Hai koi jawab...

by brokenbyluv on April 03, 2010, 07:17:47 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 3585 times)
drpandey
Guest
«Reply #15 on: April 05, 2010, 04:27:04 AM »

Iss duniya mein insaan kyun hai,
agar insaan hai tou dil kyun hai,
dil hai tou pyar kyun hai,
pyar hai tou dil uske naam pe dhadkta kyun hai..

kyun pyar naa milne per dil tutta hai,
kyun naa chahte hue bhi ek benaam se dard hona lagta hai,
kyun zindgi ek pal mein simat k reh jati hai,
kyun insaan diwana ho jata hai,
kyun usi ek ki yad aati hai,
kyun uske khuab aate hai aur khuabo mein uski yade aati hai,
kyun uske naam se ek teer sa chhubhta hai,
kyun har pal use paane ki iicha rehti hai,
kyun use bina paaye bhi khone ka darr lagta hai,
kyun har rasta uski taraf mudta hai,
kyun dil aur dimag k beech jung chalti rehti hai,
kyun dil kehta hai ki daud k uske paas jau aur use bata du ki kitna chahti hu main tujhe,
kyun uski yad se ankhe samunder ban jati hai,
kyun kabhi kabhi dil sochta hai per dimag nhi dhakdta,
kya yahi dastoor hai zindgi ka tou ye dastur bhi kyun hai..
jo naa tou chain se jine deta hai naa marne...
in sab sawalo k jawab kisi k paas nhi hai..
akhir main puchti hu ki kyun nhi hai?....?
Bahut achhe sawaal hain brokenbyluv ji..kya kahne..

Sawaal aise hain, jinka koi jabab nahin,
Kudrat ka karishma hai,iska koi hisaab nahin..!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
jawab by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
jawab do na by saahill in Shayri for Dard -e- Judai
Jawab by SAMIR SHARMA in Shairy-E-Watan
JAWAB by saahill in Shairi - E - Zindagi
!!!..Jawab ???..!!! by nashwani in Shayri-E-Dard
Rajesh Harish
Guest
«Reply #16 on: April 05, 2010, 07:38:24 AM »

Iss duniya mein insaan kyun hai,
agar insaan hai tou dil kyun hai,
dil hai tou pyar kyun hai,
pyar hai tou dil uske naam pe dhadkta kyun hai..

kyun pyar naa milne per dil tutta hai,
kyun naa chahte hue bhi ek benaam se dard hona lagta hai,
kyun zindgi ek pal mein simat k reh jati hai,
kyun insaan diwana ho jata hai,
kyun usi ek ki yad aati hai,
kyun uske khuab aate hai aur khuabo mein uski yade aati hai,
kyun uske naam se ek teer sa chhubhta hai,
kyun har pal use paane ki iicha rehti hai,
kyun use bina paaye bhi khone ka darr lagta hai,
kyun har rasta uski taraf mudta hai,
kyun dil aur dimag k beech jung chalti rehti hai,
kyun dil kehta hai ki daud k uske paas jau aur use bata du ki kitna chahti hu main tujhe,
kyun uski yad se ankhe samunder ban jati hai,
kyun kabhi kabhi dil sochta hai per dimag nhi dhakdta,
kya yahi dastoor hai zindgi ka tou ye dastur bhi kyun hai..
jo naa tou chain se jine deta hai naa marne...
in sab sawalo k jawab kisi k paas nhi hai..
akhir main puchti hu ki kyun nhi hai?....?


Bahut khoob Geet Ji
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #17 on: April 06, 2010, 11:15:39 AM »
Bahut Bahut Khoob Geetji..

Aapne Jo Sawaal Kiye Hai,yeh Bhi Zindagi Ka Ek Eham Pehlu Hai..Insaan Ko Jab Kisi Cheez ya Kisi Shaks Ko Paane Ki Bahut Hasrat Rakhta Hai Aur Woh usse Paa Nahi Paata To Dil Ki Shikayeten Hi Sawaal Ban Ke Reh Jaate Hai..Aapne Iss Rachna mein insaan Ke Kuch Naa Paane Ke dard Ko bakhoobi Darshaya Hai..

Bahut Ache.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Iss Rachna Ke Jawaab Mein Ek geet Ke Kuch Bol Se Yaad Aa Gaye..

Thokar Tu Jab Tak Naa Khayega
Paas Kisi Gham Ko Tu Jab Tak Naa Bhulayega
Zindagi Hai Cheez Kya Nahi Jaan Paayega
Rota Hua Aaya Hai, Rota Hua Jaayega.....

Aur Bahut Khooob Kapil ji.. Clapping Smiley Clapping Smiley


shukriya khwaish ji aur bakhubi merre alfazo k dard ko apne pehchana hai...shukriya iss geet k liye bhi..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #18 on: April 06, 2010, 11:17:40 AM »
shukriya khwaish ji aur bakhubi merre alfazo k dard ko apne pehchana hai...shukriya iss geet k liye bhi..

You Are Always Welcome Geetji.. Usual Smile
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #19 on: April 06, 2010, 11:32:27 AM »
Bahut achhe sawaal hain brokenbyluv ji..kya kahne..

Sawaal aise hain, jinka koi jabab nahin,
Kudrat ka karishma hai,iska koi hisaab nahin..!


bahut bahut shukriya drpanday ji...
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #20 on: April 06, 2010, 11:33:39 AM »
Bahut khoob Geet Ji

Shukriya rajesh ji..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #21 on: April 07, 2010, 05:38:39 AM »

Iss duniya mein insaan kyun hai,
agar insaan hai tou dil kyun hai,
dil hai tou pyar kyun hai,
pyar hai tou dil uske naam pe dhadkta kyun hai..

kyun pyar naa milne per dil tutta hai,
kyun naa chahte hue bhi ek benaam se dard hona lagta hai,
kyun zindgi ek pal mein simat k reh jati hai,
kyun insaan diwana ho jata hai,
kyun usi ek ki yad aati hai,
kyun uske khuab aate hai aur khuabo mein uski yade aati hai,
kyun uske naam se ek teer sa chhubhta hai,
kyun har pal use paane ki iicha rehti hai,
kyun use bina paaye bhi khone ka darr lagta hai,
kyun har rasta uski taraf mudta hai,
kyun dil aur dimag k beech jung chalti rehti hai,
kyun dil kehta hai ki daud k uske paas jau aur use bata du ki kitna chahti hu main tujhe,
kyun uski yad se ankhe samunder ban jati hai,
kyun kabhi kabhi dil sochta hai per dimag nhi dhadkta,
kya yahi dastoor hai zindgi ka tou ye dastur bhi kyun hai..
jo naa tou chain se jine deta hai naa marne...
in sab sawalo k jawab kisi k paas nhi hai..
akhir main puchti hu ki kyun nhi hai?....?


Behad Masoom Par Kuch Aise Sawal Aapne Chode Hain Geet Ji.. Jinka Shayad koi Jawab Nahi hai.. Mohabbat Ko Sawalaaton Ke Ghere Me Lakar Khada kar diya hai aapne Apni is Rachna Me..!!  notworthy

Yeh Sawal Shayad Har Mohabbat Karne wale ke Zahan Me hote hain.. par Inhe Kaagaz par Aapne Utaara Hai.. Jo Ki Kaabil-e-Taareef Hai.. Bahut Khoooooooooob.. Daad Kubool karen..   icon_thumleft icon_thumleft icon_thumleft

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Kapil Bhai Aur Khwaish Ji.. Aapne Bhi Bahut Hi Umda Likha hai... Applause Applause



**~** Mann **~**
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #22 on: April 07, 2010, 01:10:16 PM »
Bahut bahut shukriya Mann Ji...!!!
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #23 on: April 07, 2010, 05:36:03 PM »
Good Job Geet Ji

Khair

Khush Rahiye...


~Shihab~


bahut bahut shukriya shihab ji...maaf kijiyega zara der se dekha...shukriya ek baar phir se...
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #24 on: April 07, 2010, 06:53:37 PM »
Behad Masoom Par Kuch Aise Sawal Aapne Chode Hain Geet Ji.. Jinka Shayad koi Jawab Nahi hai.. Mohabbat Ko Sawalaaton Ke Ghere Me Lakar Khada kar diya hai aapne Apni is Rachna Me..!!  notworthy

Yeh Sawal Shayad Har Mohabbat Karne wale ke Zahan Me hote hain.. par Inhe Kaagaz par Aapne Utaara Hai.. Jo Ki Kaabil-e-Taareef Hai.. Bahut Khoooooooooob.. Daad Kubool karen..   icon_thumleft icon_thumleft icon_thumleft

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Kapil Bhai Aur Khwaish Ji.. Aapne Bhi Bahut Hi Umda Likha hai... Applause Applause



**~** Mann **~**

bahut bahut shukriya mann ji merre alfaz padhne aur unki gehrai ko samjhne k liye...
Logged
priyanka.jasmine
Guest
«Reply #25 on: April 08, 2010, 11:26:25 AM »
bahut he accha sawal poocha hai geet and the shayri is also awesome



Jawab nahi hoti kuch sawalon ka

anth nahi hoti kuch gamo ka

sabak seekhne k liye hoti hai zindagi

zindagi naam hai dukhon ko muskurate huye sehne ka
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #26 on: April 08, 2010, 05:47:54 PM »
thnx alot priya...

Sach hai kuch sawalo ka koi jawad nhi,
ashiqo ki taqdir bhi koi lajawab nhi,
per sabak sikha sake jo iss mhbt ko bhulane kaa..
aesi iss poore jahan mein koi kitab nhi......
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #27 on: April 11, 2010, 04:54:36 AM »
bahut he accha sawal poocha hai geet and the shayri is also awesome



Jawab nahi hoti kuch sawalon ka

anth nahi hoti kuch gamo ka

sabak seekhne k liye hoti hai zindagi

zindagi naam hai dukhon ko muskurate huye sehne ka


Good One Priyanka Ji.. Applause



**~** Mann **~**

Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #28 on: April 11, 2010, 05:05:06 AM »
thnx alot priya...

Sach hai kuch sawalo ka koi jawad nhi,
ashiqo ki taqdir bhi koi lajawab nhi,
per sabak sikha sake jo iss mhbt ko bhulane kaa..
aesi iss poore jahan mein koi kitab nhi......

Wah Kya Baat hai Geet Ji.. Bahut Hi Khubsoorat Lines Likhi hain aapne... Bahut Khoooooob.. Applause Applause



Taqdeer Ishq Ki Haathon Ki Lakeeron Me Nahi Hoti,
Qismat Aashiqon Ki Dilon Ke Dharakne Me Nahi Hoti...

Waise To Sahil Bhi Tadapta Hai Lehar Se Milne Ko,
Par Kaun Kehta Hai Un Dono Me Mohabbat Nahi Hoti....!!!!



Hai Koi Jawab............??



**~** Mann **~**
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #29 on: April 13, 2010, 10:02:35 AM »
shukriya ji..hmmm sawal tou mushkil hai ji..

Taqdir tou mhbt k junoon se badal jati hai,
kismat bhi dhadkano k saaz se nikhar aati hai,
saahil aur lehero ki chaht tou amar hai..
diwano ki hasrat tou yado se hi sanwar jati hai......
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:35:01 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.144 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer