Hawaa Ghamon Kii,.

by Jaanasheen on March 03, 2008, 11:57:56 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1206 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Hawaa Ghamon Ki Chaai Hai,.
Aapne Saath Kai Dukh Laai Hai,.

Mehfil Me Kaise Baithe Hum Dil Thaam Kar,.
Zindagi Ka Peecha Kar Rahi Tanhaai Hai,.

Har Taraf Hai Roshni, Ghar Me Mere Charaag Nahi,.
Jaane Kyun Kismat Ne Humpar Ye Kaher Barsaai Hai,.

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Tere Ghamon Ko Apna Bana Jaonga (Sweety) by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Saans Hawaa Ban Kar Seene Ki..... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
**Ghamon Ke Dastan** by honeyrose in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Hawaa chaley saanyn-saanyn; raat jamhareeree! by abdbundeli in Ghazals
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: March 03, 2008, 12:59:52 PM »
Bohat khoob Azeem bro .. Usual Smile

Zindagi mein kuch aise dukh hothe hai
Joh hum iss ko nahi samjh pate hai
Aur bhi door jana hai yeh zindagi hai
Bas khaton ke zakhm bhar jana hai..
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #2 on: March 03, 2008, 02:32:46 PM »
Very nice one Azeem..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: March 04, 2008, 01:18:25 PM »
Shukriya Seeya Sis,.
And Shikha Sis,.
And Nice One Seeya Sis,.
Waise Shikha apne Kyun Nahi Likha,. tearyeyed
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: March 04, 2008, 01:21:10 PM »
Hawaaon Ka Dosh To Bas Itna Tha,.
ke Unhe Sahi Raahon Se Guzarna Na Aaaya,.

Chal Pade Ye Manzil Ki Talaash Mein Lekin,.
Theek Se Safar Inhe Karna Na Aaaya,.

_________________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: November 10, 2008, 02:51:42 PM »
Anjaan Bankar Aaj Jaa To Rahe Ho, Tum,.
Ye Na Bhoolo Ki Mehfil Mein, Pehchaan Mere Hi Naam Se Hai,.
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #6 on: November 10, 2008, 09:58:07 PM »
...good one Janasheen...keep it up...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: November 11, 2008, 08:55:10 AM »
Shukriya JHL Bhai,.
After A Long Time Seeing You,.

Kuch Likhte To Achcha Lagta,.

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: November 11, 2008, 08:58:31 AM »
Hawaa Ye Kaise Mere Ghar Pe Chaai Hai,.
Dekhta Hoon Jahaan Bhi, Sirf Tanhaai Hai,.

Khushi Ki Aas Thi Mujhe Is Zindagi SE "Azeem",.
Mujhe Meri Kismat Ne Kaisi Khushi Dikhaai Hai,.

Labon Pe Hasi To Hai Mere, Magar Aankh Bhi Nam Hai,.
Door Rehte Hum Bhi, Gar Maaloom Hota Mohabbat Tabaahi Hai,.

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #9 on: November 11, 2008, 04:36:49 PM »
Mohabbat ka nasha hi kuchh aisa chhaya dil pe,
Ki itni tabaahi ke baad bhi yeh aankhen muskuraayi hai,
Socha nahi ek baar bhi mere ghar ko jalate waqt,
Ki usi mein, mere saath uski bhi duniya samayi hai...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #10 on: November 11, 2008, 04:45:47 PM »
nice lil bro, honey and JHL ji!!
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #11 on: November 11, 2008, 05:25:25 PM »
...thanks Pooja...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #12 on: November 11, 2008, 05:26:14 PM »
arey jahanashee, thats marvelous dear. bahut bahut badiya andaaz meh apna haal sunaya hai, jindagi ki dhoop koh kaisey apney alfazoh meh sajaya hai... bahut khoob... wah


Jasbir Singh
hira_company@yahoo.com
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:32:27 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.24 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer