Hamaari Aukhaat,.

by Jaanasheen on November 06, 2009, 01:37:34 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1185 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile

Unse Dil Lagaane Ki Hamaari Aukhaat Na Thi,.
Kisi Ko Khush Kar Paate, Humme Wo Baat Na Thi,.

Har Ek Ko Shikayat Hai Humse, "Aakhir Kya Karein,.
Wo Hamari Khamoshi Kya Samajhte, Barso Jinse Mulakhaat Na Thi,.

Hairaan Hai Sab, Is Karnaame Par, Ke Ye Kya Hua "Azeem,.
Ghul Gaya Kaise Mitti Ka Ghar, Jab Itni Tez Barsaat Na Thi,.

Kaise Sach Hote Dekhta Khwaabon Ko Main, "Doston,.
Kaash Chain Se Sota Main, "Magar, Mere Hisse Aisi Raat Na Thi,.

Har Haal Mein Muskuraane Ka Hunar Seekh Liya Maine,.
Gham To Mere Pooraane Hain, Abke Daur Ki Ye Shuruwaat Na Thi,.

-Azeem-


Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #1 on: November 06, 2009, 01:51:55 PM »
Waah Azeem kya baat hai bahoot Bahoot Khoob Likha hai

Specially yea wala sher tho khoob ban beta hai

"Hairaan Hai Sab, Is Karnaame Par, Ke Ye Kya Hua "Azeem,.
Ghul Gaya Kaise Mitti Ka Ghar, Jab Itni Tez Barsaat Na Thi,. "

Bahoot Khoob !
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #2 on: November 06, 2009, 04:25:32 PM »
Nice and excellent Azeem Applause Applause
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #3 on: November 07, 2009, 05:58:52 AM »
Bahut Bahut Khoooooooob Azeem Bhai.. Har ek Lafz Apna Dard Bayan Kar raha hai.. Humesha Ki Tarah Dil Ko Chhoo Jane wale alfaaz Likhe Hain aapne..!! Applause Applause



**~** Mann **~**
Logged
qazgani
Guest
«Reply #4 on: November 07, 2009, 10:14:49 AM »
nice
Logged
baadal102
Guest
«Reply #5 on: November 07, 2009, 10:30:25 AM »
bahut khub azeem ji wah  Applause Applause
as usual  Clapping Smiley
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #6 on: November 07, 2009, 12:56:30 PM »
Waah Azeem kya baat hai bahoot Bahoot Khoob Likha hai

Specially yea wala sher tho khoob ban beta hai

"Hairaan Hai Sab, Is Karnaame Par, Ke Ye Kya Hua "Azeem,.
Ghul Gaya Kaise Mitti Ka Ghar, Jab Itni Tez Barsaat Na Thi,. "

Bahoot Khoob !

Shukriya Sophi,.
Thanks For Ur Comments./


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: May 17, 2012, 09:12:49 PM »
Nice and excellent Azeem Applause Applause
Shukriya Rishi Bhai, Duaaon Ki Darkhwast,.

Puraane Khat Hi Khol Ke Pardh Leta Hoon Ab,.
Teri Aur Se Taalukh Na Sahi, Meri Aadat To Zinda Rahe,.

-Azeem Aarzu,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 10:28:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer