HALAAT................

by TOUCHY on July 04, 2005, 12:10:08 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2180 times)
TOUCHY
Guest
«Reply #15 on: July 19, 2005, 12:30:25 AM »
Is kadar tera tassavur kabhi badh jaata hai,
 zarre zarre mein tera aks nazar aata hai,
 teri mehefil mein pahunchne ko pahunch to jaaon,
 teri rusvaayi ka reh reh ke khayaal aata hai,
 roz kehti hoon ab unko na dekhoongi kabhi,
 roz us kooche mein kuch kaam nikal aata hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mara Halaat by muneeb in Shayri-E-Dard
Mere Halaat Ki Aandhi Mein Bikhar Jaogi..................... by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
Halaat Maikade Ke... by Deepati in Kaifiyaat-ae-maye
SHEHAR KE HALAAT.........(GHAYEL) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
Halaat... by daljeet_faqeer in Shairi - E - Zindagi
TOUCHY
Guest
«Reply #16 on: July 19, 2005, 12:33:21 AM »
Ankhein band karoon toh, tasawaron mai kho gaye hum.
Is duniya se udke, kissi aur duniya mai agaye hum.
Yahan charon taraf khushi hai, ghum ka koi nishaan bhi nahi.
Behti hui eik nadia,
phoolon ki khusboo sanson ko mehkati hain.
Jahan suraj ki kiran ruh tak chu jati hai,
aur panchi apne meete naghme kanon mai gungunate hain.
Maze mai hum yahan kuch aise kho jate hain.
Kya hakeekat hai, kya khiyal hai,
Pata hi nahi chalta.
Koi hume na jagaye,
Hum tasawaron mai kohe rahna chahate hain.
Logged
TOUCHY
Guest
«Reply #17 on: July 20, 2005, 12:50:09 AM »
Kabhi kabhi yun bhi hamne apne dil ko bahlaaya hai,
Jin baaton ko khud naa samjhe, auronko samjhaaya hai ..!


Humse poocho ijjat waalo, ki izzat ka hal kabhi,
Humne bhi is sheher me rehkar, thoda naam kamaya hai !
Logged
sarafz
Guest
«Reply #18 on: July 20, 2005, 09:24:51 AM »
Quote from: "TOUCHY"
Kabhi kabhi yun bhi hamne apne dil ko bahlaaya hai,
Jin baaton ko khud naa samjhe, auronko samjhaaya hai ..!


Humse poocho ijjat waalo, ki izzat ka hal kabhi,
Humne bhi is sheher me rehkar, thoda naam kamaya hai !


Ikraar naa kiya naa sahi is baat ka gham nahi ..
Inkaar bhi to nahi kiya yeh bhi kam nahi
Ek umeed hai dil mein ki woh izhaar karenge
Jab issi sheher me hai to intezar karenge
tongue3
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 09:30:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer