Haadse Aise Bhi Saath Hote Rahe,.

by Jaanasheen on March 12, 2009, 09:41:46 AM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 9482 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile

Ek Pal Ki Hasi Sajaane Ke Liye, Hum Umar Bhar Rote Rahe,.
Khawaabon Ki Duniya Jo Sajaai Thi, Jaagte Kam Aur Sote Rahe,.

Dushmanon Ki Saazish Ko Maat Dekar, Samander Se Hum Nikal Gaye,.
Dost Itne Gaddar Nikle, Hume Kinaaron Par Hi Dubote Rahe,.

Kis Kis Ka Zikar Karoon, Ke Kis Kis Ne Mujhe Dagaa Diya,.
Koi Khayaal Bhi Nahi Kar Sakta, Haadse Aise Bhi Saath Hote Rahe,.

Phool Samajhkar Jinhe, Kaanton Se Bachaakar Rakhaa Tha Maine,.
Jab Haasil Karna Chaaha Inhe, ye Khud Mujhe Kaantein Chubote Rahe,.

Haadse Aise Bhi Saath Hote Rahe,.

__________________________-Jaanasheen-



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
sitaare bhi saath hote by husain52 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Ho rahe jo haadse yuiN baat kuchh to jaroor hai by harashmahajan in Miscellaneous Shayri
Agar tum saath hote by ~princess~ in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Aise Bhi Dost Hote Hain,. by Azeem Azaad in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2 ... 6 7 »
Dil k raaste khafa Q hote rahe by friendsforever in Shayeri for Dard -e- Bewafai
dead heart
Guest
«Reply #1 on: March 12, 2009, 10:13:03 AM »
Applause Applause Applause Applause Wah wah Azeem bhaijan bahaut khoob...Daerd main doob ke likha hai apne...

Khud ke ghum pe roya karta tha Rahim,
Aaj kisi aur ko rota dekh muskurana sikh lia...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: March 12, 2009, 10:15:32 AM »
Applause Applause Applause Applause Wah wah Azeem bhaijan bahaut khoob...Daerd main doob ke likha hai apne...

Khud ke ghum pe roya karta tha Rahim,
Aaj kisi aur ko rota dekh muskurana sikh lia...


Hay, Kya Sher Kaha Hai Yaar,.
Bohat Achche Nice One,.

And Thank U,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 12, 2009, 10:18:00 AM »


Khud ke ghum pe roya karta tha Rahim,
Aaj kisi aur ko rota dekh muskurana sikh lia...



Khushi Hui Ke Rona Mera Kaam To Aaya,.
Mere Dard Ko Dekhkar, Kisine To Muskuraaya,.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #4 on: March 12, 2009, 10:18:26 AM »
Realy very touchy one by U. gud work!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: March 12, 2009, 10:19:15 AM »
Realy very touchy one by U. gud work!

Thank U Sophi Ji,.
Logged
pankshivam
Guest
«Reply #6 on: March 12, 2009, 11:01:22 AM »

Ek Pal Ki Hasi Sajaane Ke Liye, Hum Umar Bhar Rote Rahe,.
Khawaabon Ki Duniya Jo Sajaai Thi, Jaagte Kam Aur Sote Rahe,.

Dushmanon Ki Saazish Ko Maat Dekar, Samander Se Hum Nikal Gaye,.
Dost Itne Gaddar Nikle, Hume Kinaaron Par Hi Dubote Rahe,.

Kis Kis Ka Zikar Karoon, Ke Kis Kis Ne Mujhe Dagaa Diya,.
Koi Khayaal Bhi Nahi Kar Sakta, Haadse Aise Bhi Saath Hote Rahe,.

Phool Samajhkar Jinhe, Kaanton Se Bachaakar Rakhaa Tha Maine,.
Jab Haasil Karna Chaaha Inhe, ye Khud Mujhe Kaantein Chubote Rahe,.

Haadse Aise Bhi Saath Hote Rahe,.

__________________________-Jaanasheen-



Awesome Jaanasheen Ji  Applause Applause Applause
Really Very Nice
Likhte Rahiye Ham Padhte Rahenge Thumbs UP

Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #7 on: March 12, 2009, 11:40:52 AM »
hay hay! ek ek ashaar dil ko chooh gaya... so well thought out and phrased!

kuch haadse aise bhi hote rahe...
ek ghair ko paane k karaan, hum unjaane mein upnon ko kohte rahe!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: March 12, 2009, 12:21:56 PM »
Awesome Jaanasheen Ji  Applause Applause Applause
Really Very Nice
Likhte Rahiye Ham Padhte Rahenge Thumbs UP



Shukriya Pank JI,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: March 12, 2009, 12:23:32 PM »
hay hay! ek ek ashaar dil ko chooh gaya... so well thought out and phrased!

kuch haadse aise bhi hote rahe...
ek ghair ko paane k karaan, hum unjaane mein upnon ko kohte rahe!

Ye Gair Tujhe Aapno Se Bhi Bardkar Chaahat Dega,.
Bhulaa Degi Har Dukh Apna Tu, Tere Dil KO Aisi RaahatDega,.

_________________________-Jaanasheen-
 
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: March 12, 2009, 12:27:16 PM »
Hay, Kya Sher Kaha Hai Yaar,.
Bohat Achche Nice One,.

And Thank U,.

Bahaut bahaut shukriya Azeem bhaijan...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: March 12, 2009, 02:34:51 PM »
Bahaut bahaut shukriya Azeem bhaijan...


U Are Welcome Bhai,.

Logged
salma786
Guest
«Reply #12 on: March 12, 2009, 02:46:16 PM »
Very nice Azeem ji Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: March 12, 2009, 02:48:27 PM »
Very nice Azeem ji Applause Applause

Shukriya Salma Ji,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #14 on: March 12, 2009, 03:30:58 PM »
Ye Gair Tujhe Aapno Se Bhi Bardkar Chaahat Dega,.
Bhulaa Degi Har Dukh Apna Tu, Tere Dil KO Aisi RaahatDega,.

_________________________-Jaanasheen-



muhje maloom hai, aap azeem hain....
tabhi tho, sidraah ko itne azeez hain!
 
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 09:52:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.134 seconds with 27 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer