Hisab lene aayega........(Ghayel)

by sajid_ghayel on March 11, 2009, 07:33:08 AM
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8]
Print
Author  (Read 5600 times)
salma786
Guest
«Reply #105 on: April 15, 2009, 10:57:28 AM »
Waah bahoot ache Sajid ji n Shwetha sis Thumbs UP
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mohobaton ka mujh sey Hisab by Zamir Ka Qaidi in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bay hisab dard by payar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~Hisab De~ by Sonia01 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Na Pyar Ka Tum Hisab Rakhna - R. Rangila by Rustum Rangila in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ulfataun ka Hisab rakh layna by ismail roushan in Ghazals
sajid_ghayel
Guest
«Reply #106 on: April 17, 2009, 04:05:27 AM »
Sukun milta nahi ab kahin tere bina
har lamha tu Dil najar me rahta hai,
Din to gukar jata hai kisi tarah
par na jane shaam kyun katati nahi tere bina
[/b]

Haal mera bhi ab teri tarah hain jaana

Bohat mushkil hain ab is dil ko samjhana

Ha yeh sach hain mujhe tujhse mohabbat hain JANNAT

Apne GHAYEL ki yado se kabhi door na jana
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #107 on: April 18, 2009, 08:29:34 AM »
Haal mera bhi ab teri tarah hain jaana

Bohat mushkil hain ab is dil ko samjhana

Ha yeh sach hain mujhe tujhse mohabbat hain JANNAT

Apne GHAYEL ki yado se kabhi door na jana
Door hona tujhse ab kaun chahta hai
chaha hai tujhko bas itni si khata hai,
saq na karna kabhi mohabbat pe meri
mere DILBAR-JANI ye JANNAT ki wafa hai
[/b]
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #108 on: April 18, 2009, 08:55:48 AM »
Door hona tujhse ab kaun chahta hai
chaha hai tujhko bas itni si khata hai,
saq na karna kabhi mohabbat pe meri
mere DILBAR-JANI ye JANNAT ki wafa hai
[/b]


Ho ijazat to tere hotho pe apni pyaas rakh du

Dil me tere apne sare jazbaat rakh du

Na ho koi doori teri aur meri saso me

Kuch aise haseen samne tere halaat rakh du...
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #109 on: April 18, 2009, 09:19:28 AM »
Ho ijazat to tere hotho pe apni pyaas rakh du

Dil me tere apne sare jazbaat rakh du

Na ho koi doori teri aur meri saso me

Kuch aise haseen samne tere halaat rakh du...
Tu aaker apna bana le mujhe
tujhe Izazat hai.......
Aaj duniya se door le ja mujhe
Tujhe Izazat hai.......
Tod de ye bandhan jamane ke,
mujhe mujhi se churane ki ,
Tujhe Izazat hai........
[/b]
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #110 on: April 18, 2009, 09:34:52 AM »
Tu aaker apna bana le mujhe
tujhe Izazat hai.......
Aaj duniya se door le ja mujhe
Tujhe Izazat hai.......
Tod de ye bandhan jamane ke,
mujhe mujhi se churane ki ,
Tujhe Izazat hai........
[/b]

Tujhe apna bana chuke hain hum janaa

Apni hasrato se teri mang saja chuke hain janaa

Mujhpe mera haq to kabhi tha hi nahi

Tere hum ek muddat se ho chuke hain jaana
Logged
chitralsony
Guest
«Reply #111 on: April 18, 2009, 08:07:12 PM »
 Applause Applause :clap:bhot khob jannat and ghayel ji keep writing
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #112 on: April 19, 2009, 08:28:13 AM »
Tujhe apna bana chuke hain hum janaa

Apni hasrato se teri mang saja chuke hain janaa

Mujhpe mera haq to kabhi tha hi nahi

Tere hum ek muddat se ho chuke hain jaana
Tere sine par sar rakhkar
khwabon ki duniya me jana chahti hun,
teri hoker ... tujhme khokar.......
tujhko pana chahti hun........
[/b]
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #113 on: April 22, 2009, 04:31:44 PM »
Tere sine par sar rakhkar
khwabon ki duniya me jana chahti hun,
teri hoker ... tujhme khokar.......
tujhko pana chahti hun........
[/b]

Na dekh woh khwab jo na kabhi haqeeqat ho

Khuda na kare tujhe kabhi GHAYEL se mohabbat ho

Tanha bada khush hu main sath apni badnamiyo ke

Yeh alagh baat hain ab tum meri bhi zarurat ho...

Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #114 on: April 23, 2009, 07:12:15 AM »
Na dekh woh khwab jo na kabhi haqeeqat ho

Khuda na kare tujhe kabhi GHAYEL se mohabbat ho

Tanha bada khush hu main sath apni badnamiyo ke

Yeh alagh baat hain ab tum meri bhi zarurat ho...

JANNAT ke sath jab tak
GHAYEL ki mohabbat hai
nahi phir use is zamane ki jarurat hai
badnamiyon se darna nahi usul hai DILWALON ka
badnaamiyaan hi to mohabbat me
khuda ki pyari si shararat hai....

so.......my dear khuda ki shararat ko dil se kubul kijiye.....
[/color][/b]
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #115 on: April 24, 2009, 08:10:04 AM »
JANNAT ke sath jab tak
GHAYEL ki mohabbat hai
nahi phir use is zamane ki jarurat hai
badnamiyon se darna nahi usul hai DILWALON ka
badnaamiyaan hi to mohabbat me
khuda ki pyari si shararat hai....

so.......my dear khuda ki shararat ko dil se kubul kijiye.....
[/color][/b]

Rab ki mujhe mere, har shararat kabool hain

Meri kato se bhari raho me, tumne bichaye phool hain....

Kaise na main karu ab teri chahet ka ehtaram

Jannat hain khushboo us chaman ki, jiski Ghayel dhool hain...
Logged
TruefrienD
Guest
«Reply #116 on: April 24, 2009, 08:33:01 AM »
Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum,
Bas yahi ek wada nibha payenge hum..!!

Mita denge khud ko iss jahan se lekin,
Tera naam dil se na mita payenge hum..!!


Not Mine
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #117 on: April 24, 2009, 05:47:54 PM »
Tujhe bhoolkar bhi na bhool payenge hum,
Bas yahi ek wada nibha payenge hum..!!

Mita denge khud ko iss jahan se lekin,
Tera naam dil se na mita payenge hum..!!


Not Mine

Nice sharing T_F....Welcome to Yoindia
Logged
Pages: 1 ... 4 5 6 7 [8]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 07:00:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.139 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer