Haseen Khwaab...

by Aryaan on February 22, 2005, 10:10:09 PM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 4106 times)
HumTum
Guest
«Reply #30 on: March 10, 2005, 10:20:24 AM »
Quote from: "nidhi_yadein"
wowowowowow...........wonderful work by all.

Shukriya nidhi ji....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Dil haseen hai to mohabbat bhi haseeN paida kur! by SADIQA JAWED in Shayri for Khumar -e- Ishq
**~** Haseen Khwaab **~** by _Vicky_ in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
ek haseen khwaab by maghroob alam in Occassion Specific Poetry
|||| Ek Haseen Khwaab |||| ____ {Angel} by angel4u in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
EK HASEEN KA HASEEN KHWAAB HOON MAIN .........HASAN by F.H.SIDDIQUI in Ghazals « 1 2  All »
Aryaan
Guest
«Reply #31 on: March 10, 2005, 01:09:11 PM »
Thanx Nikki, Jalpari & Nidhi.....Usual Smile
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #32 on: March 11, 2005, 08:41:34 PM »
Palakon se utha ke ye khwaab, sajaye hain Qadmon mein tere
Sanmbhal ke rakhna Qadam, Kaheen kuchal na jayein khwaab ye mere
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #33 on: March 11, 2005, 08:43:37 PM »
WOH HASEEN KHWAB SOJYA KRTI THI SUBH O SHAAM
AAB TU YEHI HAI DUA EK HSEEN RAAT AYE US K NAAM
Logged
jalpari
Guest
«Reply #34 on: May 10, 2005, 01:30:02 AM »
Quote from: "Aryaan"
Palakon se utha ke ye khwaab, sajaye hain Qadmon mein tere
Sanmbhal ke rakhna Qadam, Kaheen kuchal na jayein khwaab ye mere

Waaaah Aryaan... bohut ache...
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #35 on: May 10, 2005, 08:52:32 AM »
Quote from: "jalpari"
Quote from: "Aryaan"
Palakon se utha ke ye khwaab, sajaye hain Qadmon mein tere
Sanmbhal ke rakhna Qadam, Kaheen kuchal na jayein khwaab ye mere

Waaaah Aryaan... bohut ache...

Thanks Jalpari.....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #36 on: May 30, 2005, 12:47:08 AM »
Teri tasweer ko rakh kar apni tasweer ke sath
Main ne yeh umr guzari bari tadbeer ke sath
Main jis ko apnaata hoon woh bichar jata hai
Meri banti hai nahi kaatib-e-taQdeer ke sath
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #37 on: May 30, 2005, 06:04:02 AM »
Quote from: "Aryaan"
Teri tasweer ko rakh kar apni tasweer ke sath
Main ne yeh umr guzari bari tadbeer ke sath
Main jis ko apnaata hoon woh bichar jata hai
Meri banti hai nahi kaatib-e-taQdeer ke sath

tabbir se tu aapni takdir bana le,......

jo na ker sake wafa usse bewafai ka maza le,....

jo hua hai tera na hoker bhi,.........

tu us rehem e dil ki  durio ka maza le,....
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #38 on: May 30, 2005, 01:49:28 PM »
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "Aryaan"
Teri tasweer ko rakh kar apni tasweer ke sath
Main ne yeh umr guzari bari tadbeer ke sath
Main jis ko apnaata hoon woh bichar jata hai
Meri banti hai nahi kaatib-e-taQdeer ke sath

tabbir se tu aapni takdir bana le,......

jo na ker sake wafa usse bewafai ka maza le,....

jo hua hai tera na hoker bhi,.........

tu us rehem e dil ki  durio ka maza le,....

Nice Reply Tushar....
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #39 on: May 30, 2005, 01:53:48 PM »

thX mere yaar,...............
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #40 on: May 31, 2005, 01:41:30 AM »
Mujhe talaash hai uss ki jo mere jaisa ho
Mere khuloos ko pehchanta ho bas kaafi hai

Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kaisa bhi ho
Jo khwaab dene ko qaadir ho meri aankhon ko

Meri mohabbat ko pehchaan sakey woh aisa ho
Meri khaatir marne ka hausla bhi rakhta ho

Agar kabhi rooth jaaun main uss se tau
Muskura ke manaye, woh aisa ho

Jo baat kare tau woh nibha bhi sakey
Iraadon mein woh apne chattaano jaisa ho

Dukhon mein hansne ka hunar jaanta ho
Ik aisa hamsafar jo samander ki tarha gehra ho

Uss ke pyar ki thandak ho mere liye aisi
Key woh tau bilkul asmaan ke chaand jaisa ho

Woh sirf mera ho, jo nigahon mein haya rakhta ho
Umr bhar saath nibhaane ka azm rakhta ho...!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #41 on: May 31, 2005, 03:08:55 AM »

again nice one....................
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #42 on: May 31, 2005, 03:49:39 AM »
Quote from: "Aryaan"
Mujhe talaash hai uss ki jo mere jaisa ho
Mere khuloos ko pehchanta ho bas kaafi hai

Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kaisa bhi ho
Jo khwaab dene ko qaadir ho meri aankhon ko

Meri mohabbat ko pehchaan sakey woh aisa ho
Meri khaatir marne ka hausla bhi rakhta ho

Agar kabhi rooth jaaun main uss se tau
Muskura ke manaye, woh aisa ho

Jo baat kare tau woh nibha bhi sakey
Iraadon mein woh apne chattaano jaisa ho

Dukhon mein hansne ka hunar jaanta ho
Ik aisa hamsafar jo samander ki tarha gehra ho

Uss ke pyar ki thandak ho mere liye aisi
Key woh tau bilkul asmaan ke chaand jaisa ho

Woh sirf mera ho, jo nigahon mein haya rakhta ho
Umr bhar saath nibhaane ka azm rakhta ho...!!!

koi ho na ho tere jaisa magar tujh per khuda ka humesha rehanm rehe,...

koi ho na ho tere jaisa  magar tu usse aapne dil me basa ker rekhe,....

kyuki shaibha pyar me mere jaisa tere jaisa kuch nahi hota,..

kyuki pyar me sauda nahi,....
Logged
jalpari
Guest
«Reply #43 on: May 31, 2005, 05:48:40 AM »
Quote from: "Aryaan"
Mujhe talaash hai uss ki jo mere jaisa ho
Mere khuloos ko pehchanta ho bas kaafi hai

Who koi bhi ho, kahin bhi ho, kaisa bhi ho
Jo khwaab dene ko qaadir ho meri aankhon ko

Meri mohabbat ko pehchaan sakey woh aisa ho
Meri khaatir marne ka hausla bhi rakhta ho

Agar kabhi rooth jaaun main uss se tau
Muskura ke manaye, woh aisa ho

Jo baat kare tau woh nibha bhi sakey
Iraadon mein woh apne chattaano jaisa ho

Dukhon mein hansne ka hunar jaanta ho
Ik aisa hamsafar jo samander ki tarha gehra ho

Uss ke pyar ki thandak ho mere liye aisi
Key woh tau bilkul asmaan ke chaand jaisa ho

Woh sirf mera ho, jo nigahon mein haya rakhta ho
Umr bhar saath nibhaane ka azm rakhta ho...!!!

A1 Aryaan.. amazing..
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #44 on: May 31, 2005, 02:32:18 PM »
Nice One Tushar.........

Thanks Jalpari.......
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 01:21:18 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.137 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer