gunaah

by nishita on February 21, 2005, 10:06:59 AM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
Print
Author  (Read 7702 times)
HumTum
Guest
«Reply #15 on: February 22, 2005, 02:59:24 PM »
Quote from: "pandit"
hum-tum ji......................
zindagi hume ye kis morr pe le aaye,
zindagi to thi jaha,par maut ko bhi saath le aayee.

jaanataa huuN ek aise shaKhs ko main bhii 'HumTum'
Gam se patthar ho gayaa lekin kabhii royaa nahiin...

HumTum
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
gunaah by mohd_i'm in Shayri-E-Dard
....~~~Gunaah~~.... by HumTum in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
gunaah kya hai..?? by amrita in Shayeri for Dard -e- Bewafai
*****GUNAAH***** by kaushikbhawna008 in Shayri-E-Dard
Gunaah by angel4u in Shayri-E-Dard
pandit
Guest
«Reply #16 on: February 22, 2005, 03:04:46 PM »
hum tum ji nice.....
dil to hamara bhi kabhi moom tha,
par ab pattharo se kathoor hua hai.
Logged
mohd_i'm
Guest
«Reply #17 on: February 23, 2005, 05:53:14 AM »
maut her wo insan ku hai tho tum hum kya hai dhuniya may ah tho kuch ahcha kar k jaoo
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #18 on: February 23, 2005, 07:43:40 AM »
very  nice  hum tum  ........pandit...........  :lol:
Logged
nishita
Guest
«Reply #19 on: February 23, 2005, 07:45:50 AM »
Quote from: "husain52"
bohoot khoob nishita and humtum

thank u hussain
Logged
nishita
Guest
«Reply #20 on: February 23, 2005, 08:03:59 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
thanks meenu ..shayma and arifa :D ..and bohat khoob humtum

na main pass us ko bula saki
na main dil ki baat suna saki
ke woh hansi hansi me chal diye
main haath bhi na unse mila saki

Shukriya ji Shukriya.......

Bada armaan tha tere sang zindagi beetane ka,
shikwa hai bas tere khamosh rah jaane ka,
deewanagi isse bhi badkar kya hogi,
aaj bhi intezaar hai tere waapas aane ka.

HumTum

gud one

tujhko hai khabar asaan nahin mujhe hasil karna
phir bhi yeh itni bekarari kyu hai
Barson guzar gaye mujhe chhode hue tumhe
fir bhi bahon ko tere mera intezaar kyun hai

Umar jalwo mein basar ho yeh zaroori to nehi
Har shabe gham ki seher ho yeh zaroori to nehi
Neend to dard key bistar pey bhi a sakti hai,
Unki aaghosh mei sar ho yeh zaroori to nehi !!!

HumTum

Apna tumhe na keh saki, kya hai mera naseeb
Main ne faasle barha liye, reh kar tere kareeb
Mujhe maaf karna yaar tu, itna sa kar karam
Tere bin koi bhi pal mujhe, bhata nahi sanam..
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #21 on: February 23, 2005, 08:17:57 AM »

wah!!!!!!!!!!!!!   nishita................hum tum ....  bahot  khoob.........

Chale to Gaye Woh Bezubaan Hokar Hai Re Naseeba...
Aankhen Milaane Tak Ka Unko Gawaara Na Rahaa....

Dil Jis par Jhoom Uthtaa Tha Ab Woh Ishara Na Rahaa...
Haqeeqat Me Na Sahi Khayalonme Bhi Ab Wo Nazara Na Rahaa..

Kisi Ko Kyaa Kusur Waar Tehraaye Hum Apni To Taqdeer Hi Kuch Aisi Hai...
Ke Chaha Jo Kuch Bhi Abtak Zindagi Me Hum Ne Wo Hamara Na Rahaa.....

Doobne Ko To Doob Gaye Par Ahle Saahil Ko Hamne Pukaara Nahi,,,
Arey Dekho Ab Apni Zindagi Ko Mauth Bhi Gawara Na Rahaa............(nm)
Logged
Princess21
Guest
«Reply #22 on: February 23, 2005, 07:44:00 PM »
NIce waheed@!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #23 on: February 24, 2005, 01:43:59 AM »
WAHEEDDDDDDDDDDDDDDDDDDDDDD

BUHAT  ACHEY
Logged
nishita
Guest
«Reply #24 on: February 25, 2005, 01:33:43 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
thanks meenu ..shayma and arifa :D ..and bohat khoob humtum

na main pass us ko bula saki
na main dil ki baat suna saki
ke woh hansi hansi me chal diye
main haath bhi na unse mila saki

Shukriya ji Shukriya.......

Bada armaan tha tere sang zindagi beetane ka,
shikwa hai bas tere khamosh rah jaane ka,
deewanagi isse bhi badkar kya hogi,
aaj bhi intezaar hai tere waapas aane ka.

HumTum

gud one

tujhko hai khabar asaan nahin mujhe hasil karna
phir bhi yeh itni bekarari kyu hai
Barson guzar gaye mujhe chhode hue tumhe
fir bhi bahon ko tere mera intezaar kyun hai

Umar jalwo mein basar ho yeh zaroori to nehi
Har shabe gham ki seher ho yeh zaroori to nehi
Neend to dard key bistar pey bhi a sakti hai,
Unki aaghosh mei sar ho yeh zaroori to nehi !!!

HumTum

Apna tumhe na keh saki, kya hai mera naseeb
Main ne faasle barha liye, reh kar tere kareeb
Mujhe maaf karna yaar tu, itna sa kar karam
Tere bin koi bhi pal mujhe, bhata nahi sanam..

wah!!!!!!!!!!!!!   nishita................hum tum ....  bahot  khoob.........

Chale to Gaye Woh Bezubaan Hokar Hai Re Naseeba...
Aankhen Milaane Tak Ka Unko Gawaara Na Rahaa....

Dil Jis par Jhoom Uthtaa Tha Ab Woh Ishara Na Rahaa...
Haqeeqat Me Na Sahi Khayalonme Bhi Ab Wo Nazara Na Rahaa..

Kisi Ko Kyaa Kusur Waar Tehraaye Hum Apni To Taqdeer Hi Kuch Aisi Hai...
Ke Chaha Jo Kuch Bhi Abtak Zindagi Me Hum Ne Wo Hamara Na Rahaa.....

Doobne Ko To Doob Gaye Par Ahle Saahil Ko Hamne Pukaara Nahi,,,
Arey Dekho Ab Apni Zindagi Ko Mauth Bhi Gawara Na Rahaa............(nm)

nice waheed

Sabb se khafa ho,
lekin uss se khafa na ho,
jiss ka jahan me
koi tumhare siwa na ho.
Logged
HumTum
Guest
«Reply #25 on: February 25, 2005, 01:38:28 PM »
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
Quote from: "HumTum"
Quote from: "nishita"
thanks meenu ..shayma and arifa :D ..and bohat khoob humtum

na main pass us ko bula saki
na main dil ki baat suna saki
ke woh hansi hansi me chal diye
main haath bhi na unse mila saki

Shukriya ji Shukriya.......

Bada armaan tha tere sang zindagi beetane ka,
shikwa hai bas tere khamosh rah jaane ka,
deewanagi isse bhi badkar kya hogi,
aaj bhi intezaar hai tere waapas aane ka.

HumTum

gud one

tujhko hai khabar asaan nahin mujhe hasil karna
phir bhi yeh itni bekarari kyu hai
Barson guzar gaye mujhe chhode hue tumhe
fir bhi bahon ko tere mera intezaar kyun hai

Umar jalwo mein basar ho yeh zaroori to nehi
Har shabe gham ki seher ho yeh zaroori to nehi
Neend to dard key bistar pey bhi a sakti hai,
Unki aaghosh mei sar ho yeh zaroori to nehi !!!

HumTum

Apna tumhe na keh saki, kya hai mera naseeb
Main ne faasle barha liye, reh kar tere kareeb
Mujhe maaf karna yaar tu, itna sa kar karam
Tere bin koi bhi pal mujhe, bhata nahi sanam..

Mien chahta bhi yhi tha ki tu bevaffa nikle
tujhey samjney ka koi silsila nikle..

HumTum
Logged
nishita
Guest
«Reply #26 on: February 25, 2005, 01:44:21 PM »

Teri ruswai ke darr se
chawkhat se laut aaye hum
Tujhe nazar aya nahi
Tere darwaze pe waafa chhod aye hum
Logged
HumTum
Guest
«Reply #27 on: February 25, 2005, 01:55:08 PM »

mere hisse mein koii jaam na aayaa na sahii
terii mahafil mein mere naam koii shaam to hai

tu sitamagar hii sahii dekh ke tujko "HumTum"
shukr is dil-e-bimaar ko aaraam to hai..

HumTum
Logged
nishita
Guest
«Reply #28 on: February 25, 2005, 02:01:31 PM »
Tumhara ishq tumhari waafa hi kaafi hai
tamaam umr yehi aasra hi kaafi hai ...
Jahan kahin bhi milo, mil ke muskura dena
khushi ke waaste yeh silsila hi kafi hai ..
Logged
HumTum
Guest
«Reply #29 on: February 25, 2005, 02:10:56 PM »
Quote from: "nishita"
Tumhara ishq tumhari waafa hi kaafi hai
tamaam umr yehi aasra hi kaafi hai ...
Jahan kahin bhi milo, mil ke muskura dena
khushi ke waaste yeh silsila hi kafi hai ..

tere paas aane ko jii chaahataa hai
naye zaKhm khaane ko jii chaahataa hai

zamaanaa meraa aazamaayaa huaa hai
tujhe aazamaane ko jii chaahataa hai

rukh-e-zindagii se naqaabein ulaT kar
haqiiqat dikhaane ko jii chaahataa hai...

HumTum
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:31:48 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.124 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer