purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
«Reply #45 on: June 28, 2006, 05:29:52 PM » |
|
mere labo per sada fariyaad bankar meri dil mai tu rahegi ek yaad bankar
..............@fahi@.................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #46 on: June 29, 2006, 03:14:15 AM » |
|
yeh sari kasame vaade sab jhoothe hain,ek bekaar ka afsaana hai unke seene mein bhi dil hai ,yeh keh kar khud ko behlana hai
jinse dard milna hai hamko unki yaado mein hi jeeven beetana hai paravana jal jaayega shama ke pass ja ke ,fir bhi usko uske kareeb jaana hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #47 on: July 09, 2006, 03:23:20 PM » |
|
very nice ..........
dil lagane ki chahat ko humne kuch is qadar mita diya tute tukdo ke saath hi apna saara jeevan bita diya
................@fahi@.....................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #48 on: July 10, 2006, 05:01:23 AM » |
|
ek fasala mere aur mere humsafar mein raha kuch ajab se mahol mein jeevan yeh basar hota raha bant gayi saanse jeevan ki aur zindagi ka har tukda zindagi jeene ko jeevan bhar rota raha................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #49 on: July 10, 2006, 05:09:44 AM » |
|
in tukdo ki kya bisaat ki unhe mana laaye jo gaye hai apni jafa se khud mera dil todkar
....................@fahi@........................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #50 on: July 10, 2006, 03:06:27 PM » |
|
har gum ko maye mein ghol ke pee liya tute dil ke tukado ko apne dard se sii liya aankhe bhi kabhi muskarayi toh ashqo ke saath zindagi ka har lamaha bas hamne yun jee liya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #51 on: August 03, 2006, 02:47:03 PM » |
|
beh jaane do aaj in ashko ko sanam ki dub na jaaye dil is dariya mai kahi
................@fahi@.....................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #52 on: August 04, 2006, 04:19:18 AM » |
|
dil ab kahan se hamara dubane se bachega jab meri zindagi ki kishti ke maanjhii hi tum nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #53 on: August 06, 2006, 05:38:40 AM » |
|
bechain rakhenge yaado ke peher fir naye raah-e-manzil mai milenge humsafar fir naye bhul jaaoge hame phir tum kisi khawab ki tarah teri dil ki kashti mai aayenge musfair fir naye
...................@fahi@...................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #54 on: August 06, 2006, 05:45:24 AM » |
|
yadi dil ki kishti mein mil jaate roz musfair naye toh mushkil yeh zindagi ka carvaan na hota hota yadi tu jo mera hamsafar kahi toh mera dil yun kabhi banjaara na hota
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #55 on: August 06, 2006, 06:04:55 AM » |
|
hai dhadkati meri zindagi beshak per sine mai hai mere dil nahi main to ek rasta hoon bas har raahi ke liye ,khud ki meri koi manzil nahi
....................@fahi@........................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #56 on: August 06, 2006, 06:12:31 AM » |
|
hum bana lenge teri rahe ke saath apni manzil bhi kabhi bas tu ek baar hame saath le chalne ka hosala toh kar mat bana hame tu apne seene ki dharkan chahaye per ek lamha mere saath gujaarane ki jarurat toh kar
|
|
|
Logged
|
|
|
|
purani_jeans_aur_guitar
Guest
|
|
«Reply #57 on: August 06, 2006, 06:42:16 AM » |
|
unko bana to le hum apna hamdam 'fahi' per har raahi yahan,apna humsafar nahi hota
...............@fahi@.....................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #58 on: August 06, 2006, 11:55:00 AM » |
|
too good aur bilkul sahi kaha .....
dard ki manzile kabhi jaldi taye nahi hoti yeh rasta hamesha saath chalata hai seekha hai hamne kaanto se muskarna jo phoolo ke saath reh kar bhi hansta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
SADIQA JAWED
Guest
|
|
«Reply #59 on: August 06, 2006, 12:25:19 PM » |
|
wow ! great yar ! ranjana and fahi great !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|