"Haan" Mujhe Bhi Tujhse Pyaar Tha "Khwaish"

by khwaish on January 23, 2008, 04:12:15 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Author  (Read 20233 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #45 on: May 20, 2008, 03:33:58 AM »
Bahut Bahut shukriya guruuji..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #46 on: May 20, 2008, 07:01:55 PM »
Kismat ka naam le ya ab waqat ka naam le
Choro in baaton ko, in baato ko jaan de
Kahte the her pal jo, kaho to abhi apke liye jaan de
Wo kahte hai ajj, yakin aor tum per, in baton ko jaan de!!!
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #47 on: July 07, 2008, 10:18:29 AM »
dard ki is anokhi mahfil me sharik sabhi logon ka abhinandan.......
khoob ek se badh kar ek likha hai aap logon ne.....
padhkar apne andar khalipan ka sa ehsas gahra ho gaya....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #48 on: August 01, 2008, 03:04:23 PM »
aisa kyun Bekarar ji!!
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #49 on: December 18, 2009, 12:10:52 AM »
Wow Khwaish ji izhaar karna toh koi aap se sikhe.lovely creation.Beautiful lines by Pooja ji,HR ji,Mahek ji.excellent Thumbs UP Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Sager4u
Guest
«Reply #50 on: December 18, 2009, 02:35:06 AM »
aaj bhi mera dil mujhse yeh puchta hai,
kya woh sakhs ko sach mein tujhse pyaar tha??

kahin yeh deewanapan to nahi,
aisa to nahi ke tu brahm ka shikaar tha??

kashtiyan tufaano se bhi guzar jaati hai,
par jo kashti beech safar mein gum hui thi,
aisa to nahi ke tu ussi kashti pe sawaar tha??

yeh baat sach hai ke,usne kabhi chaahat se inkaar na kiya,
par inkaar na kiya to kya hua?
kya uske taraf se kabhi ikraar tha??

nazro ke teer ka khel kabhi hum samaj na paaye
kuch alfaazo ke liye,yeh dil hamesha bekaraar tha..

khud se kabhi sawaal karta,khud ko jawaab deta,
sachai to yeh hai ke,in sawaal-jawaabo se "khwaish" bezaar tha..

aaj bhi uss mod ko takte hai,
jis raah pe bichde te kabhi
sochta hoon,kabhi door uss raah se woh nazar aaye,
aur kahe.....
    "HAAN,MUJHE BHI TUJHSE PYAAR THA"

Bahut khoob khwaish ji

Logged
SURESH SANGWAN
Guest
«Reply #51 on: March 14, 2010, 10:42:16 AM »
BAHUT ACHU GHAZAL HAI. KHWAISH JI. Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #52 on: July 27, 2010, 07:24:13 AM »
Kismat ka naam le ya ab waqat ka naam le
Choro in baaton ko, in baato ko jaan de
Kahte the her pal jo, kaho to abhi apke liye jaan de
Wo kahte hai ajj, yakin aor tum per, in baton ko jaan de!!!


Waah!!! Bahut Khoob Pooja.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Kaha Ho???  sad11
Logged
*KasaK*....Dil Ki
Poetic Patrol
Umda Shayar
*

Rau: 19
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
67 days, 9 hours and 25 minutes.
"I hv a prsnality wch evrybdy cn't handle

Posts: 5603
Member Since: Jun 2010


View Profile
«Reply #53 on: July 28, 2010, 07:01:00 PM »
aaj ye thread pura padha.....maza aagaya....
sabne itna pyara likha hai k bas padhte hi chali gai....dil khush hua to udaas bhi..har lafz me kai kai sapnekai jazbaat....

waakai bht hi pyara thread...

khwaish ji....kai din se aapki koi new kavita nahin ai hai..kahan kho gaye hain aap.....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #54 on: April 10, 2011, 09:21:37 AM »
Kismat ka naam le ya ab waqat ka naam le
Choro in baaton ko, in baato ko jaan de
Kahte the her pal jo, kaho to abhi apke liye jaan de
Wo kahte hai ajj, yakin aor tum per, in baton ko jaan de!!!


Writing with you Has always been A Pleasure Pooja..

i treasure those moments!!!!



Kya Ab Mumkin Nahi Ke Hum Milkar Koi Tehreer Likhe
Jahan Koi Gham Nahi Aaisi Bhi koi Taqdeer Likhe
Mujhse Ab Kuch Batein Nahi Hoti To Naa Sahi
Par Kyon Naa Hum guzre Hue Palon Ki Koi Tasveer Likhe..


Logged
Pooja
Guest
«Reply #55 on: April 10, 2011, 09:26:40 AM »
bahoot khoob khwaish ji

na kar baat koi, hum teri ankhon ko padna nahi bhoole
her beetein hui un lamho main, tere chalkata payar nahi bhoole
zindagi ne chahe diye kitane he zakham, waqat, be-waqat hume
wo tera sari sari raat sath jagna, hum kabhi nahi bhoole
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #56 on: April 10, 2011, 09:33:46 AM »
Bahutttttt Khooob Pooja!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bhoolte Bhi Kaise Jin Palon Mein Apna Naam Hoga
Kuch Yaadein,Kuch baatein Kuch Palon Ka Woh Jahaan Hoga
Gham Iss Baat Ka Nahi ke Hum Waqt Ke haathon Door Ho gaye
Gham Iss Baat ka hai Ke Dekhna Kabhi peeche Palatkar,
Abhi Waha Sisakti Hui Mohabbat Ka Nishaan Hoga
Logged
Pooja
Guest
«Reply #57 on: April 10, 2011, 09:39:27 AM »
Bahutttttt Khooob Pooja!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Bhoolte Bhi Kaise Jin Palon Mein Apna Naam Hoga
Kuch Yaadein,Kuch baatein Kuch Palon Ka Woh Jahaan Hoga
Gham Iss Baat Ka Nahi ke Hum Waqt Ke haathon Door Ho gaye
Gham Iss Baat ka hai Ke Dekhna,Abhi Waha Mohabbat Ka Nishaan Hoga


Bahoot acha likha hai... third line kamaal ki likhi hai app ne


Khud mai wo pal ek jahan hai, doobate-ubharte jeevan ka nishan hai
Likhi humari kavitao main, humare sath ka wo nishan hai

Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #58 on: April 10, 2011, 09:45:23 AM »
Bahoot acha likha hai... third line kamaal ki likhi hai app ne


Khud mai wo pal ek jahan hai, doobate-ubharte jeevan ka nishan hai
Likhi humari kavitao main, humare sath ka wo nishan hai



Bahut Khoob!!!

Har Lafz Aapka Apne Aap Mein Ek Ghazal Hai!!!
Hum Bas Aapse Likhte Rehne Ki fariyaad Karte Hai!!
Iss Mehfil Mein bahut Se Shaks Aaye Aur Chale Gaye,
Sach to yehi hai Ke Hum Aapko Sabse Zyaada Yaad Karte Hai!!!

Logged
Pooja
Guest
«Reply #59 on: April 10, 2011, 10:00:18 AM »
Apka sathio ka pyar hume wapis le ayya hai
apke sath ne he, shabdo ko gazal banaya hai
Likhte he apke sath aor ek sakoon ka ehsaas hota hai
such yeh hai ki app sab ke sath ne he to sab likhwaya hai
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 12:30:29 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer