals « 1 2 3  All »
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #1 on: November 03, 2007, 06:05:57 PM »
Quote from: "BHONDU"
Gumo ne khareed li kismat humari,
phir bhi hume to aapni kismat per naaz hai..'

ruk jaati hai kuch pal baad khushi ki laher,
per gamo ke saye ka her pal aagaz hai.

deta her pal saath tumara palke bichaye ye
phir kyn tumhari nazar se ye nazarandaaz hai.

gumon ne khareed li kismat humari
phir bhi hume to aapni kismat per naaz hai..

tanhayee mein ye tumare saath tanha hota hai.
chaup chap baith ker tere saath rota hai.

maana sabhi ke tera dil bahal jaata hai..
per ashq nikalaate hai jub yaad ye aata hai

tumse pyaar jatane ke ye iske andaaz hai.
ker khusi se bachana ye gum ke raaz hai

gumo ne khareed li hai kismat humari
phir bhi hume to aapni kismat per naaz hai..'


BAHUT KHOOB.....SACH MAANIYE,BAHUT HI ACHA LIKHA HAI AAPNE =D>  =D>  =D>
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #2 on: November 04, 2007, 02:57:45 PM »
thankz khwaish per aap bhi kuch likhti to aacha lagta
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: November 04, 2007, 04:19:07 PM »
Bahoot Khoob Bhondu Ji,.
Ek Accha Sher Phir Se Padhne Ko Mila,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: November 04, 2007, 04:53:14 PM »
RISHTEY BANANE KE LIYE,
SIRF EK PAL CHAAHIYE,
PAR UNN RISHTO KO,
NIBHAANE KE LIYE,
ZINDAGI CHAAHIYE..

GHAMO KA KYA HAI?
GHAM TO MILTE HI REHTE HAI,
ZINDAGI KE HAR KADAM PAR,
GHAM SE UBARNE KE LIYE,
CHEHRE PE MUSKAAN CHAAHIYE..

KHELTA TO SAGAR BHI HAI,
LEHRON KE JAZBAATO KE SAATH,
PAR UNHE THAAMNE KE LIYE
SAAHIL CHAAHIYE...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: November 04, 2007, 04:57:37 PM »
Nice One Khwaish Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: November 04, 2007, 05:07:05 PM »
Ghamon Ka Chaaya Kuch Aisa Saaya,.
Khushi Me Bhi Hume Gham Nazar Aaya,.

Kaisi Bekaari De Gaya Wo Sanam Mujhe,.
Jiski Chahat Ne Di Ruswaai, Jiski Yaadon Ne Tadpaaya,.

Ab To Bas Ghamon Ko Jeene Ka Sahaar Banaa Liya,.
Jab Apno Se Humne Yahaan Fareeb Paaya,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #7 on: November 04, 2007, 06:06:05 PM »
NICE ONE AZEEM...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #8 on: November 04, 2007, 06:12:24 PM »
KAISE CHIPAYE EH "KHWAISH" JAZBAAT APNE
GHAMO KI AAG SE KHUD KO BACHAYA NAHI JAATA
HUM TO AAYE  HAI IS MEHFIL MEIN,
SIRF PAL DO PAL KE LIYE
AB TO HAAL-E-DIL BHI KI SE,
SUNAYA NAHI JAATA
Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: November 06, 2007, 12:10:22 AM »
nice dost kavi, nice job khwaish and Jaanasheen!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: November 06, 2007, 02:02:43 PM »
Shukriya Kwaish ji,.
And Pooja Didi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: November 06, 2007, 02:07:09 PM »
Quote from: "khwaish"
KAISE CHIPAYE EH "KHWAISH" JAZBAAT APNE
GHAMO KI AAG SE KHUD KO BACHAYA NAHI JAATA
HUM TO AAYE  HAI IS MEHFIL MEIN,
SIRF PAL DO PAL KE LIYE
AB TO HAAL-E-DIL BHI KI SE,
SUNAYA NAHI JAATA

Nice One Khwaish JI,.

Jazbaat Jo Na Sunaaoge To Kahan Chain Paaoge,.
Mehfil Me Hote Hain Thode Diln Jale Bhi,.
Sunaa Kar Apne Dil Ki Haqeeqat Inhe Jeene Ki Aaas To Dilaaoge,.

________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Ravi_Dave
Guest
«Reply #12 on: November 08, 2007, 10:27:07 PM »
Bohat Khoob Likha Hain Sabne...Keep It Up!
Logged
Talat
Guest
«Reply #13 on: November 15, 2007, 03:54:51 PM »
Bohot khoob Bhondu, Khwaish and Azeem =D>
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: November 16, 2007, 03:02:12 PM »
Shukriya Talat Ji,.
And Ravi Ji,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:21:19 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer