Hone de Ghayel muje.......(Ghayel)

by sajid_ghayel on January 05, 2009, 08:48:33 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 3166 times)
sajid_ghayel
Guest
Hone de GHAYEL muje, hunar mera aur nikhar jayega
Zakhm mere dard mere sher mere, aasoo aankh se teri aayega

Hone de zaleel muje, wajood mera kisi ke to kam aayega
Sharmindgi meri beizzati meri ruswaiieeya meri, aur sara shehar muskarayga

Hone de qatl muje, ek main mara to kisi ka kya jayega
lasha mera janaza mera dafne hona mera, baad muddat ke zamana khushiya manayga

                                      -Sajid Ghayel-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Ghayel kahe Parmeshwar........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
Ghayel samajhta hain......(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2 ... 7 8 »
Banke Ghayel hamesha.........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
Ghayel na yaha hota........(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Ek Kahani Ghayel ki zubani........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Rajbir
Guest
«Reply #1 on: January 05, 2009, 08:53:36 PM »
Sajid,

Very nice bro Applause

Very touching Thumbs UP
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: January 05, 2009, 09:09:04 PM »
Hone de GHAYEL muje, hunar mera aur nikhar jayega
Zakhm mere dard mere sher mere, aasoo aankh se teri aayega

Hone de zaleel muje, wajood mera kisi ke to kam aayega
Sharmindgi meri beizzati meri ruswaiieeya meri, aur sara shehar muskarayga

Hone de qatl muje, ek main mara to kisi ka kya jayega
lasha mera janaza mera dafne hona mera, baad muddat ke zamana khushiya manayga

                                      -Sajid Ghayel-


bahoot dil se likha hai sajid ji apne... Good work


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #3 on: January 05, 2009, 09:14:39 PM »
Waah Bhai Wah, Kya Khoob Likha Hai,.
Ataaullah Khaan JI Ki Tarah,.
Mayyat, Dafan Janaaza Wagaira,.

Nice One Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: January 05, 2009, 09:20:44 PM »
Hone de GHAYEL muje, hunar mera aur nikhar jayega
Zakhm mere dard mere sher mere, aasoo aankh se teri aayega

Hone de zaleel muje, wajood mera kisi ke to kam aayega
Sharmindgi meri beizzati meri ruswaiieeya meri, aur sara shehar muskarayga

Hone de qatl muje, ek main mara to kisi ka kya jayega
lasha mera janaza mera dafne hona mera, baad muddat ke zamana khushiya manayga

                                      -Sajid Ghayel-


Tujhe Ruswaa Main Kaise Hone Doonga,.
Bol Mere Bhai, Tujhe Kaise Rone Doonga,.

Teri To Zindagi, Shayard Tujhpar Meharbaan Nahi,.
Tere Bagair To Yaara, Kisi Mehfil Me Jaan Nahi,.

Hai Tu Jaan "Azeem Ki, Is Se Magar Khafaa Kyun Hai,.
Jab Saath Tere "Main Hoon, To Tu Tanhaa Kyun Hai,.

Kyun "Sajid, Tu Dil Ke Zakhmon Ko Bhulaata Nahi Hai,.
Duniya Mazaak Udaati Hai, Is Se Haal Kyun Chupaata Nahi Hai,.

Mayyat, Maut, Dafan, Janaaze Ki To Baatein Na Karna,.
Hume To Saath Saath Hai Jeena, Aur Saath Saath Hai Marna,.

____________________________________-Jaanasheen-

Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: January 05, 2009, 09:45:50 PM »
Hone de GHAYEL muje, hunar mera aur nikhar jayega
Zakhm mere dard mere sher mere, aasoo aankh se teri aayega

Hone de zaleel muje, wajood mera kisi ke to kam aayega
Sharmindgi meri beizzati meri ruswaiieeya meri, aur sara shehar muskarayga

Hone de qatl muje, ek main mara to kisi ka kya jayega
lasha mera janaza mera dafne hona mera, baad muddat ke zamana khushiya manayga

                                      -Sajid Ghayel-

Wah Bhai! Bahut kamaal ka likha hai aap ne
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #6 on: January 05, 2009, 09:48:13 PM »
Tujhe Ruswaa Main Kaise Hone Doonga,.
Bol Mere Bhai, Tujhe Kaise Rone Doonga,.

Teri To Zindagi, Shayard Tujhpar Meharbaan Nahi,.
Tere Bagair To Yaara, Kisi Mehfil Me Jaan Nahi,.

Hai Tu Jaan "Azeem Ki, Is Se Magar Khafaa Kyun Hai,.
Jab Saath Tere "Main Hoon, To Tu Tanhaa Kyun Hai,.

Kyun "Sajid, Tu Dil Ke Zakhmon Ko Bhulaata Nahi Hai,.
Duniya Mazaak Udaati Hai, Is Se Haal Kyun Chupaata Nahi Hai,.

Mayyat, Maut, Dafan, Janaaze Ki To Baatein Na Karna,.
Hume To Saath Saath Hai Jeena, Aur Saath Saath Hai Marna,.

____________________________________-Jaanasheen-


Tere jawaab ka to koi jawaab nahi Jaanasheen Bhai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: January 05, 2009, 10:01:24 PM »
Tere jawaab ka to koi jawaab nahi Jaanasheen Bhai

Shukriya Bhai,.

Waise Meri Shayari Itni Ghatiya Hoti Hai,.
Log Pardhte Mushkil Se Hain, Jawaab To Door Ki Baat,.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #8 on: January 06, 2009, 02:47:48 AM »
Hone de GHAYEL muje, hunar mera aur nikhar jayega
Zakhm mere dard mere sher mere, aasoo aankh se teri aayega

Hone de zaleel muje, wajood mera kisi ke to kam aayega
Sharmindgi meri beizzati meri ruswaiieeya meri, aur sara shehar muskarayga

Hone de qatl muje, ek main mara to kisi ka kya jayega
lasha mera janaza mera dafne hona mera, baad muddat ke zamana khushiya manayga

                                      -Sajid Ghayel-


Hmmm... bahut achhe...

ashqon ka jo ye sailaab aayega,
daaman tera kaise inse bach payega,
chahatein bahut thi tujhse aye sanam,
kaise in sab se tu mujhe bhula payega...
Logged
cara
Guest
«Reply #9 on: January 06, 2009, 04:10:49 AM »
kya baat gayelji...

gayelji tu ishq mein to gayel,hote hi raheta hai,
apne hunar aur wajood se, gayel hona yeh manjoor nahi.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #10 on: January 06, 2009, 08:37:47 AM »
Sajid,

Very nice bro Applause

Very touching Thumbs UP

Bohat Shukriyaan Rajbir Jee

bahoot dil se likha hai sajid ji apne... Good work


Nawazish Karam Pooja

Tujhe Ruswaa Main Kaise Hone Doonga,.
Bol Mere Bhai, Tujhe Kaise Rone Doonga,.

Teri To Zindagi, Shayard Tujhpar Meharbaan Nahi,.
Tere Bagair To Yaara, Kisi Mehfil Me Jaan Nahi,.

Hai Tu Jaan "Azeem Ki, Is Se Magar Khafaa Kyun Hai,.
Jab Saath Tere "Main Hoon, To Tu Tanhaa Kyun Hai,.

Kyun "Sajid, Tu Dil Ke Zakhmon Ko Bhulaata Nahi Hai,.
Duniya Mazaak Udaati Hai, Is Se Haal Kyun Chupaata Nahi Hai,.

Mayyat, Maut, Dafan, Janaaze Ki To Baatein Na Karna,.
Hume To Saath Saath Hai Jeena, Aur Saath Saath Hai Marna,.

____________________________________-Jaanasheen-



Khuda tumhe hamesha khush rakhe chote .......

Main is ummeed me dooba ke tu bacha lega
Ab iske baad kya mera Imtihaa_n lega

              -Wasim Barelvi-


Hmmm... bahut achhe...

ashqon ka jo ye sailaab aayega,
daaman tera kaise inse bach payega,
chahatein bahut thi tujhse aye sanam,
kaise in sab se tu mujhe bhula payega...


Bohat khoobsurat jawab Angel  Clapping Smiley

kya baat gayelji...

gayelji tu ishq mein to gayel,hote hi raheta hai,
apne hunar aur wajood se, gayel hona yeh manjoor nahi.

Bohat shukriyaan Cara and beautiful line by u  Applause
Logged
k.shael
Guest
«Reply #11 on: January 06, 2009, 09:07:12 AM »
 Applause  Applause  Applause
Bahut khoob likha hai Sajid Ji,

Hone de ghayel mujhe tujhe kya khabar mujhe kya mila hai,
ye teri hi hasratoon ka silsala hai ki mere apno ko mujhse
ka gila hai,

Waqt ki ret ki tarah to haathon se iss tarah fisla hai,
ki tujhe dobara paa bhi nahi sakte tu itni door jo ho chala
hai...

Shally.
Logged
HumTum
Guest
«Reply #12 on: January 06, 2009, 09:29:27 AM »
Nice One Sajid ... bahut acche....

Kar ke ghayel muhje who aaj muskurata hai
Dekhe, kab talak who bhi qaraar pata hai
Aata hai hontoon mein ajab muskaan liye
Jate huye, dil mein khangar uthar jata hai!!


HumTum
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #13 on: January 06, 2009, 11:29:50 AM »
Applause  Applause  Applause
Bahut khoob likha hai Sajid,

Hone de ghayel mujhe tujhe kya khabar mujhe kya mila hai,
ye teri hi hasratoon ka silsala hai ki mere apno ko mujhse
ka gila hai,

Waqt ki ret ki tarah to haathon se iss tarah fisla hai,
ki tujhe dobara paa bhi nahi sakte tu itni door jo ho chala
hai...

Shally.


Taareef aur khoobsurat shero se nawazne ke liye bohat shukriya Shally

Nice One Sajid ... bahut acche....

Kar ke ghayel muhje who aaj muskurata hai
Dekhe, kab talak who bhi qaraar pata hai
Aata hai hontoon mein ajab muskaan liye
Jate huye, dil mein khangar uthar jata hai!!


HumTum

Bohat khoob hum tum ek behtareen shayer hi nahi ek behtareen insan aur dost bhi ho Ghayel tumhari dosti ka kayel hain
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #14 on: January 06, 2009, 06:15:15 PM »
 Clapping Smiley Clapping Smiley

Bohat khoob Sajid ji wonderfull creation ... Thumbs UP
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:47:31 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer