HASEE AA GAYEE......(GHAYEL)

by sajid_ghayel on December 01, 2008, 07:55:11 AM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
Print
Author  (Read 4504 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #45 on: December 02, 2008, 09:18:21 AM »
Thank You pooja and very well said Azeem  Clapping Smiley

Jinki daastan-e-gam sunke hum roye the kabhi
Unhe aaj mere haal pe hasee aa gayee

                           -sg-


Shukriya Bhai Jaan, And Nice One Again,.

Jinke Ghar Humne Maatam Manaaya Barbaadi Ka,.
Aaj Unhe Hamaari Barbaadi Pe Hasi Aa Gayi,.

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Zindagi tamam ho gayee.....(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard
Hasee aa gayee.....(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard
sahab hasee udaate,,,, by shambhu_007 in Share:Miscellaneous Shayari
teri us hasee ko by saahill in Shayri-E-Dard
hasee,n duniya,,,,,,,,,,,, by jeet jainam in Miscellaneous Shayri
Rajesh Harish
Guest
«Reply #46 on: December 02, 2008, 09:20:20 AM »
Very nice Abd Ji, HR, SG and Bekarar Ji

Tarpte rahe saari umar bhar ki koi humraj mila nahee
Jab milkar usne apna naam bataya to hasee aa gayee
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #47 on: December 02, 2008, 09:31:38 AM »
Jinke Gharon Ko Humne, Dil KO Jalaakar Roshni De Di,.
Unhe Aaj Hamaara Hi Charaag Bujhaate Dekha, To Hasi Aa Gayi,.

________________________________Jaanasheen
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #48 on: December 02, 2008, 09:51:42 AM »
Very nice Abd Ji, HR, SG and Bekarar Ji

Tarpte rahe saari umar bhar ki koi humraj mila nahee
Jab milkar usne apna naam bataya to hasee aa gayee


Kitna masoom aur kitna ajeeb tera yeh sher tha harish
Shuruat ghazab ki thi par anjam pe hasee aa gayee
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #49 on: December 02, 2008, 10:06:39 AM »
Kitna masoom aur kitna ajeeb tera yeh sher tha harish
Shuruat ghazab ki thi par anjam pe hasee aa gayee


Bohat Achche Sajid Bhai,.

Tanhaai Ke Shehar Me, Apna Bhi Basera Tha,.
Tumhe Bhi Wahaan Dekha To Hasi Hai,.
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #50 on: December 02, 2008, 10:15:48 AM »
bahoot shukriya doston..aur bahoot khoob azeem...

jinse seekha nekneeyati ka sabak humne,
aaj badneeyati dekh ke unki, hansi aa gai,
jo kahte rahe ta-umr, chalo sachchai ki raah pe,
ye unka pahla jhooth tha, aaj jana to hansi aa gai
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #51 on: December 02, 2008, 10:17:12 AM »
Kitna masoom aur kitna ajeeb tera yeh sher tha harish
Shuruat ghazab ki thi par anjam pe hasee aa gayee


Humne yahi soch kar likha tha Ki Ghayel kuch kahega
Teer nishaane par yun baitha ki hasee aa gayee
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: December 02, 2008, 10:24:59 AM »
bahoot shukriya doston..aur bahoot khoob azeem...

jinse seekha nekneeyati ka sabak humne,
aaj badneeyati dekh ke unki, hansi aa gai,
jo kahte rahe ta-umr, chalo sachchai ki raah pe,
ye unka pahla jhooth tha, aaj jana to hansi aa gai


Shukriya Bekaraar Bhaiya,.
Bohat Khoob Kaha Bhaijaan,.

Jo Kehte Rahe, Hum Tumhaare Hain, Tumhaare Rahenge,.
Jab Unhe Gair Ka Hote Dekha, To Hasi Aa Gayi,.

Shikayat Thi Pehle Unhe, Ke Hum Muskuraate Nahi,.
Aaj Unke Gham Uthaaye, To Hasi A Gayi,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #53 on: December 02, 2008, 10:27:06 AM »
Humne yahi soch kar likha tha Ki Ghayel kuch kahega
Teer nishaane par yun baitha ki hasee aa gayee


Wo Itna Pakka Nishaane Baaz Na Tha, Rajesh,.
Kaise Uske Teer Se Ghayal Hua, Ye Soch Kar Hasi Aa gayi,.

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #54 on: December 02, 2008, 10:58:14 AM »
Shayer hu main adna sa tamashaiee nahi hu
Jo beche apna fan woh saudaiee nahi hu
Teri samajh ke heir-pheir pe "Ghayel" ko hasee aa gayee


 BangHead

Theek hai, Hanste Muskuraate Rahiye..   tongue3




Jo humne unko bataana chaha, Wohi woh humko samjhaate hai,
Baatein humaari hi kahi hui, Woh apne andaaz mein dohraate hai...
Uspe ye sitam ki dekh ke haal hamara kehte hai.. Hansee aa gayee..  DOH
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #55 on: December 02, 2008, 11:06:43 AM »
BangHead

Theek hai, Hanste Muskuraate Rahiye..   tongue3




Jo humne unko bataana chaha, Wohi woh humko samjhaate hai,
Baatein humaari hi kahi hui, Woh apne andaaz mein dohraate hai...
Uspe ye sitam ki dekh ke haal hamara kehte hai.. Hansee aa gayee..  DOH

Hmmm,.

Humne Samjha Tha, Tanhaa Hum Is Haal Me Doobe Hain,.
To Bhi Gham Ke Samander Mein Dekha, To Hasi Aa gayi,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #56 on: December 02, 2008, 12:16:27 PM »
Jinke Gharon Ko Humne, Dil KO Jalaakar Roshni De Di,.
Unhe Aaj Hamaara Hi Charaag Bujhaate Dekha, To Hasi Aa Gayi,.

________________________________Jaanasheen


Woh aaye meri kabr pe aur bujha diye sare chirag
Bas jalta hua unka dil dekha to hasee aa gayee

                                     -sg-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #57 on: December 02, 2008, 12:20:49 PM »
bahoot shukriya doston..aur bahoot khoob azeem...

jinse seekha nekneeyati ka sabak humne,
aaj badneeyati dekh ke unki, hansi aa gai,
jo kahte rahe ta-umr, chalo sachchai ki raah pe,
ye unka pahla jhooth tha, aaj jana to hansi aa gai


Truly well said Sanjeev  Clapping Smiley

Teri bagawat me bhi teri mohabbat hain
Sharafat se kiya unhe zaleel to hasee aa gayee

                            -SG-
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #58 on: December 02, 2008, 12:26:16 PM »
BangHead

Theek hai, Hanste Muskuraate Rahiye..   tongue3

Jo humne unko bataana chaha, Wohi woh humko samjhaate hai,
Baatein humaari hi kahi hui, Woh apne andaaz mein dohraate hai...
Uspe ye sitam ki dekh ke haal hamara kehte hai.. Hansee aa gayee..  DOH

Aaghaz-e-guftugu karke anjam se darte hain
Woh shikwa kare hazar hamari aah se darte hain
Apne bare me padke jo tum muskuraye hame bhi hasee aa gayee  Giggle
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #59 on: December 02, 2008, 04:00:09 PM »
Waah Mere Bhai,.
Ek Ek Line,.
Kamaal Ki Jaa Rahi Hai,.
Lage raho,.
Hum Pardhte rahenge,.
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:56:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.123 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer