Hasee aa gayee.....(Ghayel)

by sajid_ghayel on April 16, 2009, 10:01:00 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1365 times)
sajid_ghayel
Guest
Maine ek kalam likha tha jiska Title tha Hasee aa gayee.... us thread par sabhi dosto ne bohat badh chad ke hissa liya tha ek khoobsurat si mehfil sajee thi, har kisi ke sher ka radeef tha "hasee aa gayee"

Bas usi thread se apne kuch likhe hue sher jama karke ek sath pesh kar raha hu....aur neeche "Original thread ka link bhi de raha hu jaha jaker aap sabke kam ka maza le sakte hain..."

Jal chuka parwana shama ki arzoo me
Aur uski is ada pe hame hasee aa gayee..

Mera mehboob bhi wahi tha mera munsif bhi wahi
Saza maut ki sunaee to hasee aa gayee..

Mera kissa-e-mohabbat mera dushman suna ke roya
Jise sunkar mere dosto ko hasee aa gayee..

Mere dard ki tareef Mere zakhmo pe wah wah
Sunke haal-e-gam mera tumne khushi manayee to hasee aa gayee..

Mere shikwa se pehle aakh me aasoo the tere
Jo lage tuje hasane hame bhi hasee aa gayee..

Suraj ne jo mangi diye se roshni
Diye ko apni zaat pe hasi aa gayee..

Na manzil mili na koi rehguzar mila
Aye zindagi tere safar pe hasee aa gayee..

Jinki daastan-e-gam sunke hum roye the kabhi
Unhe aaj mere haal pe hasee aa gayee..

Woh aaye meri kabr pe aur bujha diye sare chirag
Bas jalta hua unka dil dekha to hasee aa gayee..

Teri bagawat me bhi teri mohabbat hain
Sharafat se kiya unhe zaleel to hasee aa gayee..

Apne aasoo jo pochne lage hum ek roz
Bheege daman ko apne dekh ke hasee aa gayee

Jiske singhaar ko kabhi dekhte the chaav se
Un nazaro ko aaj ujdi mang pe hasee aa gayee..

Woh jab dekhne lage waqt-e-rukhsati murde ka chehra
Marne wale ki khushi dekhkar hasee aa gayee

-SG-

http://www.yoindia.com/shayariadab/shayriedard/hasee-aa-gayeeghayel-t41046.0.html;
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
HASEE AA GAYEE......(GHAYEL) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 5 6 »
Zindagi tamam ho gayee.....(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard
sahab hasee udaate,,,, by shambhu_007 in Share:Miscellaneous Shayari
teri us hasee ko by saahill in Shayri-E-Dard
hasee,n duniya,,,,,,,,,,,, by jeet jainam in Miscellaneous Shayri
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #1 on: April 16, 2009, 10:13:28 AM »

  YAAAR AAPNEY TO ROLAA DIYAA... MUJHEY... MAIN YEH LIKHTEY WAQT MERI AANKAIN

  NAM HAIN.... MAIN KUCH NAHIN KAHNAA CHAAHUNGAA AB....GHAYAAL ....ISS MEHFIL

  MAIN BADEY BADEY TAAREY HAIN CHAMAKTEY HUEY.... MAGAR TUM EK AKELEY CHAAND HO

 YAAR............U HAVE STOLEN THE SHOW....!!!!!

 K_A
Logged
salil2002
Guest
«Reply #2 on: April 16, 2009, 10:23:11 AM »
Maine ek kalam likha tha jiska Title tha Hasee aa gayee.... us thread par sabhi dosto ne bohat badh chad ke hissa liya tha ek khoobsurat si mehfil sajee thi, har kisi ke sher ka radeef tha "hasee aa gayee"

Bas usi thread se apne kuch likhe hue sher jama karke ek sath pesh kar raha hu....aur neeche "Original thread ka link bhi de raha hu jaha jaker aap sabke kam ka maza le sakte hain..."

Jal chuka parwana shama ki arzoo me
Aur uski is ada pe hame hasee aa gayee..

Mera mehboob bhi wahi tha mera munsif bhi wahi
Saza maut ki sunaee to hasee aa gayee..

Mera kissa-e-mohabbat mera dushman suna ke roya
Jise sunkar mere dosto ko hasee aa gayee..

Mere dard ki tareef Mere zakhmo pe wah wah
Sunke haal-e-gam mera tumne khushi manayee to hasee aa gayee..

Mere shikwa se pehle aakh me aasoo the tere
Jo lage tuje hasane hame bhi hasee aa gayee..

Suraj ne jo mangi diye se roshni
Diye ko apni zaat pe hasi aa gayee..

Na manzil mili na koi rehguzar mila
Aye zindagi tere safar pe hasee aa gayee..

Jinki daastan-e-gam sunke hum roye the kabhi
Unhe aaj mere haal pe hasee aa gayee..

Woh aaye meri kabr pe aur bujha diye sare chirag
Bas jalta hua unka dil dekha to hasee aa gayee..

Teri bagawat me bhi teri mohabbat hain
Sharafat se kiya unhe zaleel to hasee aa gayee..

Apne aasoo jo pochne lage hum ek roz
Bheege daman ko apne dekh ke hasee aa gayee

Jiske singhaar ko kabhi dekhte the chaav se
Un nazaro ko aaj ujdi mang pe hasee aa gayee..

Woh jab dekhne lage waqt-e-rukhsati murde ka chehra
Marne wale ki khushi dekhkar hasee aa gayee

-SG-

http://www.yoindia.com/shayariadab/shayriedard/hasee-aa-gayeeghayel-t41046.0.html;
bhai maine dono thread pade..........bahut dino k baad kuch pad kr dard taaza huahai.............

maut de ke apne haathon se baandhi meri laash
humne dekhaa aisa karke oonki aankhon main nami aa gayi
har pal phir karte rahe tamanna kii chen paa jaye meri rooh
mere Qatil ki yeh ada dekh "SAAHIL" hasee aa gayee
Logged
salma786
Guest
«Reply #3 on: April 16, 2009, 01:10:19 PM »

Waah tarif karne ke liye alfaaz kam pad rahe hai!!

bahoot khoob Sajid ji!!

Logged
salma786
Guest
«Reply #4 on: April 16, 2009, 01:11:15 PM »
Bahoot ache salil ji!!
Logged
Tanha(Saurabh)
Guest
«Reply #5 on: April 16, 2009, 03:00:10 PM »

bohat bohat khoobsoorat, tareef ke liye to hum kuchh kah hi nahi sakte sajid ji, kya likha hai aapne bohat umda.
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: April 17, 2009, 05:53:08 AM »
  YAAAR AAPNEY TO ROLAA DIYAA... MUJHEY... MAIN YEH LIKHTEY WAQT MERI AANKAIN

  NAM HAIN.... MAIN KUCH NAHIN KAHNAA CHAAHUNGAA AB....GHAYAAL ....ISS MEHFIL

  MAIN BADEY BADEY TAAREY HAIN CHAMAKTEY HUEY.... MAGAR TUM EK AKELEY CHAAND HO

 YAAR............U HAVE STOLEN THE SHOW....!!!!!

 K_A

Arey mere masoom dost itni tareef na karo warna taarey naraaz ho jayege tumse........bas apni dua me yaad rakhna aur isi tarah hausla afzaiee karte rehna....
Logged
upyogkarta
Guest
«Reply #7 on: April 17, 2009, 07:51:43 AM »
gud
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #8 on: April 17, 2009, 09:38:24 AM »
bhai maine dono thread pade..........bahut dino k baad kuch pad kr dard taaza huahai.............

maut de ke apne haathon se baandhi meri laash
humne dekhaa aisa karke oonki aankhon main nami aa gayi
har pal phir karte rahe tamanna kii chen paa jaye meri rooh
mere Qatil ki yeh ada dekh "SAAHIL" hasee aa gayee
Bohat bohat khoob Salil jo tumne mere dard ko itni khoobsurti se zinda rakha.... Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #9 on: April 18, 2009, 06:42:46 AM »
Waah tarif karne ke liye alfaaz kam pad rahe hai!!

bahoot khoob Sajid ji!!

Nawazish karam hain dost.....
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #10 on: April 22, 2009, 03:11:01 PM »

bohat bohat khoobsoorat, tareef ke liye to hum kuchh kah hi nahi sakte sajid ji, kya likha hai aapne bohat umda.
 Applause Applause Applause Applause Applause Applause

Bohat bohat shukriyaan Saurabh tumne apna waqt diya kya yahi kam badi baat hain.....
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #11 on: April 25, 2009, 03:44:01 AM »
gud

Thanks..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: April 25, 2009, 04:04:42 AM »
bahoot khoob Sajid
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #13 on: April 26, 2009, 08:53:40 AM »
bahoot khoob Sajid

Bohat bohat shukriyaan....Pooja
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #14 on: April 26, 2009, 09:20:54 AM »
Bahut kabile tarif likha hai Ghayel Ji
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:09:49 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.148 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer