Gunahon ki Muurti (Shikha)

by Shikha12 on April 13, 2006, 07:23:36 PM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 2096 times)
nirbhay
Guest
«Reply #30 on: June 07, 2006, 10:55:11 AM »
Wah Shikha, Khoob bohat khoob..

==================

Zamane ko zamane ka hii aaina dikhlana padta hai
Unke rang mein ghul kar, aapna rang banaba padta hai

manaa ke munasib nahi aansu khule aam bikhrein
Dil ko halka karne ke liye, yoon didon se tarr laana padta hai

Ye joo baatein hain umeedon mein se kuch niklii
Amal karne ke liye inhein zubaan parr bhi laana padta hai

Na Sharmindagi rakho abb taman umar ankhon mein
aankhon ko bhi kabhi jazzbaaton ka sahara banana padta hai

Manaa ke chhot khaane se zakhm housla todd detein hain
Magar khusiyan paane ke liye fhir se kimat ko aazmana padta hai....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ek Khayaal...... (Shikha) by Shikha12 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 5 6 »
Maseeha (Shikha) by Shikha12 in Shayri-E-Dard
Is This Love??? (Shikha) by Shikha12 in English
<~Tum..~> (Shikha) by Shikha12 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
hai asar gunahon ka by sahreyaarahmad in Shairi - E - Zindagi
Shikha12
Guest
«Reply #31 on: June 07, 2006, 06:38:04 PM »
Quote from: "nirbhay"
Wah Shikha, Khoob bohat khoob..

==================

Zamane ko zamane ka hii aaina dikhlana padta hai
Unke rang mein ghul kar, aapna rang banaba padta hai

manaa ke munasib nahi aansu khule aam bikhrein
Dil ko halka karne ke liye, yoon didon se tarr laana padta hai

Ye joo baatein hain umeedon mein se kuch niklii
Amal karne ke liye inhein zubaan parr bhi laana padta hai

Na Sharmindagi rakho abb taman umar ankhon mein
aankhon ko bhi kabhi jazzbaaton ka sahara banana padta hai

Manaa ke chhot khaane se zakhm housla todd detein hain
Magar khusiyan paane ke liye fhir se kimat ko aazmana padta hai....

Very Beautifully written Nirbhay... I will reply soon
Logged
mrkotians
Guest
«Reply #32 on: June 07, 2006, 10:11:35 PM »
hmm.hmm..hm... shikha... fantastic creation...

us zanjeer ke sila mein mujhe dhoonda hota
us hathkadi ke bandhan mein mujhe dhoonda hota
shayad
us bandh kamre mein main tumhe mila hota...

Quote from: "Shikha12"
Mere pairon main janjeeren hai, hathon main hathkadiyaa,
main band padi hu, Gunahon ki muurti si,
is andhere tanha kamrey mey....

Siskiyaa hai, aansoo hai, dard hai yahan,
bhag nahin sakti hu, Gunahon ki muurti si,
is andhere tanha kamrey mey...

Bechean mun, bhara hua uljhano sey,
suljha nahin sakti jinhey, Gunahon ki muurti si,
is andhere tanha kamrey mey...

Yaad kartey hue, woh ehsaas, jajbaat, wo pyar,
aankh pathar ho gayi meri, Gunahon ki muurti si,
is andhere tanha kamrey mey...

Woh toot kar chahna tujhey, woh jo tha mera gunaah,
Rok nahin sakti jisey main, Gunahon ki muurti si,
is andhere tanha kamrey mey...........
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #33 on: June 08, 2006, 02:38:30 AM »
Thanks Manju ji....nice wordings

Dhalti rahengi yeh sansey meri,
Goongti rahengi aahey meri...
Isi band kamrey main..

Ek din to tum bhi aaogey...
Mujhko nahin jab paogey...
Insey dil behalaogey,
Kabhi to yaad karogey tum..
Khuda sey fariyaad karogey tum...

Main phir sey aa jaungi... Shabnam ban muskuraungi...
Teri palkon key coron par, Aansu ban jagmagaungi...
Rokogey jo mujhko tum, Terey dil mey sama jaungi...

Logged
Shikha12
Guest
«Reply #34 on: June 08, 2006, 02:48:05 AM »
Quote from: "nirbhay"

Wah Shikha, Khoob bohat khoob..

==================

Zamane ko zamane ka hii aaina dikhlana padta hai
Unke rang mein ghul kar, aapna rang banaba padta hai

manaa ke munasib nahi aansu khule aam bikhrein
Dil ko halka karne ke liye, yoon didon se tarr laana padta hai

Ye joo baatein hain umeedon mein se kuch niklii
Amal karne ke liye inhein zubaan parr bhi laana padta hai

Na Sharmindagi rakho abb taman umar ankhon mein
aankhon ko bhi kabhi jazzbaaton ka sahara banana padta hai

Manaa ke chhot khaane se zakhm housla todd detein hain
Magar khusiyan paane ke liye fhir se kimat ko aazmana padta hai....

Rang gehra hai, hum isey ab mitaye kaisey,
Phir sey duniya key rang mey rang jaye kaisey....

Humney khud ko hi di hai saja-e-maut doston,
Ab khud apni baat sey hi palat jaye kaisey...

Yeh dard, yeh aansu yeh sab unki amanat hai,
Inhey hum apni palkon par bikhraye kaisey...

Woh galey miley begear chale jaatey hai yuhi,
Hum unko apney kareeb ab ley aate kaisey...

Aah jo li humney to angarey miley zubaa par,
Ab dil ki baat hum phir zubaa par laye kaisey...

Apney hathon hi likhi ho jisney kismat mey tanhaii,
Apney hi khooni likhavat ko hum ab mitaye kaisey...

Ek kaaley shayah mod par aakar tham gayi hai zindagi,
Is zindagi ko hum ujaley ki aur ab laye kaisey....
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #35 on: June 08, 2006, 03:33:24 AM »

Gud job Neer.....and Shikha......

Mita har Shikhan apne Chehre se tu Pyar ke geet gaye jaa......
Kar Salaam inn khushion ko tu Darde-e-Gum bhulaye jaa......

Nahi re sakta koi Door tujhse......
Aa karle Pyar tu mujhse.....

Mahobbat ke yeh jalte angaare hain......
Tum binn aaj adhoore hamare sahare hain......

Karo sab Dua meri Salamati ki......
Tere GUm-e-Ruswai me aaj Maut ke kareeb jaa rahe hain.......!!!!!!!
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #36 on: June 08, 2006, 08:58:14 AM »

Khoob Bohat Khoob...

Manaa Ke Zingadi ki kalam, gum ki shyahi mein doob gayi
Mansube bikhar gaye, khavabon ki kashti bhi doob gayi

Ek mouj mein beetnw waali umar thi jo teri
Wo kash-m-kash, aaur Anjaano ke dhokon mein beet gayi

Beetey kal ka kya hai, Zakhmon mein dard ke siva kya hai
Beetey Zamane ki baat the wo, Waqt ke sath beet gayi..

Baadi mudaat se milti ye 4 dinn ki Zindagi ke
Muhabaat karne ke, bandagi karne ke, kuch aashiQi karne ke

Do pal kisikaa hath thaamna sath nahi hota hai
Safar sang tayy karne, aaur seher karne mein farak hota hai

Yoon to bahut miltein hain zamane mein logg
Harr dil mein basne waala aapna Dilbarr nahi hota hai

Kuch waQat ka bhi aapna ousool hota hai
Zaruri nahi ke rahoon ko sajane waala harr koi humsafar hota hai

Dost bhi miltein hain zindagi mein fareb lekar kabhie
Harr koi kahan zamane mein wafaa ka rah-e-guzar hota hai

Maana ke Kismat mein Ranjh rakha hai, tanhai rakhi hai
Betaabi aur ruswai rakhi hai, sirf ghum likhne waali shyahi rakhi hai

Parr kismat se to housloon ka daiyra bahut badaa hai
Kismat ki khami ko mitane housla bahein failaye khada hai

Bahut Houslein hain tumhare shabdon meni "Shikha"'
Safar to shuru karo zara, Door koi tumhare intezar mein khada hai..
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #37 on: June 12, 2006, 11:02:27 AM »
Very nice Gaurav and Nirbhay....

=D>  =D>  =D>
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #38 on: June 12, 2006, 11:19:05 AM »
Quote from: "badnaam_shayar"
Quote from: "shikha12"

Rang gehra hai, hum isey ab mitaye kaisey,
Phir sey duniya key rang mey rang jaye kaisey....

Humney khud ko hi di hai saja-e-maut doston,
Ab khud apni baat sey hi palat jaye kaisey...

Yeh dard, yeh aansu yeh sab unki amanat hai,
Inhey hum apni palkon par bikhraye kaisey...

Woh galey miley begear chale jaatey hai yuhi,
Hum unko apney kareeb ab ley aate kaisey...

Aah jo li humney to angarey miley zubaa par,
Ab dil ki baat hum phir zubaa par laye kaisey...

Apney hathon hi likhi ho jisney kismat mey tanhaii,
Apney hi khooni likhavat ko hum ab mitaye kaisey...

Ek kaaley shayah mod par aakar tham gayi hai zindagi,
Is zindagi ko hum ujaley ki aur ab laye kaisey....

Gud job Neer.....and Shikha......

Mita har Shikhan apne Chehre se tu Pyar ke geet gaye jaa......
Kar Salaam inn khushion ko tu Darde-e-Gum bhulaye jaa......

Nahi re sakta koi Door tujhse......
Aa karle Pyar tu mujhse.....

Mahobbat ke yeh jalte angaare hain......
Tum binn aaj adhoore hamare sahare hain......

Karo sab Dua meri Salamati ki......
Tere GUm-e-Ruswai me aaj Maut ke kareeb jaa rahe hain.......!!!!!!!

Hum ko kuch is tarah sey muhabbat mey hosla detey hai log...
Ajeeb sey rawaiye sey maathey pey shikan laa detey hai log....

Hum kehtey hai waqt nahin chalta aagey muhabbat key begair,
Humko humara hi chehra aainey mey dikha detey hai log....

Jo poochetey hai hum unsey ki kaisa hota hai ishq ka sama,
To humko andheri raat mey tanha bitha detey hai log....

Kahin par to khatam hogi yeh wehshat humarey naseeb sey,
humko humarey haath ki rekhaiye dikha detey hai log....
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #39 on: June 12, 2006, 12:07:20 PM »

Bohat hii Aachey Shikha...
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #40 on: June 12, 2006, 01:32:08 PM »
Quote
Hum ko kuch is tarah sey muhabbat mey hosla detey hai log...
Ajeeb sey rawaiye sey maathey pey shikan laa detey hai log....

Hum kehtey hai waqt nahin chalta aagey muhabbat key begair,
Humko humara hi chehra aainey mey dikha detey hai log....

Jo poochetey hai hum unsey ki kaisa hota hai ishq ka sama,
To humko andheri raat mey tanha bitha detey hai log....

Kahin par to khatam hogi yeh wehshat humarey naseeb sey,
humko humarey haath ki rekhaiye dikha detey hai log....

Harr Dil ki awaaz me ek khawahish hoti hai......
Kar jaate hai Gunha kuch badnaseeb par Jindagi mere Dost BeKasoor hpti hai.......

Tum kehte ho WaQt nahi chalta begair Mahobbat ke......
Hum tumhe WaQt se milayenge......
Sabit karenge apne ko Dil ke HaZaar tukde jab tumhe NaZar ayenge......

Lagega tumhe kuch Azeeb sa uss Dinn......
Jab tumhari Andheri raat me hum Ujala kar Jayenge.......

Kar jayenge Dard me tere basera......
Tumhe pata bhi nahi chalega....Aur tumhari Raah se Guzar jayenge.......

Aye mere Maula tumne Ask mere dekhe toh sahi the......
Par ab Ashk nahi tumhe khoon ke cheete Nazar ayenge........

Kuch iss Tarah hum tumhe paane ko Mahobbat ki Jung ladd jayenge......
Ho jayenge Fana......Par Pyar ka tujhe Ehsaas dilayenge.......!!!!!!!!
[/color]
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #41 on: June 12, 2006, 02:10:40 PM »
Gourav Bhai & Shikha Jee...

=D> ! =D> ! =D>  wah wah wah

Too Good...In each and very Section, Please keep Writing .. :smile:
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 25, 2024, 06:23:05 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer