Hisab lene aayega........(Ghayel)

by sajid_ghayel on March 11, 2009, 07:33:08 AM
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
Print
Author  (Read 5557 times)
jannatjahan
Guest
«Reply #75 on: March 22, 2009, 10:03:25 AM »
wah bahut khoob jannat

jasbir singh
Thanks jasbir ji
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mohobaton ka mujh sey Hisab by Zamir Ka Qaidi in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bay hisab dard by payar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~Hisab De~ by Sonia01 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Na Pyar Ka Tum Hisab Rakhna - R. Rangila by Rustum Rangila in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ulfataun ka Hisab rakh layna by ismail roushan in Ghazals
jannatjahan
Guest
«Reply #76 on: March 22, 2009, 10:21:49 AM »
Yu to akayla main kabhi raha nahi
Par Janaa tujhsa kabhi koi mila nahi
Yu to naseeb me Mohabbat, bohat baar hain aayee
Par ek tere siwa JANNAT, GHAYEL ne kisi ko dil diya nahi
Tune gar dil diya bhi ho kisi ko
mujhko yaara gila nahi
kal bhi daaman khali tha
to kya hua jo aaj bhi kuch mila nahi
JANNATto haiGHAYALke mohabbat mein deewani
sach hi to hai ,sirf pana hi to mohabbat ka sila nahi
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #77 on: March 22, 2009, 11:42:04 AM »
Tune gar dil diya bhi ho kisi ko
mujhko yaara gila nahi
kal bhi daaman khali tha
to kya hua jo aaj bhi kuch mila nahi
JANNATto haiGHAYALke mohabbat mein deewani
sach hi to hai ,sirf pana hi to mohabbat ka sila nahi

Aa tujhe aaghosh me lelu aur JAHAN pa lu
Gunahgaar bohat hain tujhe paker Ghayel, Jannati ho jaye
Logged
Roja
Guest
«Reply #78 on: March 22, 2009, 11:50:17 AM »
Both Jannat and Sajid ji... good going.. Thumbs UP Usual Smile
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #79 on: March 22, 2009, 01:14:05 PM »
Aa tujhe aaghosh me lelu aur JAHAN pa lu
Gunahgaar bohat hain tujhe paker Ghayel, Jannati ho jaye
Tere dil me ghar banakar tujhme hona chahti hun
aa kar tere aagosh me GHAYALJANNATko khona chahti hun
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #80 on: March 22, 2009, 07:18:25 PM »
Tere dil me ghar banakar tujhme hona chahti hun
aa kar tere aagosh me GHAYALJANNATko khona chahti hun

Nam-e-GHAYEL fasana nahi haqeeqat hain
Jo tu kehti hain khuda kare woh fasana na ho
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #81 on: March 22, 2009, 07:22:38 PM »
Bahut Khoob Jannat ji
N Ghayel ji
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #82 on: March 23, 2009, 02:50:03 PM »
Nam-e-GHAYEL fasana nahi haqeeqat hain
Jo tu kehti hain khuda kare woh fasana na ho
Mohabbat hai ye JANNAT ki ae GHAYEL ise fasana na bana
Aasiyaan bana kar dil me tere hona chhahti hun tujhme fanna
Logged
Roja
Guest
«Reply #83 on: March 23, 2009, 03:02:08 PM »
hahaa.. Very good going dear Jannat... lage raho... Usual Smile
Logged
angel4u
Guest
«Reply #84 on: March 23, 2009, 04:49:23 PM »
Yu to akayla main kabhi raha nahi
Par Janaa tujhsa kabhi koi mila nahi
Yu to naseeb me Mohabbat, bohat baar hain aayee
Par ek tere siwa JANNAT, GHAYEL ne kisi ko dil diya nahi

Naseeb to yun hi palat jaata hai kisi ka bhi,
naseeb pe mere dost yun andha bharosa na kar,
aaj jo lagta hia haseen aur roshan khwabon ki tarah,
kisi aur ki hi aankhon me chamakta hai sitara bankar...
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #85 on: March 23, 2009, 07:32:17 PM »
Mohabbat hai ye JANNAT ki ae GHAYEL ise fasana na bana
Aasiyaan bana kar dil me tere hona chhahti hun tujhme fanna

Main tujhme tu mujhme aa fanaa ho jaye
Do jism bhale ho aa ek jaan ho jaye

Jaisa bhi hain Jannat yeh rishta azeem hain
Bas yeh aarzoo hain ab GHAYEL tera ho jaye
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #86 on: March 25, 2009, 01:23:41 PM »
Main tujhme tu mujhme aa fanaa ho jaye
Do jism bhale ho aa ek jaan ho jaye

Jaisa bhi hain Jannat yeh rishta azeem hain
Bas yeh aarzoo hain ab GHAYEL tera ho jaye
Teri aarzoo hai, teri hi zustju hai
khuli aankhon me, band nazaron me tera surur hai
tere khayalat DIL me, teri deewangi hai,
JANNAT ke JAHAN me GHAYEL ab sirf tu hi tu hai
Logged
Roja
Guest
«Reply #87 on: March 25, 2009, 01:56:08 PM »
Teri aarzoo hai, teri hi zustju hai
khuli aankhon me, band nazaron me tera surur hai
tere khayalat DIL me, teri deewangi hai,
JANNAT ke JAHAN me GHAYEL ab sirf tu hi tu hai

haha bahut acche... Usual Smile
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #88 on: March 27, 2009, 04:39:09 PM »
Teri aarzoo hai, teri hi zustju hai
khuli aankhon me, band nazaron me tera surur hai
tere khayalat DIL me, teri deewangi hai,
JANNAT ke JAHAN me GHAYEL ab sirf tu hi tu hai

Ab tu hi tu hain GHAYEL ki duao me
Mera sab kuch kho chuka hain teri masoom adao me
Har zarre me ab teri maujidgi hain Jannat
Ab tu hi tu maujood hain behti fizao me

-SG-
Logged
Pooja
Guest
«Reply #89 on: March 27, 2009, 04:57:01 PM »
Bahoot khoob Jannat and Sajid !!
Logged
Pages: 1 2 3 4 5 [6] 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 04:33:09 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.114 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer