Hai Kashish

by Quateel Ahmad on March 17, 2012, 08:03:51 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2528 times)
Quateel Ahmad
Guest
ai kashish phir bhi dooriyan rehti hain
Mohabbaton ke beech majboorian rehti hain

Har kali ki khushboo lena zaroori toh nahin
Bhanwaron ki apni bedaariyan rehti hain

Use dekha bhi socha bhi samjha bhi jaana bhi
Jaise sehraaon ke khaabon mein haryaalian rehti hain

Ek zamaane se rehta hoon saath jiske
Use lekar aaj bhi betaabiyan rehti hain

Quateel Ahmad
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~!~Kashish~!~ by badnaam_shayar in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
kashish by fidaa in Shayri for Khumar -e- Ishq
Kashish by @kaash in Shayri for Khumar -e- Ishq
kashish by 1234jamil in Shayri for Khumar -e- Ishq
kashish by saahill in Shayri for Dard -e- Judai
amit_prakash_meet
Guest
«Reply #1 on: March 17, 2012, 08:48:18 PM »
बहुत खूब कहा क़तील भाई
ai kashish phir bhi dooriyan rehti hain
Mohabbaton ke beech majboorian rehti hain

Har kali ki khushboo lena zaroori toh nahin
Bhanwaron ki apni bedaariyan rehti hain

Use dekha bhi socha bhi samjha bhi jaana bhi
Jaise sehraaon ke khaabon mein haryaalian rehti hain

Ek zamaane se rehta hoon saath jiske
Use lekar aaj bhi betaabiyan rehti hain

Quateel Ahmad
Logged
RAAJA1234
Guest
«Reply #2 on: March 18, 2012, 06:09:23 AM »
Applause Applause
Logged
sbechain
Guest
«Reply #3 on: March 18, 2012, 06:09:55 AM »
ai kashish phir bhi dooriyan rehti hain
Mohabbaton ke beech majboorian rehti hain
pata nahin iss sher mein kya kahna chahte hain aap icon_silent icon_silent
Har kali ki khushboo lena zaroori toh nahin
Bhanwaron ki apni bedaariyan rehti hain
kuch log bhanwaron wala mizaaj rakhte hain janaab.  Giggle Giggle
Use dekha bhi socha bhi samjha bhi jaana bhi
Jaise sehraaon ke khaabon mein haryaalian rehti hain
khoob........!waise ye sher pokhta nahin hai
Ek zamaane se rehta hoon saath jiske
Use lekar aaj bhi betaabiyan rehti hain
bahut khoob.............! Applause Applause Applause Applause Applause
Quateel Ahmad
Logged
~Aatish~
Guest
«Reply #4 on: March 18, 2012, 07:09:49 AM »
Applause Applause
ummido ki ret par ghar bane na bane,
bana lege par ham  tasaliya rahti hai.
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #5 on: March 18, 2012, 07:48:25 AM »
muhabbat ke beech..............waah waah
Logged
Quateel Ahmad
Guest
«Reply #6 on: March 18, 2012, 08:53:59 AM »
Bahot bahot Shukriya sabhi ka! Ek ghalti hui. Type karte waqt shuru 'Hai' ke bajai 'Ai' se hua. Maafi chahta hoon. 
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 05:10:09 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.09 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer