~Hisab De~

by Sonia01 on June 28, 2008, 03:45:32 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1931 times)
Sonia01
Guest
kabhi dil, kabhi dimaag, kabhi nazar me raho
yeh sabhi tumhara ghar hai, kahi bhi raho

zuba to khol,nazar to mila, jawab to de
mein kitni baar luti hu, hisaab to de

ab gham aya, khushi aya, maut aya ya tu aya
mai ne to aahat pai aur darwaza khol diya
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mohobaton ka mujh sey Hisab by Zamir Ka Qaidi in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bay hisab dard by payar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Hisab lene aayega........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 7 8 »
Na Pyar Ka Tum Hisab Rakhna - R. Rangila by Rustum Rangila in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ulfataun ka Hisab rakh layna by ismail roushan in Ghazals
NETRAPAL
Guest
«Reply #1 on: June 29, 2008, 03:39:24 AM »
kabhi dil, kabhi dimaag, kabhi nazar me raho
yeh sabhi tumhara ghar hai, kahi bhi raho

zuba to khol,nazar to mila, jawab to de
mein kitni baar luti hu, hisaab to de

ab gham aya, khushi aya, maut aya ya tu aya
mai ne to aahat pai aur darwaza khol diya


wah...wah....wah bahoot khoob likha hai aapne.....
bilkul nayee or behtreen rachna.....

netra...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: June 29, 2008, 10:26:31 AM »
Waah Ji Waah Kya Likha Hai aapne,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: June 29, 2008, 10:33:02 AM »
kabhi dil, kabhi dimaag, kabhi nazar me raho
yeh sabhi tumhara ghar hai, kahi bhi raho

zuba to khol,nazar to mila, jawab to de
mein kitni baar luti hu, hisaab to de

ab gham aya, khushi aya, maut aya ya tu aya
mai ne to aahat pai aur darwaza khol diya


Hoon Main Tumhaare Dil-o-Jigar Mein,.
Afsos Ke Tumhe Is Baat Ki Khabar Nahi,.

Ghar Hai Mera Veeraan Dil "Sonia,".
Ranaukh-e-Dil Mein Mera Koi Ghar Nahi,.

Hisaab Mohabbat Mein Kaun Karta Hai,.
Mohabbat Ki Ek Jhalak Ke Liye Ye Aashiq To Marta Hai,.

_________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #4 on: June 29, 2008, 07:08:25 PM »
kabhi dil, kabhi dimaag, kabhi nazar me raho
yeh sabhi tumhara ghar hai, kahi bhi raho

zuba to khol,nazar to mila, jawab to de
mein kitni baar luti hu, hisaab to de

ab gham aya, khushi aya, maut aya ya tu aya
mai ne to aahat pai aur darwaza khol diya


wah ye to naya andaaz he nazm kehne ka, padh kar achha laga.

or jaanasheen ji ne dil nasheen nadaaz me'n umda likha he.
Logged
palkhi
Guest
«Reply #5 on: June 29, 2008, 07:15:59 PM »
Wow......... Fabulous Sonia Di....nd Azeem Bro great reply!!!!!
Logged
palkhi
Guest
«Reply #6 on: June 30, 2008, 12:09:19 AM »
Hoon Main Tumhaare Dil-o-Jigar Mein,.
Afsos Ke Tumhe Is Baat Ki Khabar Nahi,.

Ghar Hai Mera Veeraan Dil "Sonia,".
Ranaukh-e-Dil Mein Mera Koi Ghar Nahi,.

Hisaab Mohabbat Mein Kaun Karta Hai,.
Mohabbat Ki Ek Jhalak Ke Liye Ye Aashiq Lo Marta Hai,.

_________________________________-Jaanasheen-


  Chiiti Likh Kai Ya Awaaz Deh Kai Kabhi Kehthai
   Thab Humko Khabar Mil Thi Na,

   Jis Ghar Mein Ranaukh Nahin
    Woh Ghar Nahin Makaan Hai,

  Ahho Saath Humari Or Bana Deh Gai Hum
   Appkai Makaan Koh Bhi Ek Ghar,

 Humko Hisaab Chahiye Appni Mohabbat Ka
 Teri Mohabbat Mein, Nahin Chahiye Mujko Sirf Ek Khali Makaan...............
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: June 30, 2008, 01:02:46 PM »
Shukriya palkhi Sis,.
Nice One again,.
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: June 30, 2008, 09:02:14 PM »
wah bahoot khoob Sonia, Lil bro and Palkhi!!
Logged
palkhi
Guest
«Reply #9 on: July 01, 2008, 01:47:53 AM »
Teinku Azeem Bro nd Pooja DI........
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: July 02, 2008, 01:02:16 PM »
U Are Welcome Palkhi Sis,.

Jaane Kyun Wo Humse Apni Mohabbat ka Hisaab Maangte Hain,.
Khabar Hai Unhe Ujdi Bahaar Hai Meri Phir Kyun Gulaab Maangte Hain,.

Ab To Haddein Paar kardi Unhone Maang Ne Ki "Azeem",.
Dekhe The Jo Milkar Kabhi Hum Raaton Mein, Ab Wo Khwaab Maangte Hain,.

________________________________________-Jaanasheen-

Logged
Sonia01
Guest
«Reply #11 on: July 04, 2008, 03:04:42 AM »
Bahut bahut shukhriya

Netra jee, Jaanasheen bhaiya, Pooja didi, Palkhi dear ..

Lovely lines Jaanasheen bhaiya, bahut bahut shukhriya aapne kuch likha hamre thread main.

Netra jee, Pooja didi and palkhi kyu aap ne nahi likha? 
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: July 04, 2008, 01:36:11 PM »
Its All Your Affection Yaar,.
that Made me To Write,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #13 on: July 04, 2008, 01:38:55 PM »
Aye Dost Tu Mujhe Toote Hue Khwaab Na De,.
Thi Jo Bebas Mohabbat Meri, Uska Ab Hisaab Na De,.

Kaante Hi Paaye Hain Maine, Aas Bahaar Ki Rakhke,.
Zakham Jo Pahoonchaaye Dil Ko Mere Aise Gulaab Na De,.

________________________________-Jaanasheen-
Logged
Sonia01
Guest
«Reply #14 on: July 05, 2008, 04:16:12 PM »
Aye Dost Tu Mujhe Toote Hue Khwaab Na De,.
Thi Jo Bebas Mohabbat Meri, Uska Ab Hisaab Na De,.

Kaante Hi Paaye Hain Maine, Aas Bahaar Ki Rakhke,.
Zakham Jo Pahoonchaaye Dil Ko Mere Aise Gulaab Na De,.

________________________________-Jaanasheen-


Waaaah jee waaaah   Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 24, 2024, 01:48:46 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.111 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer