Haadse Aise Bhi Saath Hote Rahe,.

by Jaanasheen on March 12, 2009, 09:41:46 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 9441 times)
sajid_ghayel
Guest
«Reply #15 on: March 12, 2009, 03:50:41 PM »
very good work chote.......
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
sitaare bhi saath hote by husain52 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Ho rahe jo haadse yuiN baat kuchh to jaroor hai by harashmahajan in Miscellaneous Shayri
Agar tum saath hote by ~princess~ in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Aise Bhi Dost Hote Hain,. by Azeem Azaad in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry) « 1 2 ... 6 7 »
Dil k raaste khafa Q hote rahe by friendsforever in Shayeri for Dard -e- Bewafai
dead heart
Guest
«Reply #16 on: March 12, 2009, 07:18:02 PM »
Khud ko rahat nahin de saka par ab dusron ko rahat dene nikla hai Rahim,
Rehgayi khud ki mohobat mehrum aur dusron ko mohobat ka matlab seekhane nikla hai...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: March 13, 2009, 09:32:06 AM »
very good work chote.......

Shukriya Sajid Bhaiya,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: March 13, 2009, 09:35:34 AM »
Khud ko rahat nahin de saka par ab dusron ko rahat dene nikla hai Rahim,
Rehgayi khud ki mohobat mehrum aur dusron ko mohobat ka matlab seekhane nikla hai...


Nice Lines,.

Mohabbat Se Mehroom, Kaun Raha Hai Zamaane Mein,.
Tum Door Rahe, Shayad Dheele Pardgae Tum Dil Lagaane Mein,.

Mohabbat To Milkar Bhi Mazaa Deti Hai, Khokar Bhi,.
Lekin Kuch To Haasil Hota Hai, Mohabbat Ke Khazaane Mein,.

__________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: March 13, 2009, 09:36:57 AM »
muhje maloom hai, aap azeem hain....
tabhi tho, sidraah ko itne azeez hain!
 


Azeez Yunhi Mujhe Banaakar Rakhna,.
Apne Dil Ke Kone Me Kahin Chupaakar Rakhna,.

Tujhse Bichrdoon To Maut Aa Jaaye,.
Aisi Koi Baat Rab Ko Sunaakar Rakhna,.

_____________________-Azeem-

Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #20 on: March 13, 2009, 11:38:30 AM »
Nice Lines,.

Mohabbat Se Mehroom, Kaun Raha Hai Zamaane Mein,.
Tum Door Rahe, Shayad Pardgae Tum Dil Lagaane Mein,.

Mohabbat To Milkar Bhi Mazaa Deti Hai, Khokar Bhi,.
Lekin Kuch To Haasil Hota Hai, Mohabbat Ke Khazaane Mein,.

__________________________-Jaanasheen-

waah! kya kaha hai! very nice azeem ji!
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #21 on: March 13, 2009, 11:40:06 AM »
Azeez Yunhi Mujhe Banaakar Rakhna,.
Apne Dil Ke Kone Me Kahin Chupaakar Rakhna,.

Tujhse Bichrdoon To Maut Aa Jaaye,.
Aisi Koi Baat Rab Ko Sunaakar Rakhna,.

_____________________-Azeem-





hay hay!

aap beyfikar rahaen, hum yunheen umr bhar aapko chaahaengay...
roz roz kabhie sapnon mein, kabhie bahon mein, kabhie fizaon mein aapko paaengay!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: March 13, 2009, 11:41:16 AM »
waah! kya kaha hai! very nice azeem ji!

Shukriya Sidraah Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: March 13, 2009, 11:42:31 AM »


hay hay!

aap beyfikar rahaen, hum yunheen umr bhar aapko chaahaengay...
roz roz kabhie sapnon mein, kabhie bahon mein, kabhie fizaon mein aapko paaengay!


Mujhe Tum Har Taraf Har Jagaah Paati Rahogi,.
Yakheen Hai Mera Tum Mujhe Yunhi Chahti Rahogi,.

Inshallah,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #24 on: March 13, 2009, 11:44:45 AM »
Mujhe Tum Har Taraf Har Jagaah Paati Rahogi,.
Yakheen Hai Mera Tum Mujhe Yunhi Chahti Rahogi,.

Inshallah,.

Muhje bhi!
Logged
deewaani
Guest
«Reply #25 on: March 13, 2009, 04:50:12 PM »
again, very nice mashaAllaah
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #26 on: March 14, 2009, 03:51:01 PM »
again, very nice mashaAllaah

Shukriya Deewaani Ji,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #27 on: March 14, 2009, 04:32:15 PM »

Ek Pal Ki Hasi Sajaane Ke Liye, Hum Umar Bhar Rote Rahe,.
Khawaabon Ki Duniya Jo Sajaai Thi, Jaagte Kam Aur Sote Rahe,.

Dushmanon Ki Saazish Ko Maat Dekar, Samander Se Hum Nikal Gaye,.
Dost Itne Gaddar Nikle, Hume Kinaaron Par Hi Dubote Rahe,.

Kis Kis Ka Zikar Karoon, Ke Kis Kis Ne Mujhe Dagaa Diya,.
Koi Khayaal Bhi Nahi Kar Sakta, Haadse Aise Bhi Saath Hote Rahe,.

Phool Samajhkar Jinhe, Kaanton Se Bachaakar Rakhaa Tha Maine,.
Jab Haasil Karna Chaaha Inhe, ye Khud Mujhe Kaantein Chubote Rahe,.

Haadse Aise Bhi Saath Hote Rahe,.

__________________________-Jaanasheen-






Waah waah Bhai kamal ka likha hai aapne... Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: March 14, 2009, 04:40:28 PM »

Waah waah Bhai kamal ka likha hai aapne... Applause

Shukriya Behna, I was Missing Your Comment Yaar,.

Thank;s For Comments,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #29 on: March 14, 2009, 04:47:17 PM »
Shukriya Behna, I was Missing Your Comment Yaar,.

Thank;s For Comments,.

Shukriya Bhai Dear Am Always There For You Bro...

Haadse Aise Bhi Saath Hote Rahe
Humen Zindagi Ke Gham Yaad Dilate Rahe
Humne Zindagi se Sula Karne Ki Khoshish Ki
Magar Har Khoshish Mein Ek Naye Imtihaan Rahe

*Honeyrose*
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 05:45:13 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer