gunaah

by nishita on February 21, 2005, 10:06:59 AM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 8
Print
Author  (Read 7701 times)
nishita
Guest
Gar woh hota koi gair to gila karte
khud aapne dil ko kaise ruswaa karte

Chala gaya mere aangan ko chod kar saathi
jaate jaate mere jeene ki na dua karte

Hai khoob dard intezar-e-mohabbat ka
uske is sabr ka kis muh se hum gila karte

Bhul jaate bhi hum agar yeh kabhi hota mumkin
khud apne dil se hum kaise yeh gunaah karte....


nm
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
gunaah by mohd_i'm in Shayri-E-Dard
....~~~Gunaah~~.... by HumTum in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
gunaah kya hai..?? by amrita in Shayeri for Dard -e- Bewafai
*****GUNAAH***** by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
Gunaah by angel4u in Shayri-E-Dard
HumTum
Guest
«Reply #1 on: February 21, 2005, 11:21:48 AM »
Quote from: "nishita"
Gar woh hota koi gair to gila karte
khud aapne dil ko kaise ruswaa karte

Chala gaya mere aangan ko chod kar saathi
jaate jaate mere jeene ki na dua karte

Hai khoob dard intezar-e-mohabbat ka
uske is sabr ka kis muh se hum gila karte

Bhul jaate bhi hum agar yeh kabhi hota mumkin
khud apne dil se hum kaise yeh gunaah karte....


nm



good one Nishita ji...... very nice..... to Arz hai...

ye aarazuu hii rahii koii aarazuu karate
Khud apanii aag mein jalate jigar lahuu karate

tere Khayaal mein gum hoke ek Gazal kahate
aur us Gazal ko na rusvaa kuu-ba-kuu karate

hamein yaqiin hai ki gar tuu qariib bhii hotaa
to duur jaake kahiin terii justajuu karate....

HumTum
Logged
shyama
Guest
«Reply #2 on: February 21, 2005, 12:06:01 PM »
wah dono bahot khub.
Logged
HumTum
Guest
«Reply #3 on: February 21, 2005, 12:20:17 PM »
Quote from: "shyama"
wah dono bahot khub.



Shukriya ji Shukriya.....
Logged
Meena
Guest
«Reply #4 on: February 21, 2005, 04:43:39 PM »
wah!!!! nishu and hum tum ji!!!

 :D
Logged
HumTum
Guest
«Reply #5 on: February 21, 2005, 04:45:51 PM »
Quote from: "Meena"
wah!!!! nishu and hum tum ji!!!

 :D


Thanku hai Meena ji....
Logged
mohd_i'm
Guest
«Reply #6 on: February 22, 2005, 08:28:15 AM »
shayri ba
Logged
Arifa
Guest
«Reply #7 on: February 22, 2005, 10:24:56 AM »
bohat ache nishita and hum tum jiiiiiiiii
Logged
nishita
Guest
«Reply #8 on: February 22, 2005, 11:24:13 AM »
thanks meenu ..shayma and arifa :D ..and bohat khoob humtum

na main pass us ko bula saki
na main dil ki baat suna saki
ke woh hansi hansi me chal diye
main haath bhi na unse mila saki
Logged
HumTum
Guest
«Reply #9 on: February 22, 2005, 11:32:22 AM »
Quote from: "nishita"
thanks meenu ..shayma and arifa :D ..and bohat khoob humtum

na main pass us ko bula saki
na main dil ki baat suna saki
ke woh hansi hansi me chal diye
main haath bhi na unse mila saki



Shukriya ji Shukriya.......

Bada armaan tha tere sang zindagi beetane ka,
shikwa hai bas tere khamosh rah jaane ka,
deewanagi isse bhi badkar kya hogi,
aaj bhi intezaar hai tere waapas aane ka.


HumTum
Logged
nishita
Guest
«Reply #10 on: February 22, 2005, 11:48:38 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
thanks meenu ..shayma and arifa :D ..and bohat khoob humtum

na main pass us ko bula saki
na main dil ki baat suna saki
ke woh hansi hansi me chal diye
main haath bhi na unse mila saki



Shukriya ji Shukriya.......

Bada armaan tha tere sang zindagi beetane ka,
shikwa hai bas tere khamosh rah jaane ka,
deewanagi isse bhi badkar kya hogi,
aaj bhi intezaar hai tere waapas aane ka.


HumTum


gud one

tujhko hai khabar asaan nahin mujhe hasil karna
phir bhi yeh itni bekarari kyu hai
Barson guzar gaye mujhe chhode hue tumhe
fir bhi bahon ko tere mera intezaar kyun hai
Logged
HumTum
Guest
«Reply #11 on: February 22, 2005, 12:19:38 PM »
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
thanks meenu ..shayma and arifa :D ..and bohat khoob humtum

na main pass us ko bula saki
na main dil ki baat suna saki
ke woh hansi hansi me chal diye
main haath bhi na unse mila saki



Shukriya ji Shukriya.......

Bada armaan tha tere sang zindagi beetane ka,
shikwa hai bas tere khamosh rah jaane ka,
deewanagi isse bhi badkar kya hogi,
aaj bhi intezaar hai tere waapas aane ka.


HumTum


gud one

tujhko hai khabar asaan nahin mujhe hasil karna
phir bhi yeh itni bekarari kyu hai
Barson guzar gaye mujhe chhode hue tumhe
fir bhi bahon ko tere mera intezaar kyun hai



Umar jalwo mein basar ho yeh zaroori to nehi
Har shabe gham ki seher ho yeh zaroori to nehi
Neend to dard key bistar pey bhi a sakti hai,
Unki aaghosh mei sar ho yeh zaroori to nehi !!!


HumTum
Logged
husain52
Guest
«Reply #12 on: February 22, 2005, 12:37:52 PM »
bohoot khoob nishita and humtum
Logged
HumTum
Guest
«Reply #13 on: February 22, 2005, 01:59:53 PM »
Quote from: "husain52"
bohoot khoob nishita and humtum


Thanks Husain ji...
Logged
pandit
Guest
«Reply #14 on: February 22, 2005, 02:33:16 PM »
hum-tum ji......................
zindagi hume ye kis morr pe le aaye,
zindagi to thi jaha,par maut ko bhi saath le aayee.
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:22:54 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer