har tukda ro raha hai.............

by purani_jeans_aur_guitar on June 16, 2006, 01:02:39 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Author  (Read 4457 times)
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #15 on: June 18, 2006, 05:22:00 AM »
very nice gaurav ji............

mere dil ke tukdo ki chubhan se tera samna hota
agar mera dil teri aankhon ka aaina hota.

...........@fahi@........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil ka ek Tukda .......... by jaimata in Shayri for Khumar -e- Ishq
Chaand Ka TukDa...!!! by Delicate_Doll in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
chand ka tukda by jochahohojayein in Shayri for Khumar -e- Ishq
*Dik Ka Tukda* by Rajesh Harish in Shayri for Khumar -e- Ishq
Tukda tukda hua..... manjum by manjum in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
ranjana
Guest
«Reply #16 on: June 18, 2006, 09:39:40 AM »
ban jaate hum unke dil aaina bhi ek din
yadi unhone hame apne dil kone mein rakha hota
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #17 on: June 18, 2006, 03:29:30 PM »
waqt ke aage main kuch is qadar majboor raha
unki khusi ke liye unse hi main door raha

..................@fahi@.......................
Logged
ranjana
Guest
«Reply #18 on: June 18, 2006, 03:37:26 PM »
thee yeh waqt ki bewafai ya woh hi hamse dur hue
chaha hamne bhi unko dil se apne fir kyu dono majbur hue
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #19 on: June 18, 2006, 03:56:45 PM »
tu chahe kuch bhi kahe sanjna mujhe tujhse koi gila nahi
 dard hi ab naseeb hai mera  kyunki tera saath mila nahi.

.............@fahi@...............
Logged
ranjana
Guest
«Reply #20 on: June 18, 2006, 05:42:47 PM »
dekha thaa unhe jab apne raste per aate jaate
na jaane kitne khayal they sataate
ek nazar unko kya dekha hamne
ab toh woh hi hamko har jagah hain nazar aate..... Usual Smile
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #21 on: June 19, 2006, 05:39:33 AM »
nazaro ko badalne ki khawish to thi apni
 per apni hi nazar mera saath na de paayi
 sahe the jiske liye ishq main julmo-sitam humne
 woh khush hoker door khadi hai sangdil harjayi

.................@fahi@...................
Logged
ranjana
Guest
«Reply #22 on: June 19, 2006, 06:21:20 AM »
hamne khuda se mangi har pal teri hi khushi
apne dard ko dil mein daba ke hanste rahe
teri ek chahat ka pal paane ki khaatir sanam
na  jaane hamne zamane ke kya -kya hain sitam sahe
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #23 on: June 19, 2006, 08:14:07 AM »
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
aapne itni gehri baat kahi hai salma ji ki ...........lafz nahi hai bayan karne ke liye & itz shows tht you r a brilliant thinker.

  rakhne ke baad un tukdo se aawaz aayi thi
    tute hai hum kyunki dil unka hai khush nahi .

............@fahi@.............


Thanks a lot fahi jee... arey aise bhi kuch khaas nahi likha hai tarif k

layak.. im not so good a shayari khair... phir bhi apka tha-e-dil se shukriya karti hu  Usual Smile

Thanks Ranjana jee n Badnaam shayar...

bahut khoob likha hai aap sab ne


Zamane ke har sitma pe hum haste seh gaye,
Kahin mere gham dekh,zamana unpe na ungli uthaye
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #24 on: June 19, 2006, 08:18:56 AM »
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
kuch ajeeb faslo ka janm ho raha hai
  naseeb mera jaagkar bhi soo raha hai
  kaise keh du tuta dil dhadakta nahi
  jabki aaj dil ka har tukda ro raha hai .

 


 ...................@fahi@...............

bahut khoob likha hai aapne par naam kitna bada hai aapka..guitaar

arz kiya hai
dard tera likh rahe hain tu magar khamosh hai
door tak haan door tak tera nishan koi nahi
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #25 on: June 19, 2006, 03:24:37 PM »
salma ji woh baat thi hi kabile tarif.........sach mai bahut gehri baat thi usme...............thanx so much.


     zara mere dil  ke naseeb ko to dekhiye
       nazar aaya hai sabko tutne ke baad.

...............@fahi@................
         

Quote from: "salma4u"
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
aapne itni gehri baat kahi hai salma ji ki ...........lafz nahi hai bayan karne ke liye & itz shows tht you r a brilliant thinker.

  rakhne ke baad un tukdo se aawaz aayi thi
    tute hai hum kyunki dil unka hai khush nahi .

............@fahi@.............


Thanks a lot fahi jee... arey aise bhi kuch khaas nahi likha hai tarif k

layak.. im not so good a shayari khair... phir bhi apka tha-e-dil se shukriya karti hu  Usual Smile

Thanks Ranjana jee n Badnaam shayar...

bahut khoob likha hai aap sab ne


Zamane ke har sitma pe hum haste seh gaye,
Kahin mere gham dekh,zamana unpe na ungli uthaye
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #26 on: June 19, 2006, 03:35:29 PM »
mera naam 'Fahi' hai tabbassum ji ........per aap chahe to kisi bhi naam se bula sakte hai.......
      nice 1........

   ashko ke samander ko behta dekhker
     mere dard ne unki khamosi bhi chin li.

.............@fahi@..............
         


       

Quote from: "tabassum shakeel"
Quote from: "purani_jeans_aur_guitar"
kuch ajeeb faslo ka janm ho raha hai
  naseeb mera jaagkar bhi soo raha hai
  kaise keh du tuta dil dhadakta nahi
  jabki aaj dil ka har tukda ro raha hai .

 


 ...................@fahi@...............

bahut khoob likha hai aapne par naam kitna bada hai aapka..guitaar

arz kiya hai
dard tera likh rahe hain tu magar khamosh hai
door tak haan door tak tera nishan koi nahi
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #27 on: June 19, 2006, 03:49:21 PM »
bahut khoob fahi

dard ki shaam ko dard ke ganv me
tera intezaar hai dard ki chhanv me
Logged
purani_jeans_aur_guitar
Guest
«Reply #28 on: June 19, 2006, 04:00:33 PM »
very nice indeed...........

  dard ke dard ko apne dard mai sajane chale
   apne dard ko dard ki dastan sunane chale
  ki dard ke dil main bhi bhara hai khusiyo ka dard
  leker dard ka dard hum apna dard mitane chale.

.................@fahi@...................
Logged
Delicate_Doll
Guest
«Reply #29 on: June 20, 2006, 09:24:33 AM »
nice Tabassum jee n fahi jee...

shukriya fahi jee...chalo kkisi ek ko sahi meri alfz shayari jaise lagi..aacha laga...

 "Dard Woh Hai Jiska Koi Humdard Bhi Nahee
Manzil Woh Hai Jiska Koi Saathi Bhi Nahee
Sapnay Woh Hai Jismey Koi Apnay Bhi Nahee
Dil Woh Hai Jismey Koi Dhadkan Bhi Nahee
Aankhey Woh Hai Jismey Koi Hya Bhi Nahee
Sumander Woh Hai Hey JisMey Koi Lehreyn Bhi Nahee
Mohabat Woh Hai Hey JisMey Koi Manjil Bhi Nahee
Payar Woh Hai JisMey Koi Hya Bhi Nahee
Dil Woh Hai JisMey Koi Rah Bhi Nahee
Phool Woh Hai Jismey Koi Kushbo Bhi Nahee
Mahek Woh Hai Jis Mey Taazgi Bhi Nahee
Bhook Woh Hai Jiski Ko Payas Bhi Nahee
Payas Woh Hai Jiski Koi Aas Bhi Nahee
Zindagi Won Hai Jismey Koi Maza Bhi Nahee
Moot Woh Hai Jiska Koi Pata Bhi Nahee...
nm
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 24, 2024, 05:14:04 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer