Haa Mujh Yaad Hain Wo Maah December Hi Tha...

by Kaushal Sharma on December 06, 2012, 07:18:09 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1068 times)
Kaushal Sharma
Guest

Haa Mujh Yaad Hain Wo Maah December Hi Tha,
To Thi Meri Hoor Pari, Mein Tera  Sahjada Tha,

Din To Gujar Jata Tha Nahi Kat'ti Thi Teri Raatein,
Sard Raato Ki In Tej Hawao  Ne Tujhe Bahut Jalaya Tha,

Ye Lafh Bhi Tere Ye Baatein Bhi Teri Thi,
Laga Kar Mujhe Seene Se, Tune Haal Apni Tadpati Raaton Ka Sunaya Tha,

Jab Bhi Gaya Ghar Tere Mujhe Dekhne Ki Aarzu Me,
Jal Gayi Teri Rotiya To Kabhi Tune Haath Apna Jala Liya Tha,

Ho Gayi Thi Is Tarah Tujhe Mujh Se Mohabbat Besumaar,
Bhul Kar Tu Naam Mera Kabhi Mujhe Sona To Kabhi Jaan Kehne Laga Tha,

Aaj Hui Jab Aahat In Sard Hawao Ki Darwaje Par Girne Lage Meri Aankho Se Aansu,
Yahi Mausam Woh Maah December Tha Jab Mujh Tu Se Bichad Gaya Tha ..!!
Logged
@Heer@
Guest
«Reply #1 on: December 06, 2012, 07:46:05 AM »
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause

ParwaaZ
Guest
«Reply #2 on: December 06, 2012, 08:23:10 AM »
Kushal Jee Aadaab!

Bahut khoob jee bahut khoob... Usual Smile
Bade achche khayaal kahe haiN aapne...

Humari dheroN daad... O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye..

Khuda Hafez... Usual Smile

Jab Bhi Gaya Ghar Tere Mujhe Dekhne Ki Aarzu Me,
Jal Gayi Teri Rotiya To Kabhi Tune Haath Apna Jala Liya Tha,
 Applause Applause Applause Applause Applause
Ho Gayi Thi Is Tarah Tujhe Mujh Se Mohabbat Besumaar,
Bhul Kar Tu Naam Mera Kabhi Mujhe Sona To Kabhi Jaan Kehne Laga Tha,

 Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Logged
Aarish
Guest
«Reply #3 on: December 06, 2012, 08:47:28 AM »
wah wah kya baat hai umda kallam hai daaad qubool karen
Logged
prashad
Guest
«Reply #4 on: December 06, 2012, 09:07:58 AM »
wah wah Applause Applause
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010

View Profile WWW
«Reply #5 on: December 06, 2012, 02:35:06 PM »
 Applause Applause Applause
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009

View Profile
«Reply #6 on: December 06, 2012, 03:41:53 PM »

Haa Mujh Yaad Hain Wo Maah December Hi Tha,
To Thi Meri Hoor Pari, Mein Tera  Sahjada Tha,

Din To Gujar Jata Tha Nahi Kat'ti Thi Teri Raatein,
Sard Raato Ki In Tej Hawao  Ne Tujhe Bahut Jalaya Tha,

Ye Lafh Bhi Tere Ye Baatein Bhi Teri Thi,
Laga Kar Mujhe Seene Se, Tune Haal Apni Tadpati Raaton Ka Sunaya Tha,

Jab Bhi Gaya Ghar Tere Mujhe Dekhne Ki Aarzu Me,
Jal Gayi Teri Rotiya To Kabhi Tune Haath Apna Jala Liya Tha,

Ho Gayi Thi Is Tarah Tujhe Mujh Se Mohabbat Besumaar,
Bhul Kar Tu Naam Mera Kabhi Mujhe Sona To Kabhi Jaan Kehne Laga Tha,

Aaj Hui Jab Aahat In Sard Hawao Ki Darwaje Par Girne Lage Meri Aankho Se Aansu,
Yahi Mausam Woh Maah December Tha Jab Mujh Tu Se Bichad Gaya Tha ..!!

good kaushal ji Applause Applause Applause
Logged
mkv
Guest
«Reply #7 on: December 06, 2012, 05:03:09 PM »
Bahut khoob kaushal jee
behatreen, Applause
Logged
BANSI DHAMEJA
Guest
«Reply #8 on: December 06, 2012, 05:58:10 PM »
bahut khoob Applause Applause Applause
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011

View Profile
«Reply #9 on: December 07, 2012, 02:43:50 AM »
waah waah
Logged
Kaushal Sharma
Guest
«Reply #10 on: December 07, 2012, 06:17:13 AM »
Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Thank U So Much Heer Ji.
Logged
Kaushal Sharma
Guest
«Reply #11 on: December 07, 2012, 06:19:13 AM »
Kushal Jee Aadaab!

Bahut khoob jee bahut khoob... Usual Smile
Bade achche khayaal kahe haiN aapne...

Humari dheroN daad... O mubbarakbad kabul kijiye...

Likhate rahiye... aate rahiye...
Shaad O aabaad rahiye..

Khuda Hafez... Usual Smile

Bade Dino Humne Apki Dad Naseeb Hui Hain,....Tah Dil Se Shukriya Apka Parwaj Sahab...
Logged
Kaushal Sharma
Guest
«Reply #12 on: December 11, 2012, 01:00:25 PM »
wah wah kya baat hai umda kallam hai daaad qubool karen

Thank U Aarish Bhai....
Logged
Kaushal Sharma
Guest
«Reply #13 on: December 11, 2012, 01:01:59 PM »
wah wah Applause Applause

Thank U Prashad Bhai ..
Logged
Kaushal Sharma
Guest
«Reply #14 on: December 11, 2012, 01:04:49 PM »
Applause Applause Applause

Thank U Hirday Ji ....
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 11:19:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer