jannatjahan
Guest
|
«Reply #60 on: March 19, 2009, 11:16:13 AM » |
|
Q rooth gaye jana, Q karne lage gila Tujhe kya maloom tujhe paker humko kya mila Ho sake to maf karna apne GHAYEL ki khata ko Thoda nadaan thoda pagla thoda hain dil_jala
Ruth jaun ab rab se mai par tujhse ruthna muskil hai tujhse kya bataun main khwab kya kya is dil me hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Roja
Guest
|
|
«Reply #61 on: March 19, 2009, 01:46:15 PM » |
|
SORRY SALMA DEAR MAI KUCH AUR HI SAMAJH RAHI THI WAISE AGAR GREEN SIGNAL HAI TO MAI PHIR SE SAAMIL HOTI HUN US DAUR ME.
Jannat .... enjoying your shayries... Dont get upset dear.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #62 on: March 19, 2009, 05:08:24 PM » |
|
Ruth jaun ab rab se mai par tujhse ruthna muskil hai tujhse kya bataun main khwab kya kya is dil me hai
Darta hu meri fitrat tujhe badgumaa.N na kar de Zamane bhar ki batein tujhe mujhse juda na karde Aisa kuch nahi GHAYEL me jo tu bane meri Ya khuda sun meri dua JannatJahan ko mera karde
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
Rau: 14
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.
Posts: 19903 Member Since: Feb 2006
|
|
«Reply #63 on: March 19, 2009, 05:27:53 PM » |
|
NIce One Sajid Bhai,.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
salma786
Guest
|
|
«Reply #64 on: March 20, 2009, 07:45:01 AM » |
|
SORRY SALMA DEAR MAI KUCH AUR HI SAMAJH RAHI THI WAISE AGAR GREEN SIGNAL HAI TO MAI PHIR SE SAAMIL HOTI HUN US DAUR ME.
Well mujhe pata nahi aap kya samjh rahi thi.... Sorry mat kahiye Ofcourse apse hi to mehfil hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
jannatjahan
Guest
|
|
«Reply #65 on: March 20, 2009, 01:34:14 PM » |
|
Well mujhe pata nahi aap kya samjh rahi thi.... Sorry mat kahiye Ofcourse apse hi to mehfil hai
THANX SALMA DEAR
|
|
|
Logged
|
|
|
|
jannatjahan
Guest
|
|
«Reply #66 on: March 20, 2009, 01:54:12 PM » |
|
Darta hu meri fitrat tujhe badgumaa.N na kar de Zamane bhar ki batein tujhe mujhse juda na karde Aisa kuch nahi GHAYEL me jo tu bane meri Ya khuda sun meri dua JannatJahan ko mera karde Ek lamha ko tu mujhse rubaru ho jata teri surat ko najar me utar leti ye jaan kar bhi ki hai tu sitamgar tujhe apna khuda bana leti.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #67 on: March 21, 2009, 08:22:18 AM » |
|
Ek lamha ko tu mujhse rubaru ho jata teri surat ko najar me utar leti ye jaan kar bhi ki hai tu sitamgar tujhe apna khuda bana leti.
Woh lamha nahi koi jab tu rubaru nahi Tere siwa ab JannatJahan meri koi aarzoo nahi Teri aakhe tere hoth teri zulfe aur na jane kya kya Karte hain mehsoos wajood tera aur tujhe dekha bhi nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
jasbirsingh
Guest
|
|
«Reply #68 on: March 21, 2009, 03:10:02 PM » |
|
Woh lamha nahi koi jab tu rubaru nahi Tere siwa ab JannatJahan meri koi aarzoo nahi Teri aakhe tere hoth teri zulfe aur na jane kya kya Karte hain mehsoos wajood tera aur tujhe dekha bhi nahi wah Ghayel, wah bahut khoob jasbir singh
|
|
|
Logged
|
|
|
|
jannatjahan
Guest
|
|
«Reply #69 on: March 21, 2009, 04:57:08 PM » |
|
Woh lamha nahi koi jab tu rubaru nahi Tere siwa ab JannatJahan meri koi aarzoo nahi Teri aakhe tere hoth teri zulfe aur na jane kya kya Karte hain mehsoos wajood tera aur tujhe dekha bhi nahi Tujhe paa lun phir rangeen najaron se kya hathon me hath tera ho to phir baharon se kya Cha jaye jahan me tere mere pyar ki khumari phir GHAYAL ki JANNAT ko barish ki phuharon se kya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
jasbirsingh
Guest
|
|
«Reply #70 on: March 21, 2009, 05:57:22 PM » |
|
Tujhe paa lun phir rangeen najaron se kya hathon me hath tera ho to phir baharon se kya Cha jaye jahan me tere mere pyar ki khumari phir GHAYAL ki JANNAT ko barish ki phuharon se kya wah bahut khoob jannat jasbir singh
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #71 on: March 21, 2009, 06:09:29 PM » |
|
Tujhe paa lun phir rangeen najaron se kya hathon me hath tera ho to phir baharon se kya Cha jaye jahan me tere mere pyar ki khumari phir GHAYAL ki JANNAT ko barish ki phuharon se kya Yu to akayla main kabhi raha nahi Par Janaa tujhsa kabhi koi mila nahi Yu to naseeb me Mohabbat, bohat baar hain aayee Par ek tere siwa JANNAT, GHAYEL ne kisi ko dil diya nahi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
jasbirsingh
Guest
|
|
«Reply #72 on: March 21, 2009, 06:13:03 PM » |
|
Yu to akayla main kabhi raha nahi Par Janaa tujhsa kabhi koi mila nahi Yu to naseeb me Mohabbat, bohat baar hain aayee Par ek tere siwa JANNAT, GHAYEL ne kisi ko dil diya nahi wah bahut khoob Ghayel AAP KA YEH DAUR CHALTA RAHEY FIZOH MEH YEH RANG KHILTA RAHEY MEHAR TUZPAR KHUDA HAI GHAYEL DIL TERA ABB SADA MEHANKTA RAHEY JASBIR SINGH
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sajid_ghayel
Guest
|
|
«Reply #73 on: March 21, 2009, 06:30:29 PM » |
|
wah bahut khoob Ghayel
AAP KA YEH DAUR CHALTA RAHEY FIZOH MEH YEH RANG KHILTA RAHEY MEHAR TUZPAR KHUDA HAI GHAYEL DIL TERA ABB SADA MEHANKTA RAHEY
JASBIR SINGH
Oye yaara qurbaan jaoo teri dua pe, I love u jasbireeeeeeeeeee......
|
|
|
Logged
|
|
|
|
jasbirsingh
Guest
|
|
«Reply #74 on: March 21, 2009, 06:35:47 PM » |
|
Oye yaara qurbaan jaoo teri dua pe, I love u jasbireeeeeeeeeee......
thanks Ghayel .... may you always flourish and keep smiling jasbir singh
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|