nikki
Guest
|
socha tha ke kismat badal jayegi na maloom tha kaise-2 rang layegi
raton ko soyenge hum gumsum aur chale aoge har raat khayalon mein tum
ajab sa ehsaas hai ajab si hai yeh tadap
kyun hum aur tum mil na paye kyun jo dekhe the khwaab woh toot gaye
kyun mera dil tadapta hai tum bin kyun tumse milne ko har pal tarasti hon
kaon hai jo mere swalon ke jawaab dega? kaon hai jo batlayega tumhara pata mujhe?
aye Rabb meri guzarish hai tumse itni jo dil pyaar mein dhadaktein hain har pal unhe na juda karna... varna ayinda se tum...dhadakne wale dil na banaya karna.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
sanya310
Guest
|
|
«Reply #1 on: April 11, 2005, 04:46:45 PM » |
|
wah wah nikki too good!!! !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nidhi_yadein
Umda Shayar
Rau: 2
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~
Posts: 5725 Member Since: Nov 2004
|
|
«Reply #2 on: April 11, 2005, 05:10:08 PM » |
|
socha tha ke kismat badal jayegi na maloom tha kaise-2 rang layegi raton ko soyenge hum gumsum aur chale aoge har raat khayalon mein tum ajab sa ehsaas hai ajab si hai yeh tadap kyun hum aur tum mil na paye kyun jo dekhe the khwaab woh toot gaye kyun mera dil tadapta hai tum bin kyun tumse milne ko har pal tarasti hon bohat accha nikki,beautiful words. kaon hai jo mere swalon ke jawaab dega? kaon hai jo batlayega tumhara pata mujhe? aye Rabb meri guzarish hai tumse itni jo dil pyaar mein dhadaktein hain har pal unhe na juda karna... varna ayinda se tum...dhadakne wale dil na banaya karna.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #3 on: April 11, 2005, 06:51:56 PM » |
|
thank u so much Sanya n Nidhi sis.............................................. ................................................. ............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ali
Guest
|
|
«Reply #4 on: April 11, 2005, 07:02:01 PM » |
|
socha tha ke kismat badal jayegi na maloom tha kaise-2 rang layegi
raton ko soyenge hum gumsum aur chale aoge har raat khayalon mein tum
ajab sa ehsaas hai ajab si hai yeh tadap
kyun hum aur tum mil na paye kyun jo dekhe the khwaab woh toot gaye
kyun mera dil tadapta hai tum bin kyun tumse milne ko har pal tarasti hon
kaon hai jo mere swalon ke jawaab dega? kaon hai jo batlayega tumhara pata mujhe?
aye Rabb meri guzarish hai tumse itni jo dil pyaar mein dhadaktein hain har pal unhe na juda karna... varna ayinda se tum...dhadakne wale dil na banaya karna. bahot khub NIKKI
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #5 on: April 11, 2005, 07:06:37 PM » |
|
thanx a lot ..Ali ji.......n most welcome to yoindia.......................................... .........................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #6 on: April 12, 2005, 12:39:14 AM » |
|
Wah! Bohat hi khoob Nikki........
Tamaam Raat Mere Ghar Ka Ek Dar Khula Raha Hum Raah Dekhte Rahe Woh Raasta Badal Gaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #7 on: April 12, 2005, 09:25:04 AM » |
|
socha tha ke kismat badal jayegi na maloom tha kaise-2 rang layegi
raton ko soyenge hum gumsum aur chale aoge har raat khayalon mein tum
ajab sa ehsaas hai ajab si hai yeh tadap
kyun hum aur tum mil na paye kyun jo dekhe the khwaab woh toot gaye
kyun mera dil tadapta hai tum bin kyun tumse milne ko har pal tarasti hon
kaon hai jo mere swalon ke jawaab dega? kaon hai jo batlayega tumhara pata mujhe?
aye Rabb meri guzarish hai tumse itni jo dil pyaar mein dhadaktein hain har pal unhe na juda karna... varna ayinda se tum...dhadakne wale dil na banaya karna. lafz nhi hai mere pass Nikki ji iss nazm ki tareef ke liye.... bahut hi acha likha hai..... 'teh dil se daad kabool kijiye ....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #8 on: April 12, 2005, 10:20:53 AM » |
|
bahut bahut shukriya..Aryaan n bahut acha likha hai aapne bhi
thank u very much ....Hum Tum....padh kar bahut acha laga ki aapko meri nazm pasand ayi(koshish safal ho gayi..kuch acha likhne ki)
yeh aap logon ke pyaar, aur sangat ka asar hai jo main bhi kuch likh paati hun.......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #9 on: April 12, 2005, 05:03:23 PM » |
|
socha tha ke kismat badal jayegi na maloom tha kaise-2 rang layegi
raton ko soyenge hum gumsum aur chale aoge har raat khayalon mein tum
ajab sa ehsaas hai ajab si hai yeh tadap
kyun hum aur tum mil na paye kyun jo dekhe the khwaab woh toot gaye
kyun mera dil tadapta hai tum bin kyun tumse milne ko har pal tarasti hon
kaon hai jo mere swalon ke jawaab dega? kaon hai jo batlayega tumhara pata mujhe?
aye Rabb meri guzarish hai tumse itni jo dil pyaar mein dhadaktein hain har pal unhe na juda karna... varna ayinda se tum...dhadakne wale dil na banaya karna. lafz nhi hai mere pass Nikki ji iss nazm ki tareef ke liye.... bahut hi acha likha hai..... 'teh dil se daad kabool kijiye .... wow excellent nikki..........ali....aryan................ bahot khoob....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #10 on: April 12, 2005, 11:17:30 PM » |
|
Thanks Nikki & Waheed........... Nikki hum sab hamesha aapke sath hain, bas isi tarha achi achi Nazmein likhti jaiye aap...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #11 on: April 13, 2005, 08:09:44 AM » |
|
thank u very much Aryaan for ur support......................I will always try my best......................................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #12 on: June 26, 2005, 01:11:20 PM » |
|
socha tha ke kismat badal jayegi na maloom tha kaise-2 rang layegi
raton ko soyenge hum gumsum aur chale aoge har raat khayalon mein tum
ajab sa ehsaas hai ajab si hai yeh tadap
kyun hum aur tum mil na paye kyun jo dekhe the khwaab woh toot gaye
kyun mera dil tadapta hai tum bin kyun tumse milne ko har pal tarasti hon
kaon hai jo mere swalon ke jawaab dega? kaon hai jo batlayega tumhara pata mujhe?
aye Rabb meri guzarish hai tumse itni jo dil pyaar mein dhadaktein hain har pal unhe na juda karna... varna ayinda se tum...dhadakne wale dil na banaya karna. Nikki ji hum to aapke fan ho gaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #13 on: June 26, 2005, 01:17:30 PM » |
|
thanx a lot Rohit ji............yeh to aapki zarra nawazi hai...warna likhne wale mein to koi dum nahi....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #14 on: June 26, 2005, 01:19:28 PM » |
|
thanx a lot Rohit ji............yeh to aapki zarra nawazi hai...warna likhne wale mein to koi dum nahi.... Aisi baat nahi hai nikki ji aap sahi mein bahut accha likhti hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|