Haale dil

by Nino on October 16, 2004, 09:12:13 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1023 times)
Nino
Guest
Na poochu is dili ka haal
ki ankhee ho jaengi naam
tum to rehto ho hardum khush
na laga lena apne dil ko ye gham

kash main kah sakta tume
ye ishq ki dastne ne Gham
ab to meri har ek umeed toot gayi
na hai koi humsaya na hai koi humdum

tum to chale gaye hume chood ke
ab to mohabat mein meri na raha wo dum
hal e dil batane ko rehte hain bekarar hum
koi to mile is rah mein jo chal sake do kadam

mohabat mein itni mayusi milegi
aaisa to na sochte the hum
tumne laga diya hai hume wo ghum
jise se qaber mein bhi saath lekar jainge hum

Na puchoo is dil ka haal
ki aankhe ho jaengi nam
[/size]
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Haale dil by Nino in Shayri-E-Dard
haale dil... by ankit20 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
haale dil..... by ankit20 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Haale-dil by nilotpal in Shayri for Dard -e- Judai
Haale-dil-ka maikhaana by afsddgf in Shairi - E - Zindagi
Nino
Guest
«Reply #1 on: October 30, 2004, 07:29:17 PM »
MERE DOST

Na hoona khafa kabhi hum se
na hoona judaa kabhi hum se
teri har khwaish ho puri aye dost
bas nekelti hai yehi duwa mere dil se
Logged
akela
Guest
«Reply #2 on: October 30, 2004, 08:01:45 PM »
nice nino
Logged
Pooja
Guest
«Reply #3 on: November 02, 2004, 10:11:56 PM »
bahoot khoob Nino!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #4 on: November 04, 2004, 08:59:47 AM »
nice nino..........
Logged
Nino
Guest
«Reply #5 on: November 05, 2004, 03:09:56 PM »
Ranj o Gham ki mehfil sajaye baitha hoon
main to khud ko bhi aaj bhulaye baitha hoon
Tum ne jo saath nibhane ki kahin thi kasme
main un kasmo ko aaj dil mein chupaye baitha hoon

Aramano ki aaj main chitha jalaye baitha hoon
hasraaton khud se door kar main unhe bhulaye baitha hoon
tum karo lakh bewaafai hum se sanam mager ye yaad rakhna
main tumhe har mood pe milunga khud ko humse bachaiye rakhna
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #6 on: November 05, 2004, 03:51:05 PM »
nice one nino..............

AAj kiyoon nhi parwah apnay aseeron ki tujhey?
kal talak tera bhi dill mehr o wafa ka baab tha!.............
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: November 05, 2004, 04:26:46 PM »
wah!!! Nice Nino and waheed_rose!!!!!
Logged
akela
Guest
«Reply #8 on: November 05, 2004, 09:38:27 PM »
nice all
Logged
Nino
Guest
«Reply #9 on: November 27, 2004, 07:05:20 PM »
Berukhi is kader ki wo muh mood ke baitain hai
mager unhe kiya paata ki wo mere dil tood ke baitain hain
najane is gham ki saher kab hogi " Nino"
wo to hum se aur is mohabbat se har natta tood ke baitein hain
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #10 on: July 01, 2005, 08:12:22 PM »
Quote from: "Nino"
Na poochu is dili ka haal
ki ankhee ho jaengi naam
tum to rehto ho hardum khush
na laga lena apne dil ko ye gham

kash main kah sakta tume
ye ishq ki dastne ne Gham
ab to meri har ek umeed toot gayi
na hai koi humsaya na hai koi humdum

tum to chale gaye hume chood ke
ab to mohabat mein meri na raha wo dum
hal e dil batane ko rehte hain bekarar hum
koi to mile is rah mein jo chal sake do kadam

mohabat mein itni mayusi milegi
aaisa to na sochte the hum
tumne laga diya hai hume wo ghum
jise se qaber mein bhi saath lekar jainge hum

Na puchoo is dil ka haal
ki aankhe ho jaengi nam
[/size]



Nice nino
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 05:13:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer