Hasrat hai..........

by Aarzuu on May 10, 2005, 05:39:05 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2466 times)
Aarzuu
Guest
Doston.....
mujhe kahiin kuch likhaa hua pasand aa jaata hai to mein usey sambhaal letii huun......aaj kuch aapke saath share ker rahii huun....
shaayad aapko bhi pasand aaye...........

Hasarat hai tujhe saamane baithe kabhii dekhuun,
main tujh se mukhaatib huun teraa haal bhii puuchhuun......

dil mein hai mulaaqaat kii khwaahish kii dabii aag,
mehandii lage haathon ko chhupaa kar kahaan rakhuun......

jis naam se tuune mujhe bachapan se pukaaraa,
ik umr guzarane pe bhii vo naam na bhuluun........

tuu ashk hii ban ke merii aankhon mein samaa jaa,
main aaiinaa dekhuun to teraa aks bhii dekhuun..........

puuchhuun kabhii gunchon se, sitaaron se, havaa se,
tujh se hii magar aa ke teraa naam na puuchhuun........

ai merii tamannaa ke sitaare tuu kahaan hai,
tuu aaye to tere chehre ko ta-umar mein dekhuun.........


Aapki.......Aarzuu............
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ibadatt ki hasrat si hai by poem143s in Shayri-E-Dard
HASRAT by shoukat in SMS , mobile & JOKES
hasrat by salaam2all in Shayri for Khumar -e- Ishq
hasrat by aftab alam in Shayeri for Dard -e- Bewafai
HASRAT by jay091081 in Gujarati
dhadkan
Guest
«Reply #1 on: May 10, 2005, 05:53:59 AM »
Good selection Arzuu............................................ ................. :lol:
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #2 on: May 10, 2005, 06:32:54 AM »
Quote from: "Aarzuu"
Doston.....
mujhe kahiin kuch likhaa hua pasand aa jaata hai to mein usey sambhaal letii huun......aaj kuch aapke saath share ker rahii huun....
shaayad aapko bhi pasand aaye...........

Hasarat hai tujhe saamane baithe kabhii dekhuun,
main tujh se mukhaatib huun teraa haal bhii puuchhuun......

dil mein hai mulaaqaat kii khwaahish kii dabii aag,
mehandii lage haathon ko chhupaa kar kahaan rakhuun......

jis naam se tuune mujhe bachapan se pukaaraa,
ik umr guzarane pe bhii vo naam na bhuluun........

tuu ashk hii ban ke merii aankhon mein samaa jaa,
main aaiinaa dekhuun to teraa aks bhii dekhuun..........

puuchhuun kabhii gunchon se, sitaaron se, havaa se,
tujh se hii magar aa ke teraa naam na puuchhuun........

ai merii tamannaa ke sitaare tuu kahaan hai,
tuu aaye to tere chehre ko ta-umar mein dekhuun.........


Aapki.......Aarzuu............


jahan meri shayari khatm hoti hai, aapki shuru hoti hai[jisne bhi sher likha hai]....magar mein phir bhi koshish kar raha hoon reply dene ki...arz hai...

Aankhen raasta dekh rahi hain, zuban tujhe bula rahi hai,
Na tu aa raha hai, na yeh kambhakt maut aa rahi hai
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #3 on: May 10, 2005, 10:06:43 AM »
Quote from: "Aarzuu"


Hasarat hai tujhe saamane baithe kabhii dekhuun,
main tujh se mukhaatib huun teraa haal bhii puuchhuun......

dil mein hai mulaaqaat kii khwaahish kii dabii aag,
mehandii lage haathon ko chhupaa kar kahaan rakhuun......

jis naam se tuune mujhe bachapan se pukaaraa,
ik umr guzarane pe bhii vo naam na bhuluun........

tuu ashk hii ban ke merii aankhon mein samaa jaa,
main aaiinaa dekhuun to teraa aks bhii dekhuun..........

puuchhuun kabhii gunchon se, sitaaron se, havaa se,
tujh se hii magar aa ke teraa naam na puuchhuun........

ai merii tamannaa ke sitaare tuu kahaan hai,
tuu aaye to tere chehre ko ta-umar mein dekhuun.........


Aapki.......Aarzuu............


here is my Reply
Shyad woh bhi ro pare weran Kaghz dekh kr
Mein ney apnay khat mein likha kuch bhi na tha
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #4 on: May 10, 2005, 09:24:44 PM »
Quote from: "Aarzuu"
Doston.....
mujhe kahiin kuch likhaa hua pasand aa jaata hai to mein usey sambhaal letii huun......aaj kuch aapke saath share ker rahii huun....
shaayad aapko bhi pasand aaye...........

Hasarat hai tujhe saamane baithe kabhii dekhuun,
main tujh se mukhaatib huun teraa haal bhii puuchhuun......

dil mein hai mulaaqaat kii khwaahish kii dabii aag,
mehandii lage haathon ko chhupaa kar kahaan rakhuun......

jis naam se tuune mujhe bachapan se pukaaraa,
ik umr guzarane pe bhii vo naam na bhuluun........

tuu ashk hii ban ke merii aankhon mein samaa jaa,
main aaiinaa dekhuun to teraa aks bhii dekhuun..........

puuchhuun kabhii gunchon se, sitaaron se, havaa se,
tujh se hii magar aa ke teraa naam na puuchhuun........

ai merii tamannaa ke sitaare tuu kahaan hai,
tuu aaye to tere chehre ko ta-umar mein dekhuun.........


Aapki.......Aarzuu............

Wah! Bohat khoob Aarzuu.....
Logged
Aman_rahi
Guest
«Reply #5 on: May 11, 2005, 04:37:57 AM »
Bahot khoob Aarzu ji....

shukriya ise humare saath share karne ke liye.....

aapka apna.....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #6 on: May 11, 2005, 08:57:52 PM »
 
kitabo ki nahi, kahaniyion ki nahi
jaroorat hai, bas un nigaho ki
Jo ankhein, ankhein hi na parr sake
unhe kaya samaj ayegi kitabo kahaniyon ki
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #7 on: May 14, 2005, 06:57:29 AM »
mere samne wo mehaphil sajaye bethe hain ...
apne hathon me mera dil dabaye bethye hain ..
main ne pucha ki inn hatoo main kiya hian..
bahana banagayee mahendi rachayee bathee.....
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #8 on: May 19, 2005, 07:02:23 PM »
Bahut bahut shukriya......Dhadkan, devdaas, aman, aaryan and Faree.............

Aapki....Aarzuu
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #9 on: May 20, 2005, 04:56:54 AM »
Quote from: "Aarzuu"
Doston.....
mujhe kahiin kuch likhaa hua pasand aa jaata hai to mein usey sambhaal letii huun......aaj kuch aapke saath share ker rahii huun....
shaayad aapko bhi pasand aaye...........

Hasarat hai tujhe saamane baithe kabhii dekhuun,
main tujh se mukhaatib huun teraa haal bhii puuchhuun......

dil mein hai mulaaqaat kii khwaahish kii dabii aag,
mehandii lage haathon ko chhupaa kar kahaan rakhuun......

jis naam se tuune mujhe bachapan se pukaaraa,
ik umr guzarane pe bhii vo naam na bhuluun........

tuu ashk hii ban ke merii aankhon mein samaa jaa,
main aaiinaa dekhuun to teraa aks bhii dekhuun..........

puuchhuun kabhii gunchon se, sitaaron se, havaa se,
tujh se hii magar aa ke teraa naam na puuchhuun........

ai merii tamannaa ke sitaare tuu kahaan hai,
tuu aaye to tere chehre ko ta-umar mein dekhuun.........


Aapki.......Aarzuu............


nice pasand aarzuu.
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #10 on: May 20, 2005, 05:42:55 AM »
good job by all........and aarzuu uor these lines r just excellent "tuu ashk hii ban ke merii aankhon mein samaa jaa,
main aaiinaa dekhuun to teraa aks bhii dekhuun"
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #11 on: May 22, 2005, 12:38:57 AM »
ghum chupane ki koi zarrorat nahin
aur aazmane ki koi zarrorat nahin

dil naa umeed ho ke baitha hai
ise bahlane ki koi zarrorat nahin

aitbaar ilm pe ab na raha ziyada
hunar dikhane ki koi zarrorat nahin

dum nikalte hi baant lete hain
vasiyat likhwane ki koi zarrorat nahin

"noor" dafna ke tujhko kahte hain
shokh manane ki koi zaroorat nahi
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #12 on: May 22, 2005, 04:33:04 AM »
Wah.........wah............wah..............

jab bhii tanhaaii se ghabaraake simaT jaate hai.n
ham teriii yaad ke daaman se lipaT jaate hai.n
un pe tuufaa.N ko bhii afsos huaa karataa hai
vo safine jo kinaaro.n pe ulaT jaate hai.n
ham to aaye the rahe.n shaaKh me.n phuulo.n kii tarah
tum agar khaar samajhate ho to haT jaate hai.n....
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #13 on: May 22, 2005, 05:40:58 AM »
Quote from: "Aarzuu"
Doston.....
mujhe kahiin kuch likhaa hua pasand aa jaata hai to mein usey sambhaal letii huun......aaj kuch aapke saath share ker rahii huun....
shaayad aapko bhi pasand aaye...........

Hasarat hai tujhe saamane baithe kabhii dekhuun,
main tujh se mukhaatib huun teraa haal bhii puuchhuun......

dil mein hai mulaaqaat kii khwaahish kii dabii aag,
mehandii lage haathon ko chhupaa kar kahaan rakhuun......

jis naam se tuune mujhe bachapan se pukaaraa,
ik umr guzarane pe bhii vo naam na bhuluun........

tuu ashk hii ban ke merii aankhon mein samaa jaa,
main aaiinaa dekhuun to teraa aks bhii dekhuun..........

puuchhuun kabhii gunchon se, sitaaron se, havaa se,
tujh se hii magar aa ke teraa naam na puuchhuun........

ai merii tamannaa ke sitaare tuu kahaan hai,
tuu aaye to tere chehre ko ta-umar mein dekhuun.........


Aapki.......Aarzuu............


bahut aacha
hai ye
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #14 on: May 22, 2005, 08:24:53 PM »
Kuchh pal ke liye aa jaao vaapis ,
Hum dil ki kahaani keh denge...
Samje na tum aankho se ;
Voh baat zubaani keh denge....
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 04:06:15 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer