HIMMAT HAI GAM UTHAANE KI......

by gumnam on July 02, 2006, 01:54:36 PM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 8493 times)
ranjana
Guest
«Reply #15 on: July 12, 2006, 06:07:28 PM »
ek saaya saath saath raha jo kabhi dikha nahi
woh thaa ek  gumnam sa jo kabhi hame mila nahi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Himmat by Brijinder in Shairi - E - Zindagi
Himmat by harishsharmapilot in Miscellaneous Shayri
HIMMAT NA HARO AASHIQO.........(GHAYEL) by sajid_ghayel in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
gumnam
Guest
«Reply #16 on: July 14, 2006, 01:44:57 PM »

EK TERA NAAM KYA LIKHA SAAHIL KI RET PAR,
FIR UMAR BHAR HAWA SE MERI DUSMANI RAHI.
Logged
ranjana
Guest
«Reply #17 on: July 14, 2006, 02:16:16 PM »
reit per naam haamra likhna na thaa
ek laher aayi toh mit jaayega yeh toh
likh lete naam hamara yadi dil ke kagaz per
kabhi paltate panne apni zindagi ki kitaab ke
kahi ek pane mein hamara naam paate toh!!!!!!!!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: July 14, 2006, 03:12:14 PM »
Bahoot Khoob Gumnam And Ranjana Sis,..

Rait Par Naam Kabhi Likhte Nahi,..
Rait Par Likhe Naam Kabhi Tikte Nahi,..
Tumne To Kehdiya Hume Pathar,..
Lekin Patharon Par Likhe Kabhi Mitte Nahi,..
Logged
ranjana
Guest
«Reply #19 on: July 15, 2006, 03:03:02 AM »
bahut khoob ....

naam hamara mitaana chaho toh bhi na mita paaoge
har shaye mein nazar aayenge hum ,har jagah hame paaoge
tere dil ki dharakno mein bas chuke hain hum ab
bhulana chahao bhi toh na bhula paaoge
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: July 18, 2006, 08:04:51 AM »
Quote from: "ranjana"
bahut khoob ....

naam hamara mitaana chaho toh bhi na mita paaoge
har shaye mein nazar aayenge hum ,har jagah hame paaoge
tere dil ki dharakno mein bas chuke hain hum ab
bhulana chahao bhi toh na bhula paaoge


Shukriya,..

Mitaayein Kaise Naam Tumhara Jo Likha Hain Humne Apne Lahoo Se,..
Ye Baat Aur Hai Ke Aap Humare Nishaan Is Jahan Se Mitaa Te Chale,.

____________________________________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #21 on: July 20, 2006, 01:16:35 AM »
likha hai aapka naam hamre dil ki kitaab mein
mitana chahenge bhi toh na mita payenge hum
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: July 20, 2006, 12:11:20 PM »
Quote from: "ranjana"
likha hai aapka naam hamre dil ki kitaab mein
mitana chahenge bhi toh na mita payenge hum


Nice One Ranjana Sis,..

Naam To Likh Diya Apne Hamara Dil Ki Kitaab Mein,..
Milna Sake Hum Shayad Kismat Ki Lakeeron Tumhare Hamara Naam Na tha,..

_________________________________________________ _-Jaanasheen-
Logged
gumnam
Guest
«Reply #23 on: July 29, 2006, 02:21:21 PM »
Quote from: "ranjana"
likha hai aapka naam hamre dil ki kitaab mein
mitana chahenge bhi toh na mita payenge hum
bahut khub likha aapne.........

IS DIL KO ITNE DARD DIYE TUNE MERE AZEEZ DOST,
JO INKO MITAANE TULE TO KHUD MIT JANA PADA....
Logged
ranjana
Guest
«Reply #24 on: July 29, 2006, 05:31:23 PM »
shukriya gum and gumnam ji .....bahut khoob likha aapne gumnam

hamne toh har pal har saans bas  unko apni zindgaani samaja
dil aur jaan kar  diya kurbaan unper unhone sirf ise hamari nadaani samjha

sun o mera chien aur  qaraar luatane waale
tune kya yeh dil ka lagaana koi ek kahaani samjha!!!!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: August 01, 2006, 09:28:29 AM »
bahoot khoob
Logged
gumnam
Guest
«Reply #26 on: August 02, 2006, 02:00:06 PM »
Quote from: "gum"
Quote from: "gumnam"
Quote from: "ranjana"
likha hai aapka naam hamre dil ki kitaab mein
mitana chahenge bhi toh na mita payenge hum
bahut khub likha aapne.........

IS DIL KO ITNE DARD DIYE TUNE MERE AZEEZ DOST,
JO INKO MITAANE TULE TO KHUD MIT JANA PADA....


BHAYUT AACHA LIKHA HAI RANJU AND GUMNAM JI
shukriya gum ji...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: August 03, 2006, 02:45:16 AM »
Mujhe Dard Ki Nishaani Wo Degayaa,..
Mit Na Jaaye Kahin Ye Isliye Har Pal Dard Se Nata Rakhta Hoon,..

______________________________________-Jaanasheen-
Logged
ranjana
Guest
«Reply #28 on: August 03, 2006, 02:56:42 AM »
mat kaho tum apne lafazo ko yun aahista aahista
ki mere dil ne woh bhi sun liya hai jo tumne kabhi kaha bhi nahi thaa
mat dikhao meri aankho ko aur khawab naye naye
ki abhi meri aankho ko tumhare pichle diye khwabo ka manzar bhula nahi thaa
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: August 03, 2006, 03:11:40 AM »
Bahoot Khoob Ranjana Sis,..
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 14, 2024, 10:37:33 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer