~~"HAR RISHTE SE TOOTE HAI"~~

by k.shael on October 14, 2008, 10:18:56 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 7690 times)
k.shael
Guest
KUCH APNO SE CHOOTE HAI TO KUCH BEGANO
SE LUTE HAI, AUR EK HAM HAI JO HAR RISHTE
HAR NAATE SE TUTE HUE HAI…

PYAR KA NAAM SUNA TO ASHQ GAALO PE BIKHAR
AAYE, DUSHMANI KI BAAT CHALI TO KUCH APNE
HI AANKHON KE SAMNE NAZAR AAYE,

HUI JO BAAT WAFA KI TO KHUD PE GAROOR KAR
LIYA, KADAM BHADAYE JO BEWAFAI KI DASTAAN
KI TARAF UNKE NAAM PAR APNE DIL KO CHUP REHNE
PAR MAJBOOR KAR DIYA…

KHUSHIYAAN GINNE LAGE JAB SAB APNI APNI, MERE
AANKH SE HAR KHUSHI KE WASTE EK AANSOO BEH
GAYA...

KEHNE LAGE SAB MILKAR MUJHE YAAR TUJHE ITNA
DARD SEHNA KISNE SIKHAYA, SINE KE GAMO KO
JAB MAINE UNHE SUNAYA EK-EK KI AANKHEIN RO PADI
EK-EK KA DIL BHAR AAYA...

DEKH KE JHAKHMO KO MERE SABKE DIL ME TUFAAN UTH
AAYA,HAR SHAQS BEJUBAAN THA AUR HAR KOI GHABRAYA
SABKE HOTHON SE NIKLI EK HI AAH...
"YA KHUDAYA YA KHUDAYA"

BY. K.SHAEL
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
~~"TOOT.TE HUE RISHTE KI KAHANI"~~ by k.shael in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
"Haan, Insaani Rishte Phir Sawar Rahe Hai"!!!!!!!! by khwahish in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
"RISHTE" by Saman Firdaus in Shayeri for Dard -e- Bewafai
baadal102
Guest
«Reply #1 on: October 14, 2008, 10:38:13 AM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
bahut khoob bahut hi aacha likha hai shael ji

KEHNE LAGE SAB MILKAR MUJHE YAAR TUJHE ITNA
DARD SEHNA KISNE SIKHAYA, SINE KE GAMO KO
JAB MAINE UNHE SUNAYA EK-EK KI AANKHEIN RO PADI
EK-EK KA DIL BHAR AAYA...

Baadal


Logged
k.shael
Guest
«Reply #2 on: October 14, 2008, 10:44:10 AM »
 notworthy  notworthy
SHUKRIYA BAADAL JI,
BY. K.SHAEL
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: October 14, 2008, 10:45:35 AM »
 Applause Applause

Very nice lines shally dear ... Thumbs UP
Logged
k.shael
Guest
«Reply #4 on: October 14, 2008, 10:47:17 AM »
 notworthy  notworthy
SHUKRIYA HONEY DIDI,
BY. K.SHAEL
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: October 14, 2008, 04:55:45 PM »
KUCH APNO SE CHOOTE HAI TO KUCH BEGANO
SE LUTE HAI, AUR EK HAM HAI JO HAR RISHTE
HAR NAATE SE TUTE HUE HAI…

PYAR KA NAAM SUNA TO ASHQ GAALO PE BIKHAR
AAYE, DUSHMANI KI BAAT CHALI TO KUCH APNE
HI AANKHON KE SAMNE NAZAR AAYE,

HUI JO BAAT WAFA KI TO KHUD PE GAROOR KAR
LIYA, KADAM BHADAYE JO BEWAFAI KI DASTAAN
KI TARAF UNKE NAAM PAR APNE DIL KO CHUP REHNE
PAR MAJBOOR KAR DIYA…

KHUSHIYAAN GINNE LAGE JAB SAB APNI APNI, MERE
AANKH SE HAR KHUSHI KE WASTE EK AANSOO BEH
GAYA...

KEHNE LAGE SAB MILKAR MUJHE YAAR TUJHE ITNA
DARD SEHNA KISNE SIKHAYA, SINE KE GAMO KO
JAB MAINE UNHE SUNAYA EK-EK KI AANKHEIN RO PADI
EK-EK KA DIL BHAR AAYA...

DEKH KE JHAKHMO KO MERE SABKE DIL ME TUFAAN UTH
AAYA,HAR SHAQS BEJUBAAN THA AUR HAR KOI GHABRAYA
SABKE HOTHON SE NIKLI EK HI AAH...
"YA KHUDAYA YA KHUDAYA"

BY. K.SHAEL

Bahut Bahut Khoob Shally..Har ek line Dard se bhari thi..

bahut ache.. Applause Applause Applause
Logged
k.shael
Guest
«Reply #6 on: October 15, 2008, 05:37:48 AM »
 notworthy  notworthy
SHUKRIYA KHWAISH JI,
BY. K.SHAEL
Logged
Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #7 on: October 15, 2008, 06:37:07 AM »
bohat khoob shally ji.... Applause Applause
Logged
k.shael
Guest
«Reply #8 on: October 15, 2008, 06:39:15 AM »
 notworthy  notworthy
SHUKRIYA TANHA JI,
BY. K.SHAEL
Logged
Talat
Guest
«Reply #9 on: October 15, 2008, 07:40:42 AM »
Very nice work Shael   icon_thumleft
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #10 on: October 15, 2008, 07:43:33 AM »
Nawab Ji

Bahut khoob Applause Applause Applause
Logged
k.shael
Guest
«Reply #11 on: October 15, 2008, 07:59:47 AM »
 notworthy  notworthy
SHUKRIYA CELMIRA &
RAJBIR JI...
BY. K.SHAEL
Logged
NETRAPAL
Guest
«Reply #12 on: October 15, 2008, 10:20:07 AM »
KUCH APNO SE CHOOTE HAI TO KUCH BEGANO
SE LUTE HAI, AUR EK HAM HAI JO HAR RISHTE
HAR NAATE SE TUTE HUE HAI…

PYAR KA NAAM SUNA TO ASHQ GAALO PE BIKHAR
AAYE, DUSHMANI KI BAAT CHALI TO KUCH APNE
HI AANKHON KE SAMNE NAZAR AAYE,

HUI JO BAAT WAFA KI TO KHUD PE GAROOR KAR
LIYA, KADAM BHADAYE JO BEWAFAI KI DASTAAN
KI TARAF UNKE NAAM PAR APNE DIL KO CHUP REHNE
PAR MAJBOOR KAR DIYA…

KHUSHIYAAN GINNE LAGE JAB SAB APNI APNI, MERE
AANKH SE HAR KHUSHI KE WASTE EK AANSOO BEH
GAYA...

KEHNE LAGE SAB MILKAR MUJHE YAAR TUJHE ITNA
DARD SEHNA KISNE SIKHAYA, SINE KE GAMO KO
JAB MAINE UNHE SUNAYA EK-EK KI AANKHEIN RO PADI
EK-EK KA DIL BHAR AAYA...

DEKH KE JHAKHMO KO MERE SABKE DIL ME TUFAAN UTH
AAYA,HAR SHAQS BEJUBAAN THA AUR HAR KOI GHABRAYA
SABKE HOTHON SE NIKLI EK HI AAH...
"YA KHUDAYA YA KHUDAYA"

BY. K.SHAEL

bahoot khoob

acha likha hai aapne jitnee tareef karee jaye kam hai

netra..
Logged
k.shael
Guest
«Reply #13 on: October 15, 2008, 10:32:50 AM »
 notworthy  notworthy
SHUKRIYA NETRAPAL JI,
AAPKO APNE THREAD ME DEKH KAR
KHUSHI HUI...
BY. K.SHAEL

Logged
mazas
Guest
«Reply #14 on: October 15, 2008, 10:51:15 PM »
WOW MAN WHERE DO U GET THESE IDEAS FROM
I COULD SO FEEL UR PAIN
WESE APNA DARD KUCH KAM NAHI PAR KISI AUR KE DARD SE HUM BEQABAR NAHI...
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:06:20 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer