Hisaab de sakoge................

by Aarzuu on June 04, 2005, 03:08:32 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1819 times)
Aarzuu
Guest
Muddaat kay baad aaj tum
Laut tu aaye magar
Kiya meri bey-rung shaamoon ka
Hisaab day sako gey tum
Meri Ujhri Umeedoon ka
Hisaab day sako gey tum
Batao kiya mujhey Lauta sako gey
Beetay saray PaL ?
Meri aankhoon ko aansoo ka
Hisaab day sako gey tum
Tumharay saath chalnay ko
Mein aa tu jaon gi leekin
Meri Tanha rafaqat ka
hisaab day sako gay tum
Hamaray bin toh teri saans bhi
Ruk Ruk kay chalti thi
Mujhey kiya apni saansoon ka
Hisaab day sako gey tum
Yeh tu teri muhabbat thi keh joh
Baandhay rahi hum ko
Mujhey meri mohabbat ka
Hisaab day sako gay tum ?

Aapki.................Aarzuu...........
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Kya Jee sakoge tum....? by sharmaarunkumar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Mujhe Tum Bhoola Na Sakoge by Azeem Azaad in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Chhupakar na rakh sakoge... by daljeet_faqeer in Shayri for Khumar -e- Ishq
kya nibha sakoge sath by deep007 in Shayri-E-Dard
bach na sakoge (nam) by poonamA in Shayri-E-Dard
Shweta_v7
Guest
«Reply #1 on: June 04, 2005, 03:40:38 AM »
Quote from: "Aarzuu"
Muddaat kay baad aaj tum
Laut tu aaye magar
Kiya meri bey-rung shaamoon ka
Hisaab day sako gey tum
Meri Ujhri Umeedoon ka
Hisaab day sako gey tum
Batao kiya mujhey Lauta sako gey
Beetay saray PaL ?
Meri aankhoon ko aansoo ka
Hisaab day sako gey tum
Tumharay saath chalnay ko
Mein aa tu jaon gi leekin
Meri Tanha rafaqat ka
hisaab day sako gay tum
Hamaray bin toh teri saans bhi
Ruk Ruk kay chalti thi
Mujhey kiya apni saansoon ka
Hisaab day sako gey tum
Yeh tu teri muhabbat thi keh joh
Baandhay rahi hum ko
Mujhey meri mohabbat ka
Hisaab day sako gay tum ?

Aapki.................Aarzuu...........


Aree wah wah.....sooo nice.....
Logged
Devdas_online
Guest
«Reply #2 on: June 04, 2005, 06:50:00 AM »
very nice,

tumse door rehna meri fitrat mein nahin tha,
magar kya karen zamane ne majboor kar diya tha
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #3 on: June 04, 2005, 07:05:29 AM »
wah wah kya baat hai Aarzuu very nice........keep writing!!!
Logged
Aman_rahi
Guest
«Reply #4 on: June 04, 2005, 09:42:40 AM »
Aarzuu ji.....

Muddat baad lauta hoon…..
Hissaab dene nahi aaya hoon…..
Kutch badgumaan yaadon ko
Tumhare zehan se mitane aaya hoon…..

Be-rang shammon jo guzri….
Vo ab khatm hui…..
Tumhari shab ko….
Haseen lamhe banana aaya hoon…..

umeedon ka chota sa aashiyaana….
Sang tumhare basane aaya hoon……
Aankhon se jo tapke qadees….
Apne daaman mein bharne aaya hoon…..

Aao ek baar haath tham lo….
Aaj mujhe tum pehchaan lo….
guzarte tanha safar mein…..
Ek rafaq ban.Ne aaya hoon…..

Kaise beete hain vo lamhe….
Kaise thami hain ye saanse……
Us har mehkati saans ko…..
Apni dhadkan baanane aaya hoon…..

Teri mohabaat ka saani koi nahi…..
Meri labon pe aaj paani koi nahi…..
Roothi ho aaj mujhse…..
Mohabat ko apne ishq mein dhaalne aaya hoon
Logged
pandit
Guest
«Reply #5 on: June 04, 2005, 09:45:20 AM »
bahut hi accha likha hai aarzu ji....................................
Logged
Shweta_v7
Guest
«Reply #6 on: June 05, 2005, 03:15:59 AM »
Quote from: "Aman_rahi"
Aarzuu ji.....

Muddat baad lauta hoon…..
Hissaab dene nahi aaya hoon…..
Kutch badgumaan yaadon ko
Tumhare zehan se mitane aaya hoon…..

Be-rang shammon jo guzri….
Vo ab khatm hui…..
Tumhari shab ko….
Haseen lamhe banana aaya hoon…..

umeedon ka chota sa aashiyaana….
Sang tumhare basane aaya hoon……
Aankhon se jo tapke qadees….
Apne daaman mein bharne aaya hoon…..

Aao ek baar haath tham lo….
Aaj mujhe tum pehchaan lo….
guzarte tanha safar mein…..
Ek rafaq ban.Ne aaya hoon…..

Kaise beete hain vo lamhe….
Kaise thami hain ye saanse……
Us har mehkati saans ko…..
Apni dhadkan baanane aaya hoon…..

Teri mohabaat ka saani koi nahi…..
Meri labon pe aaj paani koi nahi…..
Roothi ho aaj mujhse…..
Mohabat ko apne ishq mein dhaalne aaya hoon


aree waah waah amanji bahut khub and arzuu ji aapne bhi bahut aacha likha hai.....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #7 on: June 06, 2005, 03:43:54 AM »
Laut aya hoon yehi buhat hai sunam
kiun nahin ahi emri jana tum mein feham
kia beeti mere pe kisi ko kai maloom
kai roothna hi hai tere liye eham
kabbhi tuney hum ko bulya hota
kabhi bula kr kai hota tune bhi reham
aaj mangti ho mujhs meri jaan
bta kai tu meri Aarzuu ka hisab de ske gi

Meri ................................................. ...Aarzuuu

Quote from: "Aarzuu"
Muddaat kay baad aaj tum
Laut tu aaye magar
Kiya meri bey-rung shaamoon ka
Hisaab day sako gey tum
Meri Ujhri Umeedoon ka
Hisaab day sako gey tum
Batao kiya mujhey Lauta sako gey
Beetay saray PaL ?
Meri aankhoon ko aansoo ka
Hisaab day sako gey tum
Tumharay saath chalnay ko
Mein aa tu jaon gi leekin
Meri Tanha rafaqat ka
hisaab day sako gay tum
Hamaray bin toh teri saans bhi
Ruk Ruk kay chalti thi
Mujhey kiya apni saansoon ka
Hisaab day sako gey tum
Yeh tu teri muhabbat thi keh joh
Baandhay rahi hum ko
Mujhey meri mohabbat ka
Hisaab day sako gay tum ?

Aapki.................Aarzuu...........
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #8 on: June 06, 2005, 05:51:47 AM »
teri hi aarzu hai teri hi tamanna hai ,.....

tujhe pyar kerna ab bus ek sapna hai,.....

shayad ye haqiqat me na badle sapna mera,...

lakin nahi bhul sakta mai teri yadoo se kiye wade,..

tujhe karunga ek din mai prapose,...

yahi ab aakhri tamanna hai,........
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #9 on: June 06, 2005, 06:35:15 AM »
are baap re..............kya sach mein yehi tamanna hai?Huh?Huh?Huh???//
Logged
Tosha
Guest
«Reply #10 on: June 06, 2005, 11:01:03 AM »
hisab na mango is mohabbat ka humse
jawab na mango is mohabbat ka humse
tamannaye hai is dil main hazar
tol na manho in sapno ka humse
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #11 on: June 06, 2005, 11:14:55 PM »
Quote from: "Aarzuu"
are baap re..............kya sach mein yehi tamanna hai?Huh?Huh?Huh???//


mera ek sapna hai
meri ek aarzuu hai
meri ek khwahish hai
meri ek chahat hai
meri aik zindgi hai
meri aik disha hai
?>Huh?Huh???>>>>>>>>>>>>>>>Meri  ..........     Aarzuu
Logged
janu_anu
Guest
«Reply #12 on: June 07, 2005, 06:59:46 AM »
Quote from: "Aarzuu"
Muddaat kay baad aaj tum
Laut tu aaye magar
Kiya meri bey-rung shaamoon ka
Hisaab day sako gey tum
Meri Ujhri Umeedoon ka
Hisaab day sako gey tum
Batao kiya mujhey Lauta sako gey
Beetay saray PaL ?
Meri aankhoon ko aansoo ka
Hisaab day sako gey tum
Tumharay saath chalnay ko
Mein aa tu jaon gi leekin
Meri Tanha rafaqat ka
hisaab day sako gay tum
Hamaray bin toh teri saans bhi
Ruk Ruk kay chalti thi
Mujhey kiya apni saansoon ka
Hisaab day sako gey tum
Yeh tu teri muhabbat thi keh joh
Baandhay rahi hum ko
Mujhey meri mohabbat ka
Hisaab day sako gay tum ?

Aapki.................Aarzuu...........



Really gr8 aarzuu
Logged
rohit30002
Guest
«Reply #13 on: June 07, 2005, 09:06:04 AM »
Quote from: "Aarzuu"
Muddaat kay baad aaj tum
Laut tu aaye magar
Kiya meri bey-rung shaamoon ka
Hisaab day sako gey tum
Meri Ujhri Umeedoon ka
Hisaab day sako gey tum
Batao kiya mujhey Lauta sako gey
Beetay saray PaL ?
Meri aankhoon ko aansoo ka
Hisaab day sako gey tum
Tumharay saath chalnay ko
Mein aa tu jaon gi leekin
Meri Tanha rafaqat ka
hisaab day sako gay tum
Hamaray bin toh teri saans bhi
Ruk Ruk kay chalti thi
Mujhey kiya apni saansoon ka
Hisaab day sako gey tum
Yeh tu teri muhabbat thi keh joh
Baandhay rahi hum ko
Mujhey meri mohabbat ka
Hisaab day sako gay tum ?

Aapki.................Aarzuu...........


Jaisa aapka naam waisa aapka kaam  i mean it's very nice
Logged
Aarzuu
Guest
«Reply #14 on: June 07, 2005, 06:06:33 PM »
Shukriya..........
Shweta
Devdas
Isha Verma
Aman Rahi
Faree
Pandit
Tushar
Tosha
Janu Anu
Rohit..............

Aapki....................Aarzuu..............
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 12:02:53 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.119 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer