"Haan" Mujhe Bhi Tujhse Pyaar Tha "Khwaish"

by khwaish on January 23, 2008, 04:12:15 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Author  (Read 20116 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: January 23, 2008, 07:30:08 PM »
ZINDAGI MEIN KABHI USS SHAKS SE HUM MILE THE,
YEH CHARCHA HUM NA KARENGE
MAR JAAYENGE PAR USSE RUSWA HUM  NA KARENGE..

UNKA HAR EK VAADA NIBHATA RAHA HOON,
YEH VAADA BHI NIBHAATA JAUNGA
JAAN BHI CHALE JAAYE KOI AFSOS NAHI
PAR USSE KOI SHIKVA HUM NA KARENGE..

APNE HAR EK GHAM KO CHUPATE RAHENGE JAHAN SE
FARIYAAD UTHI TO ,SEE LENGE ZUBAAN SE
PAR USSE KOI GILA HUM NA KARENGE..

AGAR KISI KO HAASIL KARNA HI MOHABBAT HOTI
TO KAB KA PAA LETE UNHE,
PAR KISI KO CHOT DEKAR HI PAANA HAI
 TO YEH GUNAAH HUM NA KARENGE..

MAR JAYENGE PAR USSE RUSWA HUM NA KARENGE...

Logged
Rajbir
Guest
«Reply #16 on: January 23, 2008, 07:38:33 PM »
Khwaish bro, Pooja

Daad kabool kijiye aap dono !

Khwaish bro kya likha hai...hila kar rakh diya !

Pooja utna he behtareen jawab jiski tumse umeed hoti hai !

Mehhekk and Honey --> aap dono ne bhi achcha saath diya hai !
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: January 23, 2008, 07:41:57 PM »
shukaria veer ji!!!
Logged
~princess~
Guest
«Reply #18 on: January 23, 2008, 07:42:12 PM »
awesomeeeeeeeeee
Logged
punam
Guest
«Reply #19 on: January 24, 2008, 03:22:44 PM »
ZINDAGI MEIN KABHI USS SHAKS SE HUM MILE THE,
YEH CHARCHA HUM NA KARENGE
MAR JAAYENGE PAR USSE RUSWA HUM  NA KARENGE..

UNKA HAR EK VAADA NIBHATA RAHA HOON,
YEH VAADA BHI NIBHAATA JAUNGA
JAAN BHI CHALE JAAYE KOI AFSOS NAHI
PAR USSE KOI SHIKVA HUM NA KARENGE..

APNE HAR EK GHAM KO CHUPATE RAHENGE JAHAN SE
FARIYAAD UTHI TO ,SEE LENGE ZUBAAN SE
PAR USSE KOI GILA HUM NA KARENGE..

AGAR KISI KO HAASIL KARNA HI MOHABBAT HOTI
TO KAB KA PAA LETE UNHE,
PAR KISI KO CHOT DEKAR HI PAANA HAI
 TO YEH GUNAAH HUM NA KARENGE..

MAR JAYENGE PAR USSE RUSWA HUM NA KARENGE...



bahot khoob likha aapne khwaish ji...

Aaj mera sir jhuk gaya unki chahat ke aage
labon pe saji hai dua unki salamati k liye..

mere ashq ki keemat kuch bhi nahi unke pyar ke aage
mujhe chupane hain aansoo aaj unhi ke liye..

ek nahi chalti apni kismat ke aage
mujhe hasna sikha de yeh khuda unke liye...

chahte hain woh mujhe mujhse bhi zyada
marna chahti hun par jeena hai mujhe unhi ke liye...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #20 on: January 24, 2008, 03:48:29 PM »
Kah na paaye lub, aor wo chale gaye
Seh na paaye khamoshi, aor wo chale gaye

Mehsoos ho gaya tha kahin shayd unhe
Hai pyar hume bhi, aor wo chale gaye

Ahsaas se ahsaas ko hua ahsaas
Chupa sare apne zazbaat, wo chale gaye

Kahta raha, kahta rahega, dil hi dil mai mera dil
Haan, mujhe bhi hai tumse payar, magar wo chale gaye!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: January 24, 2008, 05:53:09 PM »
ZINDAGI MEIN KABHI USS SHAKS SE HUM MILE THE,
YEH CHARCHA HUM NA KARENGE
MAR JAAYENGE PAR USSE RUSWA HUM  NA KARENGE..

UNKA HAR EK VAADA NIBHATA RAHA HOON,
YEH VAADA BHI NIBHAATA JAUNGA
JAAN BHI CHALE JAAYE KOI AFSOS NAHI
PAR USSE KOI SHIKVA HUM NA KARENGE..

APNE HAR EK GHAM KO CHUPATE RAHENGE JAHAN SE
FARIYAAD UTHI TO ,SEE LENGE ZUBAAN SE
PAR USSE KOI GILA HUM NA KARENGE..

AGAR KISI KO HAASIL KARNA HI MOHABBAT HOTI
TO KAB KA PAA LETE UNHE,
PAR KISI KO CHOT DEKAR HI PAANA HAI
 TO YEH GUNAAH HUM NA KARENGE..

MAR JAYENGE PAR USSE RUSWA HUM NA KARENGE...



bahot khoob likha aapne khwaish ji...

Aaj mera sir jhuk gaya unki chahat ke aage
labon pe saji hai dua unki salamati k liye..

mere ashq ki keemat kuch bhi nahi unke pyar ke aage
mujhe chupane hain aansoo aaj unhi ke liye..

ek nahi chalti apni kismat ke aage
mujhe hasna sikha de yeh khuda unke liye...

chahte hain woh mujhe mujhse bhi zyada
marna chahti hun par jeena hai mujhe unhi ke liye...


PUNAM,SACH MEIN BAHUT KHOOB LIKHA HAI...THANX FOR REPLYING
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #22 on: January 24, 2008, 05:54:08 PM »
Kah na paaye lub, aor wo chale gaye
Seh na paaye khamoshi, aor wo chale gaye

Mehsoos ho gaya tha kahin shayd unhe
Hai pyar hume bhi, aor wo chale gaye

Ahsaas se ahsaas ko hua ahsaas
Chupa sare apne zazbaat, wo chale gaye

Kahta raha, kahta rahega, dil hi dil mai mera dil
Haan, mujhe bhi hai tumse payar, magar wo chale gaye!!!


POOJA BAHUT KHOOB...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #23 on: January 24, 2008, 05:56:48 PM »
shukaria janab... jawab ka intzaar hai...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #24 on: January 24, 2008, 06:01:31 PM »
AGAR WOH CHALE JAATE TO IS DIL KO
YEH YAKEEN TO HOTA KE,UNHE KABHI PYAAR THA HI NAHI...

PAR NA WOH JAA SAKE NA HUMEIN JAANE DIYA
AISA LAGA PAL DO PAL KE LIYE
HUMARE BEECH MEIN PYAAR KABHI MARA HI NAHI...

JAB HAMARI NAZAR UNSE MILI
TO WOH BHI IN NAZRO KO TAKTE REH GAYE
KAISE SAMJHAYE WOH LOGO KO
JO KEHTE THE,USSE MUJHSE PYAAR HI NAHI...

Logged
Pooja
Guest
«Reply #25 on: January 24, 2008, 06:04:51 PM »
Samjhna hai khud ko
Logo ko samjha kar kaya hoga
Tadpata hai yah jo dil
Logo ko dikha kar kaya hoa

Ahsaas hai jo tujhe
Tabhi to yah dil dhadkta hai
Door main bhi doori hi sahi
Magar, bahoot kareeb tera ahsaas basta hai!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #26 on: January 24, 2008, 07:15:01 PM »
yeh sach hai,pyaar karne wale aksar majboor hote hai
yuh samajlo ghamo se choor-choor hote hai
pyaar jiska sacha ho,
naseeb bhi ussi shaks ke saath khelti hai
woh deewane hi aksar door hote hai
Logged
natural
Guest
«Reply #27 on: January 25, 2008, 06:39:38 AM »
milan hi nahi hai chaht, yah kyun na wo samjhe
sung sung chalte, nadia ke do kinare, apas main nahi milte

jhilmilati ashqo wali, najro se na khao dhoka
her khushi aor gum main, ansoo hi hai in mai sajte


nice going by everyone....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #28 on: February 12, 2008, 06:55:17 PM »
Khwaish bro, Pooja

Daad kabool kijiye aap dono !

Khwaish bro kya likha hai...hila kar rakh diya !

Pooja utna he behtareen jawab jiski tumse umeed hoti hai !

Mehhekk and Honey --> aap dono ne bhi achcha saath diya hai !

awesomeeeeeeeeee

thanx a lot paaji for appreciating..
thanx roshu(sweet sis)....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #29 on: February 12, 2008, 07:09:01 PM »
AAPKI YAAD MEIN AB ZAKHM BHARNE LAGTE HAI
KISI BAHANE SE HUM AAPKO YAAD KARNE LAGTE HAI

ZUBAAN JAB KHAMOSH HOTI HAI TO
JAZBAAT ALFAASO MEIN UTANRE LAGTE HAI
DARD PHIR SE DIL MEIN SAWARNE LAGTE HAI...

HAR APNA BHI HUME AJNABI SA LAGTA HAI
JAB TERE SHEHAR KE GALIYON SE HUM GUZARNE LAGTE HAI...

KUCH EHSAAS DIL KE DIL MEIN HI DABE HAI
AISE MAHOL MEIN SITAARE BHI ZAMEEN PAR UTARNE LAGTE HAI...

MUJHE BHI KAHIN USS SHAKS SE PYAAR THA..
DIL MEIN PHIR WOH EHSAAS UBARNE LAGTE HAI...

PHIR AAJ YAAD UNHE HUME KARNE LAGTE HAI....

Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 07:34:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.117 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer