Haseen Khwaab...

by Aryaan on February 22, 2005, 10:10:09 PM
Pages: [1] 2 3 4
Print
Author  (Read 4140 times)
Aryaan
Guest
Waheen zindagi ke haseen khwaab tootey
Mere hamsafar tum jahan hum se chootey
Sitaaron ne dekha, bahaaron ne dekha
Kabhi hum miley they, nazaaron ne dekha
Khabar kya thi hum ko yeh waade hain jhoote
Mitaa kar tamannaon ke harr nishaan ko
Main hasrat se takta raha aasmaan ko
Chaman aarzuon ke khizaaon ne lootey
Woh moti lutaati ghatayein na aatin
Kabhi phir woh gaati hawayein na aatin
Khafa ho gaye tum tau, sab hum se roothey
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil haseen hai to mohabbat bhi haseeN paida kur! by SADIQA JAWED in Shayri for Khumar -e- Ishq
**~** Haseen Khwaab **~** by _Vicky_ in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
ek haseen khwaab by maghroob alam in Occassion Specific Poetry
|||| Ek Haseen Khwaab |||| ____ {Angel} by angel4u in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
EK HASEEN KA HASEEN KHWAAB HOON MAIN .........HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2  All »
Pooja
Guest
«Reply #1 on: February 22, 2005, 11:49:44 PM »
wah!!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #2 on: February 22, 2005, 11:57:15 PM »
Quote from: "Pooja"
wah!!!

Thanx  Pooja....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #3 on: February 23, 2005, 12:15:09 AM »
WAHW AHW AHW AHW AH

KIA BATA KEH DI MERE DIL K TARA HI CHUU LIYE AAP NEYYYYYY

DIL KRTA HAI K AAP KO .................... MEIN
Logged
jalpari
Guest
«Reply #4 on: February 23, 2005, 01:37:24 AM »
Quote from: "Aryaan"
Waheen zindagi ke haseen khwaab tootey
Mere hamsafar tum jahan hum se chootey
Sitaaron ne dekha, bahaaron ne dekha
Kabhi hum miley they, nazaaron ne dekha
Khabar kya thi hum ko yeh waade hain jhoote
Mitaa kar tamannaon ke harr nishaan ko
Main hasrat se takta raha aasmaan ko
Chaman aarzuon ke khizaaon ne lootey
Woh moti lutaati ghatayein na aatin
Kabhi phir woh gaati hawayein na aatin
Khafa ho gaye tum tau, sab hum se roothey

it's beautiful Aryaan ji..........
Logged
Princess21
Guest
«Reply #5 on: February 23, 2005, 04:33:40 AM »
Wowwwwwww..Aryaan...buhat khoob!!
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #6 on: February 23, 2005, 01:37:56 PM »
Thanx Princess....Usual Smile
Logged
pandit
Guest
«Reply #7 on: February 23, 2005, 02:38:03 PM »
nice aryan................
Logged
Meena
Guest
«Reply #8 on: February 23, 2005, 04:40:59 PM »
Quote from: "Aryaan"
Waheen zindagi ke haseen khwaab tootey
Mere hamsafar tum jahan hum se chootey
Sitaaron ne dekha, bahaaron ne dekha
Kabhi hum miley they, nazaaron ne dekha
Khabar kya thi hum ko yeh waade hain jhoote
Mitaa kar tamannaon ke harr nishaan ko
Main hasrat se takta raha aasmaan ko
Chaman aarzuon ke khizaaon ne lootey
Woh moti lutaati ghatayein na aatin
Kabhi phir woh gaati hawayein na aatin
Khafa ho gaye tum tau, sab hum se roothey


simply great aryaan ji!!!!!!!!

 :D
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #9 on: February 23, 2005, 05:33:38 PM »
Thanx Pandit & Meena......Usual Smile
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: February 23, 2005, 06:34:46 PM »
mere hanseen khawab mai
jab wo hakikat ban kar utaraty hai
Dil choor choor hota hai
her jakham tarrap uthaty hai!!!!!
Logged
Princess21
Guest
«Reply #11 on: February 23, 2005, 06:37:24 PM »
Wow Pooja nice...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #12 on: February 23, 2005, 06:50:38 PM »
shukariyan Princess21!!!!
Logged
Princess21
Guest
«Reply #13 on: February 23, 2005, 06:58:30 PM »
Ur Welcome pooja sis!!
Logged
Meena
Guest
«Reply #14 on: February 23, 2005, 06:58:44 PM »
Quote from: "Pooja"
mere hanseen khawab mai
jab wo hakikat ban kar utaraty hai
Dil choor choor hota hai
her jakham tarrap uthaty hai!!!!!


wahh!!!

kyu haq dete ho une tume itna tadpane ka,
kyu haq dete ho une tume itna gum dene ka,
pyar kiya hai koi gulami to nahin,
phir kyu haq dete ho une tume khawabon me bhi satane ka?
Logged
Pages: [1] 2 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 23, 2025, 02:29:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer