Harf-e-Dua......Lafz-e-Saza

by Tamanna Azeem on December 31, 2007, 12:15:25 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1339 times)
Tamanna Azeem
Guest
Woh kagaz ki lehroon pe kya likh raha tha
Khuda jaanay harf_e_dua likh raha tha,

Likha tha jis-ne wafa ka maena adhoora
Woh shakhs pyar ki inteha likh raha tha,

Zara us-ki aankhoon se aansoo na niklay
Woh jis waqt lafz-e-saza likh raha tha,

Mohabbat main nafrat mili thi usko shayad
Woh har shakhs ko bewafa likh raha tha...!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Phaila hai daaman magar labb par harf-e-dua nahi by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
<<<<<Dua Ka Toota Hua Harf>>>>> by angel4u in Shayri-E-Dard
Harf jo bhi lafzon me dhale taskeen ho jaye by @kaash in Ghazals
Aakhiri harf jo niklen to unme rangat ho watan ki by @kaash in Shairy-E-Watan
Aashiq-E-Harf..!! by Áɑѕӈίգ in Ghazals
adwait thakur
Guest
«Reply #1 on: December 31, 2007, 12:20:55 PM »
absolute ohaaaaatttttu
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: December 31, 2007, 01:37:19 PM »
Nice One Tamanna Ji,.
And Welcome To Yoindia
Thakur Ji Tamanna Ji,.
Logged
prmchawla
Guest
«Reply #3 on: January 02, 2008, 03:35:01 AM »
so nice yaar.

keep it up.

prem
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #4 on: January 02, 2008, 05:47:50 PM »
BAHUT KHOOB TAMANNA AZEEM JI..BAHUT HI KHOOB LIKHA HAI.
Logged
sam_kapadiya
Guest
«Reply #5 on: January 04, 2008, 05:52:10 AM »
super
Logged
ghayal_shayar
Guest
«Reply #6 on: January 04, 2008, 06:09:00 AM »
ahcha likha hai aapne tammana ji, vakaai khayalaat seedhe dil se nikle hue lage, bas aage v yuNhi mehfileN sajaati rahiye aap apne kalam se....!!
Logged
sika
Guest
«Reply #7 on: January 04, 2008, 01:32:25 PM »
hum apne dil ko kuchh yun kahte hain
kya wo ab bhi hamare dil mein rahte hain
tau dil ne farmaya ke pagle fir ye ashk kisliye bahte hain
Logged
Tamanna Azeem
Guest
«Reply #8 on: January 05, 2008, 02:11:47 PM »
Thankyou Friends 4 appreciating me.
Logged
M. Rahman
Guest
«Reply #9 on: January 05, 2008, 05:03:17 PM »
Bewafai se bhari hai meri Zindagi
Aab to wafa karna bhul chooke hai
Yehi dua hai kabhi mohabbat na nasib ho mujhe
Dard-e bewafai sehna har kisike bas mein nahi
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: January 05, 2008, 05:17:15 PM »
goodone Azeem, nice sika and Rahman
Logged
sika
Guest
«Reply #11 on: January 06, 2008, 10:54:00 AM »
toote hue dil par kisi ko taras nahi aata
hasrton ke bazar me dil ki keemat kya kise pata

har herf mein dil ki tadap hai
par us tadap ka matlab kise pata

kon hai jiska andheron se wasta hai
har kisi ko kinaron ke dard ka kya pata

zindagi ke safer mein pal bhar ke sath ka kya matlab
zindagi ke bad bhi sath ho us zindagi ka kise pata

Logged
sika
Guest
«Reply #12 on: January 07, 2008, 09:56:46 AM »
dil ki kitab mein mohabbat ke panne par ek herf likha hai
zindagi ki dagar par sanso ke rahi ne ek arman likha hai
ek phool ki khawahish mein bag laga rakha hai
mujko bhi mashahoor kar de khuda teri adalat men ek sawal rakha hai
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #13 on: January 07, 2008, 10:16:17 AM »
Azeem ji bohat accha bayan kiya hai.. Usual Smile

Quote
dil ki kitab mein mohabbat ke panne par ek herf likha hai
zindagi ki dagar par sanso ke rahi ne ek arman likha hai
ek phool ki khawahish mein bag laga rakha hai
mujko bhi mashahoor kar de khuda teri adalat men ek sawal rakha hai

Accha hai sika ji

Sapna tha ya sach tha yeh na batha sakeh
Iss darde-de-dil ki dastaan kisi koh batha na sakeh
Aansuo ke girne ki aahat nahin dikha sakeh

Jab aayee hai tumare yaad toh hum kaise jahle yah chupaa na sakeh
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: January 07, 2008, 01:59:11 PM »
Waah Kamaal Ka Likha Hai Aapne,.
yunhi Likhte rahiye,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 03:43:39 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer