Guzar jayenge!

by salma786 on April 18, 2009, 12:00:16 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2065 times)
salma786
Guest
Khud ko mitakar bhi hum unhe paa na sake,
Karne chale the sauda zindegi ka maut se,
Kya tha malum hume ishq me hashr ye hota hai,
Shauk tha unka khelna ishq ke jazbaat se!

Yun to sadiyaa lag jati hai manzil ko pane me,
Hum to haar kar bhi manzil ke kareeb the,
Jise manzil samajh rahe the ab talak,
Aaj jana hum kitne badnaseeb the!

Hadso me jab pyar karne wale juda ho jate hai,
Tadap tadap kar jab apni jaan wo gawate hai,
Yahi hota hai kissa ishq ke baazar ka,
Ishq ke kisse yun hi nahi mashoor hojate hai!

Laila,Heer ke kisso ki daud me kabhi,
Hum bhi sab ka dil behlate nazar ayenge,
Waqt kya malham lagayega zakhmo pe hamare,
Waqt se pehle hum hi guzar jayenge!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tum bin ham mar jayenge by reven in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
toot jayenge by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
Jab hum chale jayenge by Rajesh Harish in Shayri for Khumar -e- Ishq
Jahaan meheka jayenge... by brokenbyluv in Shayri-E-Dard
HUM TO CHALE JAYENGE by kamal aggarwal in Miscellaneous Shayri
salil2002
Guest
«Reply #1 on: April 18, 2009, 12:32:54 PM »
Khud ko mitakar bhi hum unhe paa na sake,
Karne chale the sauda zindegi ka maut se,
Kya tha malum hume ishq me hashr ye hota hai,
Shauk tha unka khelna ishq ke jazbaat se!

Yun to sadiyaa lag jati hai manzil ko pane me,
Hum to haar kar bhi manzil ke kareeb the,
Jise manzil samajh rahe the ab talak,
Aaj jana hum kitne badnaseeb the!

Hadso me jab pyar karne wale juda ho jate hai,
Tadap tadap kar jab apni jaan wo gawate hai,
Yahi hota hai kissa ishq ke baazar ka,
Ishq ke kisse yun hi nahi mashoor hojate hai!

Laila,Heer ke kisso ki daud me kabhi,
Hum bhi sab ka dil behlate nazar ayenge,
Waqt kya malham lagayega zakhmo pe hamare,
Waqt se pehle hum hi guzar jayenge!

nice creation salma.........wonderful sequence ........touchy at the same time near to reality..simply a awesome creation
Logged
ANAAM
Guest
«Reply #2 on: April 18, 2009, 01:32:38 PM »
Lagta hai chot bahut gahri khayee hai aapne... tearyeyed crybaby2 crybaby2

Sauda he bade ghate ka kiya aapne
Zindegi ko maut se tol diya aapne
Paane ko kisi ko khud marna pade
Wo ek pal ki khushi bhi kya khusi
Jab jawani mai he guzar jayenge aap

Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #3 on: April 18, 2009, 02:48:31 PM »

bohat khoob salma ji, behtareen khayal. Applause Applause
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #4 on: April 19, 2009, 12:11:52 AM »
Bohat khoob Salma...
Logged
salma786
Guest
«Reply #5 on: April 19, 2009, 04:30:13 AM »
nice creation salma.........wonderful sequence ........touchy at the same time near to reality..simply a awesome creation
Thanks lot salil ji!
Logged
salma786
Guest
«Reply #6 on: April 19, 2009, 04:32:45 AM »
Lagta hai chot bahut gahri khayee hai aapne... tearyeyed crybaby2 crybaby2

Sauda he bade ghate ka kiya aapne
Zindegi ko maut se tol diya aapne
Paane ko kisi ko khud marna pade
Wo ek pal ki khushi bhi kya khusi
Jab jawani mai he guzar jayenge aap

Ji apne saraha shukriya ... or apne acha likha hai!
Logged
pandit
Guest
«Reply #7 on: April 19, 2009, 04:35:35 AM »
Khud ko mitakar bhi hum unhe paa na sake,
Karne chale the sauda zindegi ka maut se,
Kya tha malum hume ishq me hashr ye hota hai,
Shauk tha unka khelna ishq ke jazbaat se!

Yun to sadiyaa lag jati hai manzil ko pane me,
Hum to haar kar bhi manzil ke kareeb the,
Jise manzil samajh rahe the ab talak,
Aaj jana hum kitne badnaseeb the!

Hadso me jab pyar karne wale juda ho jate hai,
Tadap tadap kar jab apni jaan wo gawate hai,
Yahi hota hai kissa ishq ke baazar ka,
Ishq ke kisse yun hi nahi mashoor hojate hai!

Laila,Heer ke kisso ki daud me kabhi,
Hum bhi sab ka dil behlate nazar ayenge,
Waqt kya malham lagayega zakhmo pe hamare,
Waqt se pehle hum hi guzar jayenge!

TOUCHING LINES SALMA JEE...
NICE WORK....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #8 on: April 19, 2009, 04:51:21 AM »
wow sabne bahut acha likha hai keep up the wonderful work dosto
Logged
salma786
Guest
«Reply #9 on: April 19, 2009, 05:08:32 AM »
bohat khoob salma ji, behtareen khayal. Applause Applause

Shukriya Saurabh ji!
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #10 on: April 19, 2009, 05:10:31 AM »

 ISII LIYE KISI SHAYER NEY KYAA KHOOB KAHAA HAI YEH ISHQ NAHIN AASAA.......

 NICE NAZM ......S786
Logged
salma786
Guest
«Reply #11 on: April 19, 2009, 09:20:53 AM »
Bohat khoob Salma...
Shukriya!
Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: April 19, 2009, 09:26:46 AM »
Khud ko mitakar bhi hum unhe paa na sake,
Karne chale the sauda zindegi ka maut se,
Kya tha malum hume ishq me hashr ye hota hai,
Shauk tha unka khelna ishq ke jazbaat se!

Yun to sadiyaa lag jati hai manzil ko pane me,
Hum to haar kar bhi manzil ke kareeb the,
Jise manzil samajh rahe the ab talak,
Aaj jana hum kitne badnaseeb the!

Hadso me jab pyar karne wale juda ho jate hai,
Tadap tadap kar jab apni jaan wo gawate hai,
Yahi hota hai kissa ishq ke baazar ka,
Ishq ke kisse yun hi nahi mashoor hojate hai!

Laila,Heer ke kisso ki daud me kabhi,
Hum bhi sab ka dil behlate nazar ayenge,
Waqt kya malham lagayega zakhmo pe hamare,
Waqt se pehle hum hi guzar jayenge!

Bohot Khoob Salma dear  icon_thumleft
Logged
salma786
Guest
«Reply #13 on: April 19, 2009, 11:35:57 AM »
TOUCHING LINES SALMA JEE...
NICE WORK....
Thanks for reading Pandit ji!
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #14 on: April 19, 2009, 11:58:25 AM »
Very very Nice Salma.. keep writing like this.........
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:35:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.108 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer