hai bahut kathin si ye zindgi....mann

by mann.mann on February 08, 2012, 05:31:09 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2890 times)
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
Aaj jo kalaam aap sab ke lie pesh hai wo mere dil ke bahut karib raha hai.. ummid hai aap sab ke dil tak pahunch payega...
 


Hai bahut kathi si ye zindgi
Ab aur jiyun ye dua na de.
Is safar se lautna hai kathi
Mujhe dur se tu sada na de.

Tujhe kaise ye na khabar hui
Badi dur tak thi hawa gai
Wo kahani chrcha-o-aam kya
Jise jhonka jhonka suna na de.

Wo khushi jo apni hui nahin
Wo hansi jo honthon se dur hai
Mujhe darr hai fir koi khel main
Use mere ghar ka pata na de.

Ye jo dil main hain mere gham base
Bade khushnuma hain ye haadse
Yahi dard sahne ka hai maza
Mujhe dard ki tu dawa na de.

Mujhe sab haqiqten hain khabar
Badi dur tak hai meri nazar
Mujhe ranj kya is baat ka
Mujhe aaiina wo dikha na de.

Wo raste jo bichhad gaye
Wo jo manzilen kahin kho gai
Mujhe chhod kar jo chale gaye
Un musafiron ka pata na de.

Hai badi kathin si ye zindgi
Ab aur jiyun ye dua na de.

mann
Logged
EpicLover
Guest
«Reply #1 on: February 08, 2012, 05:40:03 AM »
bahut achi likhi hai. great.
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #2 on: February 08, 2012, 05:42:09 AM »
shukriya janab epicloverji
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #3 on: February 08, 2012, 05:44:03 AM »
Bahut hee gharaaiyaa liy hue hai ye nazm aapkee mann ji dheron daad
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #4 on: February 08, 2012, 05:47:01 AM »
bahut bahut shukriya janab sainiji.. duaen dete rahiye
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #5 on: February 08, 2012, 07:25:29 AM »
shukriya janab shihabji... bas yun hi duaye dete rahiye
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #6 on: February 08, 2012, 09:08:19 AM »
Mann jee Aadaab!


Waah janab waah bahut khoob janab... behad achcha
andaaz e bayaaN aur behad umdaa khayaal kahe haiN..


Sabhi ban achche bane haiN.. kafi umdaa khayaal
aur khoobsurat bayaani rahi... Usual Smile

Is khoob aur umdaa kalaam par hazaaroN dili daad
O mubarakbad kabul kijiye... Usual Smile

Likhate rahiye.. aate rahiye..
Khush O aabaad rahiye.. Usual Smile
Khuda Hafez.. :)00000000000000000000000000000000000
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #7 on: February 08, 2012, 09:26:46 AM »
bahutbahut shukriya parwaazji...
Logged
F.H.SIDDIQUI
Guest
«Reply #8 on: February 08, 2012, 10:47:53 AM »
 Applause Applause
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: February 08, 2012, 11:34:04 AM »
Aaj jo kalaam aap sab ke lie pesh hai wo mere dil ke bahut karib raha hai.. ummid hai aap sab ke dil tak pahunch payega...
 


Hai bahut kathi si ye zindgi
Ab aur jiyun ye dua na de.
Is safar se lautna hai kathi
Mujhe dur se tu sada na de.

Tujhe kaise ye na khabar hui
Badi dur tak thi hawa gai
Wo kahani chrcha-o-aam kya
Jise jhonka jhonka suna na de.

Wo khushi jo apni hui nahin
Wo hansi jo honthon se dur hai
Mujhe darr hai fir koi khel main
Use mere ghar ka pata na de.

Ye jo dil main hain mere gham base
Bade khushnuma hain ye haadse
Yahi dard sahne ka hai maza
Mujhe dard ki tu dawa na de.

Mujhe sab haqiqten hain khabar
Badi dur tak hai meri nazar
Mujhe ranj kya is baat ka
Mujhe aaiina wo dikha na de.

Wo raste jo bichhad gaye
Wo jo manzilen kahin kho gai
Mujhe chhod kar jo chale gaye
Un musafiron ka pata na de.

Hai badi kathin si ye zindgi
Ab aur jiyun ye dua na de.

mann



Bahut Bahut Khoooob Mannji..

Kitni Saadgi se Gehri Baatein keh Gaye Aap!!!

Bahut Hi khoobsurat... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Abul Asad
Maqbool Shayar
****

Rau: 3
Offline Offline

Waqt Bitaya:
7 days, 50 minutes.
Posts: 773
Member Since: Dec 2011


View Profile
«Reply #10 on: February 08, 2012, 11:46:51 AM »
Aaj jo kalaam aap sab ke lie pesh hai wo mere dil ke bahut karib raha hai.. ummid hai aap sab ke dil tak pahunch payega...
 
Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Hai bahut kathi si ye zindgi
Ab aur jiyun ye dua na de.
Is safar se lautna hai kathi
Mujhe dur se tu sada na de.

Tujhe kaise ye na khabar hui
Badi dur tak thi hawa gai
Wo kahani chrcha-o-aam kya
Jise jhonka jhonka suna na de.

Wo khushi jo apni hui nahin
Wo hansi jo honthon se dur hai
Mujhe darr hai fir koi khel main
Use mere ghar ka pata na de.

Ye jo dil main hain mere gham base
Bade khushnuma hain ye haadse
Yahi dard sahne ka hai maza
Mujhe dard ki tu dawa na de.

Mujhe sab haqiqten hain khabar
Badi dur tak hai meri nazar
Mujhe ranj kya is baat ka
Mujhe aaiina wo dikha na de.

Wo raste jo bichhad gaye
Wo jo manzilen kahin kho gai
Mujhe chhod kar jo chale gaye
Un musafiron ka pata na de.

Hai badi kathin si ye zindgi
Ab aur jiyun ye dua na de.

mann


Bahut Bahut pyaari peshkash mann sahab

Behad maza aaya padhkar
Ye save karne ke khabil hai
Doobara zaroor padhonga
Abul Asad
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #11 on: February 08, 2012, 11:49:13 AM »
dhanyawad siddiquiji yun hi sath raiye..
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #12 on: February 08, 2012, 12:01:08 PM »
bahut bahut shukriya khwaishji... duaen dete rahiye...
Logged
mann.mann
Yoindian Shayar
******

Rau: 113
Offline Offline

Waqt Bitaya:
22 days, 12 hours and 36 minutes.
Posts: 3703
Member Since: Aug 2011


View Profile
«Reply #13 on: February 08, 2012, 12:03:45 PM »
bahut bahut shukriya asadji.. ji janab jaisa ki maine kaha hai ki ise bahut dil se likha tha... aur mahinon tak gungunaya bhi tha....

ummid hai aapka sath yun hi milta rahega..
Logged
the soul shaker
Guest
«Reply #14 on: February 08, 2012, 06:10:58 PM »
mann ji bilkul dil ko chhu ke gyi aur ek aaghaaz kar gyi....
bahut khoob lajwaab......
......
...bhadhaai kabool karein...dua hai aise hi likhte rahein aap....
Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 07:55:30 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.121 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer