~~"HAR RISHTE SE TOOTE HAI"~~

by k.shael on October 14, 2008, 10:18:56 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 7645 times)
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #15 on: October 16, 2008, 06:26:19 AM »
bohut khoob shally ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
}"}"}AATE JAATE HUWE{"{"{ by Dr.Saira999 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
""Tanhayi Ke Aalam Mein"" by angel4u in Share: Poetry of Pain « 1 2  All »
~~"TOOT.TE HUE RISHTE KI KAHANI"~~ by k.shael in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
"Haan, Insaani Rishte Phir Sawar Rahe Hai"!!!!!!!! by khwahish in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
"RISHTE" by Saman Firdaus in Shayeri for Dard -e- Bewafai
k.shael
Guest
«Reply #16 on: October 16, 2008, 08:10:53 AM »
 notworthy  notworthy
SHUKRIYA MAZAS & KAUSHIK,
BY. K.SHAEL
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #17 on: December 19, 2008, 12:17:18 PM »
KUCH APNO SE CHOOTE HAI TO KUCH BEGANO
SE LUTE HAI, AUR EK HAM HAI JO HAR RISHTE
HAR NAATE SE TUTE HUE HAI…

PYAR KA NAAM SUNA TO ASHQ GAALO PE BIKHAR
AAYE, DUSHMANI KI BAAT CHALI TO KUCH APNE
HI AANKHON KE SAMNE NAZAR AAYE,

HUI JO BAAT WAFA KI TO KHUD PE GAROOR KAR
LIYA, KADAM BHADAYE JO BEWAFAI KI DASTAAN
KI TARAF UNKE NAAM PAR APNE DIL KO CHUP REHNE
PAR MAJBOOR KAR DIYA…

KHUSHIYAAN GINNE LAGE JAB SAB APNI APNI, MERE
AANKH SE HAR KHUSHI KE WASTE EK AANSOO BEH
GAYA...

KEHNE LAGE SAB MILKAR MUJHE YAAR TUJHE ITNA
DARD SEHNA KISNE SIKHAYA, SINE KE GAMO KO
JAB MAINE UNHE SUNAYA EK-EK KI AANKHEIN RO PADI
EK-EK KA DIL BHAR AAYA...

DEKH KE JHAKHMO KO MERE SABKE DIL ME TUFAAN UTH
AAYA,HAR SHAQS BEJUBAAN THA AUR HAR KOI GHABRAYA
SABKE HOTHON SE NIKLI EK HI AAH...
"YA KHUDAYA YA KHUDAYA"

BY. K.SHAEL

sach meh bahut hi khoobsurat likha hai aap neh SHALLY

SHALLY

PYAR MEH UNKEY, HUM HAR RISHTA BANATEY CHALEY GAYE
APNEY, PARAYE, SAB KOH SAJATEY CHALEY GAYE
YEH NA PATA THA, YEH NA KHABAR THI
AAP KEY LIYE HUM DUNIYA KOH BACHATEY CHALEY GAYE

EK LAMHA YU AISA KAAM KAR GAYA
ACHANAK HI HAMSEY WOH KAAM KAR GAYA
DEKH KEY TUMHEY HUM DIL KHO GAYE
AGLEY HI PAL HUM TUMHAREY HO GAYE
YEH NA PATA THA, YEH NA KHABAR THI
AAP KEY LIYE HUM DUNIYA KOH BACHATEY CHALEY GAYE

DEKHA JISS DIN AAP KOH KISI AUR KI BAHOH MEH
HAIRAAN HI REH GAYE HUM INN ANJAAN RAAHOH MEH
SAPNEY YU EK PAL MEH NA JANEY KAISEY TOOT GAYE
KAL TAK THEY JOH APNEY, AAJ KAISEY LOOT GAYE
YEH NA PATA THA, YEH NA KHABAR THI
AAP KEY LIYE HUM DUNIYA KOH BACHATEY CHALEY GAYE

JASBIR SINGH
Logged
k.shael
Guest
«Reply #18 on: January 23, 2009, 06:10:45 AM »

Shukriya Jasbir ji,

Shally.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #19 on: January 23, 2009, 06:14:15 AM »
sach meh bahut hi khoobsurat likha hai aap neh SHALLY

SHALLY

PYAR MEH UNKEY, HUM HAR RISHTA BANATEY CHALEY GAYE
APNEY, PARAYE, SAB KOH SAJATEY CHALEY GAYE
YEH NA PATA THA, YEH NA KHABAR THI
AAP KEY LIYE HUM DUNIYA KOH BACHATEY CHALEY GAYE

EK LAMHA YU AISA KAAM KAR GAYA
ACHANAK HI HAMSEY WOH KAAM KAR GAYA
DEKH KEY TUMHEY HUM DIL KHO GAYE
AGLEY HI PAL HUM TUMHAREY HO GAYE
YEH NA PATA THA, YEH NA KHABAR THI
AAP KEY LIYE HUM DUNIYA KOH BACHATEY CHALEY GAYE

DEKHA JISS DIN AAP KOH KISI AUR KI BAHOH MEH
HAIRAAN HI REH GAYE HUM INN ANJAAN RAAHOH MEH
SAPNEY YU EK PAL MEH NA JANEY KAISEY TOOT GAYE
KAL TAK THEY JOH APNEY, AAJ KAISEY LOOT GAYE
YEH NA PATA THA, YEH NA KHABAR THI
AAP KEY LIYE HUM DUNIYA KOH BACHATEY CHALEY GAYE

JASBIR SINGH
Good one Jasbir Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #20 on: January 23, 2009, 06:33:42 AM »
Kuch likhne ki koshish ki hai may ne Jasbir Ji
No offence

Ek tarfa pyaar karte chale gaye
Mujhe apna maante chale gaye
Pehchana nahi is andhe pyaar ko
Bas yun duniya se larte chale gaye

Sapno ko bas bunte chale gaye
Apne ko yun lootate chale gaye
Asliyat jab samne aayee teri
Bas badnaami karke chale gaye
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #21 on: January 23, 2009, 06:56:15 AM »
Good one Jasbir Ji

Thanks Rajesh

Jasbir Singh
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #22 on: January 23, 2009, 06:57:45 AM »
Kuch likhne ki koshish ki hai may ne Jasbir Ji
No offence

Ek tarfa pyaar karte chale gaye
Mujhe apna maante chale gaye
Pehchana nahi is andhe pyaar ko
Bas yun duniya se larte chale gaye

Sapno ko bas bunte chale gaye
Apne ko yun lootate chale gaye
Asliyat jab samne aayee teri
Bas badnaami karke chale gaye

hai ni Rajesh, kya pyare andaaz meh aap ney sab kuch keh dia ..... bura kya manengey eh dost, sach sach toh aap ney keh dia

jasbir singh
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #23 on: January 23, 2009, 06:58:34 AM »
Thanx for your appreciation Jasbir Ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #24 on: February 25, 2009, 05:17:37 PM »
Thanx for your appreciation Jasbir Ji

WELCOME RAJESH

JASBIR SINGH
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:39:27 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer