Hisab lene aayega........(Ghayel)

by sajid_ghayel on March 11, 2009, 07:33:08 AM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
Print
Author  (Read 5598 times)
jannatjahan
Guest
«Reply #90 on: March 29, 2009, 05:50:58 AM »
Ab tu hi tu hain GHAYEL ki duao me
Mera sab kuch kho chuka hain teri masoom adao me
Har zarre me ab teri maujidgi hain Jannat
Ab tu hi tu maujood hain behti fizao me

-SG-
Aisa hua asar mujh par teri mohabbat ka
ab ye zindagi bhi jeene ko kam najar aati hai
na chaho mujhe itna ki,meri jaan,
meri jaan par ban aati hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mohobaton ka mujh sey Hisab by Zamir Ka Qaidi in Shayeri for Dard -e- Bewafai
bay hisab dard by payar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~Hisab De~ by Sonia01 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Na Pyar Ka Tum Hisab Rakhna - R. Rangila by Rustum Rangila in Shayri for Khumar -e- Ishq
Ulfataun ka Hisab rakh layna by ismail roushan in Ghazals
Roja
Guest
«Reply #91 on: March 29, 2009, 06:19:56 AM »
Aisa hua asar mujh par teri mohabbat ka
ab ye zindagi bhi jeene ko kam najar aati hai
na chaho mujhe itna ki,meri jaan,
meri jaan par ban aati hai

Aaaahhh...Wah... kya baat hai dear Jannat  tongue3
Logged
Roja
Guest
«Reply #92 on: March 29, 2009, 06:23:52 AM »
Zamane ki rahatein hame na baa saki
Kya jane ham zamane ko bhaye ya nahi

Hum toh roye they bahut yaad kar unko,
Kya jane woh hame yaad kar roye ya nahi

Chahe kar lo kitne bhi sitam "Roja" per
Is dil se tera pyar kabhi kam hoga nahi
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #93 on: March 29, 2009, 07:02:35 AM »
Aisa hua asar mujh par teri mohabbat ka
ab ye zindagi bhi jeene ko kam najar aati hai
na chaho mujhe itna ki,meri jaan,
meri jaan par ban aati hai

Dil to chahta hain yeh dum teri baho me nikle
Bohat nikle mere armaa.N magar kam nikle
Itna uljha muje apni zulfo me tu Jannat
GHAYEL chah kar bhi zulfo ki pech se na nikle
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #94 on: March 29, 2009, 07:03:58 AM »
Zamane ki rahatein hame na baa saki
Kya jane ham zamane ko bhaye ya nahi

Hum toh roye they bahut yaad kar unko,
Kya jane woh hame yaad kar roye ya nahi

Chahe kar lo kitne bhi sitam "Roja" per
Is dil se tera pyar kabhi kam hoga nahi


Arey wah kya kehne jee kya baat hain itna dard sab theek to hain... Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #95 on: March 31, 2009, 03:19:43 AM »
Dil to chahta hain yeh dum teri baho me nikle
Bohat nikle mere armaa.N magar kam nikle
Itna uljha muje apni zulfo me tu Jannat
GHAYEL chah kar bhi zulfo ki pech se na nikle
Teri chavi ka jab hum tasav_r karte hain
ek mitha sa dard apne gird mehsus karte hain
dil me rah rah kar ek tadap si jagti hai
kya isi ko humdum "MOHABBAT"kehte hain
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #96 on: March 31, 2009, 04:07:35 AM »
Teri chavi ka jab hum tasav_r karte hain
ek mitha sa dard apne gird mehsus karte hain
dil me rah rah kar ek tadap si jagti hai
kya isi ko humdum "MOHABBAT"kehte hain

Mohabbat hain tumse mohabbat ki pehchan nahi hain
Zindagi hain tumse zindagi ka armaan nahi hain
Kabhi socha nahi koi chahega mujhe itni shiddat se
GHAYEL ka tujhe pana JANNAT aasan nahi hain
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #97 on: March 31, 2009, 08:03:40 AM »
Waah bohat khoob sajid ji

"Hisab lene aayega" wonderfull creation sajid ji...
Applause Applause
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #98 on: April 11, 2009, 07:05:43 AM »
Mohabbat hain tumse mohabbat ki pehchan nahi hain
Zindagi hain tumse zindagi ka armaan nahi hain
Kabhi socha nahi koi chahega mujhe itni shiddat se
GHAYEL ka tujhe pana JANNAT aasan nahi hain
JANNAT hai phulon ki bagiya
kaanton bhara raah nahi hai,
chahti hun tumhe dil ki gehrai se
isme do raay nahi hai
ye zindagi tumhare hi dum se hai Dost
Is PHUl par bhauron ka bharmaar nahi hai
[/b]
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #99 on: April 11, 2009, 07:20:35 AM »
JANNAT hai phulon ki bagiya
kaanton bhara raah nahi hai,
chahti hun tumhe dil ki gehrai se
isme do raay nahi hai
ye zindagi tumhare hi dum se hai Dost
Is PHUl par bhauron ka bharmaar nahi hai
[/b]

Tu phoolo ki bagiya, tera mali hu main

Kya tujhe main du jana, khud sawali hu main

Tere dum se hain JANNAT, GHAYEL ki shayri

Logh kehte hain shayer, Aur main kahu tera khayali hu main
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #100 on: April 11, 2009, 08:50:14 AM »
Tu phoolo ki bagiya, tera mali hu main

Kya tujhe main du jana, khud sawali hu main

Tere dum se hain JANNAT, GHAYEL ki shayri

Logh kehte hain shayer, Aur main kahu tera khayali hu main
Khayalon se nikal kar dekho Rubaru ho jaungi
Tu......mai.....Aur mai........Tu ho jaungi
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #101 on: April 11, 2009, 08:55:52 AM »
Khayalon se nikal kar dekho Rubaru ho jaungi
Tu......mai.....Aur mai........Tu ho jaungi

Khuda na kare, tum ban jao GHAYEL jaisi

Bohat udas bohat tanha hain meri zindagi,

Main to bas khush hu mujhe mil gayee JANNAT meri

Ab karna hain ta umr bas bandagi teri.....
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #102 on: April 11, 2009, 09:48:39 AM »
Khuda na kare, tum ban jao GHAYEL jaisi

Bohat udas bohat tanha hain meri zindagi,

Main to bas khush hu mujhe mil gayee JANNAT meri

Ab karna hain ta umr bas bandagi teri.....
Teri udasi meri udasi
milkar rang naya layegi
banega apna bhi pyara sa gharaunda
aur jannat use apni chahat se sajayegi
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #103 on: April 11, 2009, 10:00:25 AM »
Teri udasi meri udasi
milkar rang naya layegi
banega apna bhi pyara sa gharaunda
aur jannat use apni chahat se sajayegi

Kuch ho na ho jaana, Apni yado me mujhe rakhna

Apne wado me mujhe rakhna, irado me mujhe rakhna

Mera milna to mumkin nahi, yeh rab ki marzi hain

Par tum GHAYEL ko hamehsa, apni murado me rakhna..
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #104 on: April 15, 2009, 10:55:56 AM »
Kuch ho na ho jaana, Apni yado me mujhe rakhna

Apne wado me mujhe rakhna, irado me mujhe rakhna

Mera milna to mumkin nahi, yeh rab ki marzi hain

Par tum GHAYEL ko hamehsa, apni murado me rakhna..
Sukun milta nahi ab kahin tere bina
har lamha tu Dil najar me rahta hai,
Din to gukar jata hai kisi tarah
par na jane shaam kyun katati nahi tere bina
[/b]
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 26, 2025, 06:49:38 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.183 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer